Gold ka kuch pata nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ka kuch pata nahi
    dears forex trading me sab pehle dears apne apko change mat kare jab tak hosake koshish karen haar kabh dears forex market me gold ki movement kafi dino se gold ko samjhen dears gold se jitna hosake door rahen kuke Gold me ziada he risk hai isliye behtar hai forex me gum gold se door rahen to accha hai sab ke accounts ke bhalay ke liye behtar hai gold se door rehna
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ka kuch pata nahi

    gold aik fast move karny wala aik risky pair hain hamy best experience or knowledeg hasil kar ky is main mahanty sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko apni marzi sy pora kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • #3 Collapse

      Re: Gold ka kuch pata nahi

      G dear ap ny pocha hai keh gold ka kuch pata nhi. apki baat pori trah smajh nhi paya keh ap kia kehna chah rhy hain? Mery dost gold up to jaye ga kyun keh eski price par kafi asar pady ga karauna viruse ki wja sy. jis sy doller ki price down ho gi to gold par bhi eska aser zaror pady ga.
      • #4 Collapse

        Re: Gold ka kuch pata nahi

        ziada risky trade open nhibkrna chahye jitna risky hoga loss b ho sakta hay
        • #5 Collapse

          Re: Gold ka kuch pata nahi

          jee han dear friends Ap thak bol raha hein kay Gold pr treading mein bhoat risk hota hay koi pta nhi hota kay market ki movment kia ho gi is lyia hum ko chyia kay hum maximum say maximum posting krain or axha bonus gain kr kay axhi say axhi treading krain or glod pr treading ka lyia largt capital ho humara pass.
          • #6 Collapse

            Re: Gold ka kuch pata nahi

            Gold par trading bht hee soch samhj kar karni chaia or bht hee experience hasil karny k bad hee gold par trade karny ka risk lay kiyo forex market ek risky market hain laken jab gold par trade karty hain to ye risk level 50% double hojata hain gold par trading karna wesy to bht hee mazy wala metal hain kiyo k ek trade sy capital double kar skty hain laken phr ek hee trade sy account wash bhi ho skta hain so gold par trade karny k liay alag sy gold ka experience hasil kary
            • #7 Collapse

              Re: Gold ka kuch pata nahi

              Gold main trade kerna bahot zyada profitable hota hai lekin agar ham gold main trading ka acha experience rakhty hain tou hamain gold ki samajh aa jati hai ky gold main market ki movement kis terha hoti hai agar ham gold main hi continue trade kerty hain tou hamain gold ki her movement ka pata chal jata hai tab ham trade open ker ky bahot achi earning ker lety hain so abhi bhi chance zyada hai gold main sell ki trade ka
              • #8 Collapse

                Re: Gold ka kuch pata nahi

                Ji Sahi kaha hai aapane ki gold ka Kuchh pata nahin gold per trading karte hain to aapko bahut hi Soch Samajh Ke karni padati hai Kyunki Gold per trading karna Koi Aasan Kam Nahin Hai Ek risky kam hota hai jo ke senior members ko hi karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ka kuch pata nahi

                  bahut hi achy bat share ki hy apny, gold ki movement ka kuch pta nhe chalta hy so hamen is mn mehnat karny chaye aur pher himat ky sath work karna chaye js sy pher hamein gold per ager trade lagaien to pher soch smajh kar work karna chaye jis sy pher hamei is mn kafi ziada fiadahoaskta hy aur pher ham is mn ik achy earning bhi kar skaty hn
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ka kuch pata nahi

                    hamy expert ban ky goldd mai kam karna ho ga pehr he hum munfa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kair sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik acha business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold ka kuch pata nahi

                      hamy gold maai ahtyat sy kam karna ho ga pher he hum paisa kma skay ggy forex aik acha business hain hum is mai part timee be kam kair sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy analysis ko use akr ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold ka kuch pata nahi

                        Gold major per hai ismein market ki movement mostly fast Hoti Hai Gold per Jisne Bhi trading karni hai Soch Samajh Kar Apne best analysis karke hi karni hai status ko bhi use karna chahie gold main market ko understand karna difficult ho jata hai proper plan Banakar Soch samajhkar trading Karni chahie Jisne Bhi gold per trading karni hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ka kuch pata nahi

                          hum gold mai kam kar ky acha bonus kama sakty hain hamy ache learning gain kar ky karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai markt ka balm nahi htoa is mai hamaa koi be bosss nahi hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold ka kuch pata nahi

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: yasirkhan786 پيغام ديکھيے
                            dears forex trading me sab pehle dears apne apko change mat kare jab tak hosake koshish karen haar kabh dears forex market me gold ki movement kafi dino se gold ko samjhen dears gold se jitna hosake door rahen kuke Gold me ziada he risk hai isliye behtar hai forex me gum gold se door rahen to accha hai sab ke accounts ke bhalay ke liye behtar hai gold se door rehna
                            Gold k analysis krna aj kul bht ziada mushkil ho raha hai or is main kam krna b bht ziada mushkil hoa hoa hai long term pai gold ka trend oper ka hai laikin long term main kafi time hota hai y month b jo skty hain
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold ka kuch pata nahi

                              My bhi nahi pata han na bhai sab

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X