Jab deman increase hoti hai to supply decrease hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab deman increase hoti hai to supply decrease hoti hai
    Aaj main form ke members ko economics ka ek formula batata hoon Ke Jab demand increase hoti hai to supply decrease hoti hai aur supply ke decrease hone se a use cheez ki price Mein izafa Hota Hai is formula ko Apne mind Mein Bithakar trading karen to acche results Hasil Karenge
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab deman increase hoti hai to supply decrease hoti hai

    Yh BT to market m lazmi attic kh ups and downs are the part of market agar hm yh BT mind m rakh k trading kreingy to hm khud ko kahen s kahen phncha skty Hein or yh ak achy trading ki Qualities b honi chahye KH hm har Chez ko daikh k agy chlain Jo hmain bht high profile man bnati hein
    • #3 Collapse

      Re: Jab deman increase hoti hai to supply decrease hoti hai

      g nahi Dera jab demand increase hoti Hy to pair ki prices increase hoti hen isi trha jab market me supply increase hoti hen to phr prices decrease hoti hen isi trha market ki supply and demand zone pay aksr market breakout krti hy AP ko is me is factor ki Lazmi dakhan chye agar AP profit Lena chahty hen to
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Jab deman increase hoti hai to supply decrease hoti hai

        hamain market main planing kar k hi hum run karein gay aur markt main enter hony say pahly is k bary main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main bi trend ko use ka rk hi hum run kraien gay aur anlayse kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main bi trade karny main bi koi mushil na ho saky gi aur hamain is forum main earn karien gay
        • #5 Collapse

          Re: Jab deman increase hoti hai to supply decrease hoti hai

          Demand and supply bahut jaruri hai. Agar Ham ise samjhenge to hamen bahut acchi judgement ho sakti hai market ke bare mein. Lekin experience kafi chahie hota hai agar aapko economical point of view say idea hota hai to bahut hi acchi baat hai kyunki vah reality hoti hai. Aur uska market per asar padta hai to yah sab experience and knowledge hone ki baat hai. Aapko knowledge hoga to hi aap. Aisa kam per aisi analysis kar sakte ho.
          • #6 Collapse

            Re: Jab deman increase hoti hai to supply decrease hoti hai

            hamy leanring gain ka ky kam karna ho ga pher he hum agy bar skay gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai out off cost aaccount bana kar be kam kar sakty han hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik international busness hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
            • #7 Collapse

              Re: Jab deman increase hoti hai to supply decrease hoti hai

              Aslam o alikoum g han dear aap nay kafi acha bat ke hai good achi trading kay laiy acha time aur achi information kay laiy acha knowleddge ke zaoroat hoti hai good
              • #8 Collapse

                Re: Jab deman increase hoti hai to supply decrease hoti hai

                Agar demand badhati Hai to prices increased hoti hai aur Agar suppliers padati hai tu prices decrease hoti hai. ki ek simple sa rule hai aur hamen isko follow karna hota hai market mein bhi iska Ham dekhte hain. Aur Agar Ham isko follow karenge to Ham acchi planning kar sakte hain to market Mein aage. Kya hone wala hai isliye kuchh achcha kam karne ke liye knowledge koi improve karna hota hai agar kisi ko demand and supply ka rule nahin pata to usko sikhana chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: Jab deman increase hoti hai to supply decrease hoti hai

                  ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy is main acha or alla qualities ka karna chahey pher hi ham kamyba ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy day main be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik king business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab deman increase hoti hai to supply decrease hoti hai

                    Dear dekhain aap isk bary main apna knowledge barhain aur thori study klarin is k bary main jab bhe demand zyada hoti hy too pair ke price barh jati hy aur mehngi hoo jati haion aur jab market main ksi bhe chez ke supply zyada hoge too automatically uski price kam hoge uski over stock l muqably main.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab deman increase hoti hai to supply decrease hoti hai

                      jihan complete movement markeet ki kise chiz ki supply or os ki demand par munhasir hoti hai jitni ziada demand hoge supply bhe otni hi ziada ho ge or is sort main os ki price bhe bahrti rhy ge is lia is chiz ka ap ko khiyal rkhna chahi hai or pori trha sey bazr sey waqf rhana chahi hai markeet ko dekhty rhna chahi hai
                      information for Beginners
                      Complete Forex Knowledge
                      • #12 Collapse

                        Re: Jab deman increase hoti hai to supply decrease hoti hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
                        Aaj main form ke members ko economics ka ek formula batata hoon Ke Jab demand increase hoti hai to supply decrease hoti hai aur supply ke decrease hone se a use cheez ki price Mein izafa Hota Hai is formula ko Apne mind Mein Bithakar trading karen to acche results Hasil Karenge
                        Aapki baat bilkul theek hai aur aapane yah bahut acchi baat kahi hai agar aap is formula ko Gold per apply Karke Dekho to aapko aaram se samajh mein a Jaega ke gold ki value day by day Itni Jyada increase Kyon hoti ja rahi hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jab deman increase hoti hai to supply decrease hoti hai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
                          Aaj main form ke members ko economics ka ek formula batata hoon Ke Jab demand increase hoti hai to supply decrease hoti hai aur supply ke decrease hone se a use cheez ki price Mein izafa Hota Hai is formula ko Apne mind Mein Bithakar trading karen to acche results Hasil Karenge
                          Bhai aapane bilkul theek Kaha Jab Kisi bhi pair ki ki value aur demand increase Ho Jati Hai To usse ki supply Mein Kami a Jaati Hai Jiski vajah se uska rate hi ho jata hai isliye Agar Ham Kisi pair per kam kar rahe hain aur isase bhi acchi hai Maloom Nahin rakhte Hain To Ham Kafi Achcha earning Hasil kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jab deman increase hoti hai to supply decrease hoti hai

                            hamy ach learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy analysis ko use kar ky kam karan ho ga pher he hum agy bar sky gy forex aik amm busienss ke nisbat acha or unique business hain is maai hamara koi be boss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jab deman increase hoti hai to supply decrease hoti hai

                              Bilkul dear friend aapane theek kaha hai aisa? Hi hai market Ko Jitna ho sake time Dena chahie candle lines ko Dekhte Rahen kabhi-kabhi market Mein trend bahut hi Hi Ek Hi side per Gir Jata Hai Jab trendline complete ho jaaye FIR awaaz mein trade open Karen market Kuchh Na Kuchh profit nikal hi Deti Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X