Pakistan Forex mein kam karne ke liye Josh ki nahin balke Hosh ki ????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Pakistan Forex mein kam karne ke liye Josh ki nahin balke Hosh ki ????

    G bilkol bhayo humy forex mai josh ki zarort ni hai huma apna mind istamal krna chaheayi aur achy tarha mahnt karni chaheyai tahqy hum achi trha earnig kray aur achy say kam kray ku ka es mai jitna hum kam karty hai soch samj ka karty hai jo kam kray gy uska hum phal zaror khae gay koi bhe chez hu life mai koi bhe kam hu usko josh say ni hosh say kia jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Pakistan Forex mein kam karne ke liye Josh ki nahin balke Hosh ki ????

      Assalamu Alaikum friends Main ummid Karta Hun ki aap sab theek thak Honge ji han friends Pakistan Forex Mein kam karne ke liye Josh ka Nahin Ho uski zarurat hoti hai jo log Josh ke ilava apne hosho Hawas Mein Business mein kaam karte hain to Achcha Khasa balance eran kar sakte hain.
      • #18 Collapse

        Re: Pakistan Forex mein kam karne ke liye Josh ki nahin balke Hosh ki ????

        G han dear friend Pak Forex mn Kam Karny ky liye Josh ki nh balke hosh ki zarorat hoti hy hum ko har Kam souch samjh kr aur achi planning ky sath kran cahiey Apan Kam interest ky sath aur Aman dari ky sath kran cahiey hum ko Forex treading mn realx mind ky sath Kam kran cahiey forex trading mn kamiyabi hasil hoti nh balky karani parti hy mhnat sy straggle sy aur Aman dari ky sath Kam karny mn jis Mamber ny Apan Kam Aman dari ky sath kiye wo zaror successful ho ga
        • #19 Collapse

          Re: Pakistan Forex mein kam karne ke liye Josh ki nahin balke Hosh ki ????

          Forex trading mein main work karne ke liye totally mind plan Hona chahie Forex trading totally minded business hai ismein Jitna so Samay ka proper plan bnao kar trading Karenge utna. Hi best Rahenge market ko pahle acchi Tarah understand karna chahie Jis hisab. Se market ki samajh Aati Hai Usi hisab se market Mein risk bhi Lena chahie.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Pakistan Forex mein kam karne ke liye Josh ki nahin balke Hosh ki ????

            yes,dear yeh baat theek hay k pak forum ka work koi tukkay wala kaam nai hay balk is main jo jo jitna acha knowledge share karta hay usay usi hisaab say is main faida milta hay aur jo hamri tarha say har month main josh main aakar apna sara bonus aisay he zaya kar daitay hain unk liye is forum say kuch bhi earn karna na mumkin hay aur na wo kar saktay hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X