Kabi b slow market me trading na kare.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kabi b slow market me trading na kare.

    dear maine is baat say experience lia hay k forex amrkeet jub jub moovemnt slow karty hay tab tab ham yeh feel kar saktay hain k ab markeet out off knowldge moove kar rahi hay is liye betetr yahi hay k ham markeet main tab entery lain k jub markeet aik hisaab say moovemnt start lay aur agar ham aisi situations ka wait nai kar saktay hain to ham khud lose ko dawat dainewlay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kabi b slow market me trading na kare.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Nazami پيغام ديکھيے
      Main Yahan new traders ko Kahana Chahunga ki tabhi bhi slow market Mein trading Nahin Karni chahie Kyunki slow market Mein Hamen market ka andaza Nahin ho, sakta isliye Hamen chahie ki Ham slow market Mein trading na Karen Jab market Mein acchi moment Najar Aaye To hi Hamen Main trading Karni chahie Agar Ham acchi profitable trading karna chahte hain To Hamen Apna entrypoint ka wait karna hoga.
      Jab market Mein movement slow ho rahi hoti hai aur Market sideways Mein moment kar rahi Hoti Hai Aise time per trading karna bahut jyada dangerous hota hai iska main reason yah hota hai ki market sideways moment karne ke bad ek side per Jarur jati hai aur Agar vah aaj ki trade ke against Chali Gai to bahut jyada nuksan Hota Hai
      • #18 Collapse

        Re: Kabi b slow market me trading na kare.

        g han bro apne sahi kha hame chaiye ke pehle ham market ko dekhen or market ko smjh kr trade kren agr ham chate hai ke hame profit zyada ho or nuqsan km ho is ke liye lekin kbi kabar market jo slow hoti hai kbi kabar wo bh uper chli jati hai to hame chaiye ke pehle is ke bare me knowledge hasil kren kisi expert bnde se to apko kafi achi tarha trade ko guide kr skta hai is se apko kafi help mil skti hai or apko pta bh chal jaye ga market ka
        • #19 Collapse

          Re: Kabi b slow market me trading na kare.

          Jab Ham logon ko pata hai ki market Aaj bahut jyada slow hai market ke andar Kisi kism Ki movement dekhne Ko Nahin Milegi tab jakar aap Logon Ko koshish Karni chahie bilkul bhi trading na Karen aapko ho sakta hai ki lost dekhne ko mil sakta hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Kabi b slow market me trading na kare.

            Bilkul theek kaha jab market slow ho to trading nahin karni chahiye slow market main side ways movement hoti hai jis ki waja se indicators bhi hamain sahi tor per nahin bata saktay k market bullish hogi ya bearish, is liye hamain slow market k waqt trading band kar deni chahiye or jab market main taizi aaye to trading start karni chahiye ya phir un pairs per trade karna chahiye jo taiz move kar rahay hon tamaam achay traders yehi tareeka apnatay hain

            اب آن لائن

            Working...
            X