Emotional ho.kar trading na kare

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional ho.kar trading na kare
    Emotional hokar kabhibhi trading na Karen Forex trading business bahut risky business hai. Agar Ham is business Mein emotionally hokar trading Karenge To Ham acchi trading nahin kar Sakenge Agar Ham profitable trading karna chahte hain To Hamen Apne emotion per Kabu Rakhna hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotional ho.kar trading na kare

    Je han dears friends hum ko forex main treading emoshnal ho kar treading nhi karni chahiay q k is sauly hum apna kam Miyari nhi kar sakain gey or hum apna kam fresh mind say nhi kar sakte jis say hum ko loss bhe ho sakta ha or jab hum jaldbazi main treading karain gey to hum kamyab nhi ho sakain gey
    • #3 Collapse

      Re: Emotional ho.kar trading na kare

      Emotional hokar Kabhi trading na Karen mind ko fresh Karke kam Karen be comfortable Rahe kabhi bhi gusse Mein Aakar trade na Karen Jab aap aap mentally stable Ho tab hi trade Karen agar aap mentally stable Nahin Honge Tu Kabhi Bhi aap acchi apni Pasand Nahin kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Emotional ho.kar trading na kare

        Ji Haan bilkul sahi Kaha Hai k hamein trading krty huey emotional Nahi Hona chaheye balky fresh mind k sath confident ho kr trading krni chaheye... Phr hi ham acha profit hasil kr skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Emotional ho.kar trading na kare

          G friends apny bilkul sahi kaha humen forex treading business main treading bilkul b emotional ho kr ni krni cahye balky fresh minded ho kr confidence sy treading krni cahye q k forex treading business bht riski business ha ager hum es business main un confident or emotional ho r treding karen gy to hamen kuch b hasil ni ho ga or hamara sara profit loss main change ho jaye ga.
          • #6 Collapse

            Re: Emotional ho.kar trading na kare

            G han dost hum sab ko chahaye k forex pakistan mein hum kabhi bhi emotional ho kar trading na karein warna es tarha hum ko es forum mein bahut loss ho ga dostu q k hum sab ko trading k duraan apney emotional ko qabu mein rakhna chahaye takeh hum es forum se acha profit hasil kar sakein gey.
            • #7 Collapse

              Re: Emotional ho.kar trading na kare

              Emotion ko control kr k hamy trade krni chaye emotion ho kr trade krny sy hm apna nuksan krty hain or kuch nhi hota apny mind ko hmesha relaxed rhkhna chaye tb he hn achi trade kr sky gy
              • #8 Collapse

                Re: Emotional ho.kar trading na kare

                emotional ko avoid kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzu sy bager pasio ky account bana kar is main kam sakty hain agr ham is main bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #9 Collapse

                  Re: Emotional ho.kar trading na kare

                  G han dosto ye bat sahi he ke forex me trading kerne kelie kabhi bhi emotional ho ker trading ni kren q ke ager apka mind set ni hoga to ap koi bhi achi trading ni lga sakte aur na ap acha profit le sakte hn islie trading ke time apne apko relax rakhen aur dekhte rhen ke jb market fast ho rhi ho tab ap trading lgaen to apko kabhi koi preshani ni ae gi aur ap hamesha kamyab rahen ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotional ho.kar trading na kare

                    Bilkul emotional ki waja say hee hamri 90% trading kharab hoti hain, jald bazi, bysabari, stress, lalach in sub ki waja sy hee 90%members trading mai fail hojaty hain or ohr give up kar dyty hain forex ko samhjna itna bhi mushkil ni hain k 90% members fail hojaye laken in k fail honay ki waja in k emotions hoty hain forex nahi is liay knowledge k sath sath sabar karna bhi sehky
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotional ho.kar trading na kare

                      g han ap ny bilkul tkek kaha emotional ho kr tred ni krni chay balky sbr sy kam lena chy sbr sy insan ko metha phal mily ga or ak acha kam krny ko bi mily ga na emotanl hjo kr is trha forex ma sakon sy kam krna chay
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotional ho.kar trading na kare

                        Forex trader jab bhi emotional hotay hain unhain ziada loss hota hai. Kiyu kay emotions mai jald baazi ki wajah say bohat ghaltiaa hoti hain. Aur forex mai aik choti si ghalti bhi bohat ziada loss daiti hai. Iss liye traders ko apnay emotions pay bohat ziada control kerna chaiye. Aur apni learning aur knowledge ko behtar aur strong kerna chaiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotional ho.kar trading na kare

                          G bilkul app theek kah rahy hy jazbat may a ker app faida kam or nuksan zaida utha sakty hy. Iss liy chahy sabro tahmul say app trading keriny or intazar keriny ta kah app successful ho sakiny.
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotional ho.kar trading na kare

                            Ji bilkul Doston Ki Baat theek hai ki Hamen Forex per treading emotional hokar Nahin Karni chahie Hamen Sabar ke sath Forex per posting Karni chahie aur acchi post Nahin Karni chahie Jo log emotional hokar Forex per kam Karte Hain vah loss uthate Hain isliye friends mehnat ke sath acche post Karen aur Achcha response Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotional ho.kar trading na kare

                              emotional ho Kar trade na karen ji han dear emotional ho kar trading karne se hamara nuksan hota hai Ham trading Mein kabhi bhi emotionalism ke sath Kam nahin Karna chahiye kyun k Jab Ham Forex trading Mein professionally kam Karte Hain to is se Hamen professionally success milti Hai Kamyab trader hamesha forex mein zyada Se zyada mehnat Karta Hai Is Mein mehnat Karne per hum kamyab hoty Hain is mein mehnat karne wala trader hi Forex Mein Kamyab hota hai jo mehnat karta hai usse bahut zyada success hoti hai kamyabi ke liye bahut zyada mehnat matter karti hai isliye mehnat Karte rahne Wale Ko kamyabi milti Hai forex mein mehnat karne se aap successful hote hain aur is wajah se aapko kamyabi milti hai market ki knowledge Hasil Karne Wale trader ko bahut zyada fayda Hota Hai Jab Ham market knowledge hasil karte Hain is se Hamen market ki term and condition ke bare mein Pata chalta Hai jo k hamari trading analysis mein bahut zyada zaruri hoti hai isliye Hamen market ki knowledge aur Market ki learning Karte rahna chahiye kyun k is se bahut zyada fayda Hota Hai Is wajah Se Ham Forex Mein kamyabi Hasil karne mein Kamyab hote hain aur forex mein zyada Se zyada mehnat Karne Wale Ko milti Hai Jo mehnat karta hai uska fayda Hota Hai aur ismein focus karne wala aur mehnat karne wala trader hi Forex Mein Kamyab hota hai uske sath kam karna hamare liye bahut zyada zaruri hai jise hamara nuksan hoga mein laalach aur jaldbazi nahin karni chahiye is se buhat zaida nuqsan hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X