Forex trading main education say pelay money management per kam karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main education say pelay money management per kam karain
    forex market mein mere najdeek education ka Koi fayda nahin hai Jab tak aap lot size yah money management ko nahin control karte means to say jab tak aap lot size sambhal nahin rakhenge aur money management nahin karenge aap jitni marji strategies ajmal aur finance ki degree hasil kar len tab tak aapko Kisi bhi tarah se long-term mein ek regular profit nahin ho sakta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main education say pelay money management per kam karain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
    forex market mein mere najdeek education ka Koi fayda nahin hai Jab tak aap lot size yah money management ko nahin control karte means to say jab tak aap lot size sambhal nahin rakhenge aur money management nahin karenge aap jitni marji strategies ajmal aur finance ki degree hasil kar len tab tak aapko Kisi bhi tarah se long-term mein ek regular profit nahin ho sakta
    Bhai jaan, aapki post ki Kuchh samajh Nahin a Rahi aap kya Kahana chah rahe hain Agar Hamen Kuch knowledge hi nahin Hoga To Ham Kis Tarah kam Karenge pahle Hamen is Bar Bar ka Achcha knowledge Hasil karna hai aur yah dekhna hai ki is Mein Kaise kam Kiya jata hai. FIR hi Ham money management ko bhi samajh sakte hain.
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main education say pelay money management per kam karain

      bhai ager forex main kam kerna hy to us ky roules ko bhi follow kerna ho ga q kh ager hum roules ky baghair kam kerty hn to hmain is sy loss hi hota hy hmain chahiay kh hum apny account balence ky hisab sy lot size use karin yani money managment ka khayal rakhin or over trading bhi na karin yh ziyada lot size main a jata hy
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main education say pelay money management per kam karain

        apki baat bhi theek hy khe hamin mony mange ment sey bhi kaam kerty rehna chaiy oer sath hi maein educatoin ko bhi use kena cxhaioy sab sey phely hamin apni money mange ment ko control mein rakhna hoga takhe hamin kaam kerny ka bhtreen experince mil saky ap[ sab try krein khe achy sey acha work krein or kanmyabi hasil kerty rahin or loss sewy door rahin ...
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main education say pelay money management per kam karain

          Je hain dear friends hum ko forex main business karney ka us wakt tak koi faida nhi ho ga jab tak humko forex k andar lostsize or Money management nhi karna ata hoga chahiay hum ko Ziyada say Ziyada education ho is lsiy hum ko pjaly in ko sekna bohat zaroori ha
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main education say pelay money management per kam karain

            Forest reading main aapko Chitra se education bhi Hasil Karni chahie aur acchi Tarah Se money management bhi karna chahie Kyunki money management karna bahut Jaruri hota hai aur aapko acchi Tarah Se planning Kar Ke hi Forex Mein kam karna chahie Kyunki aap ki planning jitni Jyada acchi Hogi aapko itna hi jyada profit hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main education say pelay money management per kam karain

              han g agar money management nahi hai to phr loss ke hances hoge aur dar ahe ga los ka is ke liye bus emhnat kur learning hai agar knowledge ho ga to hi experience bihi ho ga i sliye byus mehnat kaani tyto demo pe karin aur trend ko learn karain kyon ke agar op ko har kooi trend ka keh raha hao to is mein koi nakoi i bat zaror ho gi jis ki waja se sab is ke fan hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main education say pelay money management per kam karain

                forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga forex aik amm business ke nsibat acha business hain hum is mai bager pasao ky account bana kar be kam kar sakty hain hamy amm busisness ke nisbat acha or unique business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main education say pelay money management per kam karain

                  market main planing kar k hi hum run karien gay aur account k rules ko mind main rakh k hi hum achi trade karien gay aur money ko mange kar k hi hum achi trade karien gay tab hi hum perform karin gay aur hamain market main bi anlayse kar k hi hum achy say trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain is forum main bi earn kar skaty hain ta ke arn ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main education say pelay money management per kam karain

                    jee han dear friends hum koi be business start krta hein tu jab tak humara pass knowledge experience ka sath money managment system nhi ata ho ga then hum fully successful be nhi ho skta kase na kase jaga hun apan money ko ya profit ko misplace kr dein gay then we get free loss.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main education say pelay money management per kam karain

                      rules to follow karda bahut important Hota Hai kisi bhi business mein aur Forex ek aisa business hai ki Jahan per agar aap rules ko follow karenge to aapko bahut hi acchi opportunities mil sakti hai money management ek bahut important rule hai. Agar Ham isko follow karenge to Ham loss wali condition mein bhi apna capital save kar sakte hain. Aur Agar Ham apna capital save kar lete hain to ismein Koi shak nahin hai ki Ham aane wale waqt Mein usko recover bhi kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main education say pelay money management per kam karain

                        Forex ki education aur Forex Mein money management yah donon chijen bahut Jaruri hoti hai. Isliye aapko ine donon per focus Rakhna chahie aur Forex trading main acchi Tarah Se money management bhi Karni chahie aur Forex ki acchi Tarah Se education bhi Hasil Karni chahie Taki aap Forex main acchi Tarah Se survive kar Sako
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main education say pelay money management per kam karain

                          yes dear humy trading karny sy phly to humare pas trading ka acha knowledge aur experience hona chahiye agar humare pas knowedge aur experience nahi hy to humy chahiye ky hum demo ccount par trading ki practice kar ky ess ko hail karen aur phir he trading karen , trading karty howe humy zayada lalach nahi karne chahiye aur money management ky sath he trading karne chahiye tab he hum trading mein ache earning gain kar len gy thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading main education say pelay money management per kam karain

                            hamy knowledge or experience hasil kar ky money management kar ky kam karna chahey hamy is main meyare kam karna chahey hum din main be kam kar sakty hain or hum rat main be kam kar sakty hain market 24 ganty open rahte hain hum is main jitna kam karty hain yai hamy is ky hesab sy bonus dyta hain hum is main pair or currency main kam karty hain yai aik acha business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading main education say pelay money management per kam karain

                              money management g haan dear humein forex mein money management ko priority rakh Kar Kam karna chahiye jab hum is mein money management ke sath kam Karte Hain toh is wajah se hum Kamyab hoty Hain Forex Mein money management bahut zyada zaruri hoti Hai har trader ko forex Mein money management ke sath kam karna chahyie kyun k Jo trader Forex Mein money management ko follow karta hai aur priority deta Hai toh woh trader Forex Mein expert trader banta hai money management ka role Forex trading mein bahut zyada zaruri hai is se bahut zyada fayda hota hai agar Ham trading Mein money management ke sath chalenge Hamen loss nahin hoga Forex trading Mein Jab Ham money management ka use Karenge yah bahut zyada zaruri hai trading ke liye har trader ko Forex Mein money management ka use Ka Pata Hona chahiye kyun k Jab Ham Forex trading Karte Hain to lalach ke chakkar Mein money management nahin lagate jisse hamara bahut zyada loss hota hai aur Market ko Ham blame karte hain lekin asal wajah money management hoti hai jo trader money management nahin lagata woh trader hamesha loss mein rahta hai aur wah trader kabhi Kamyab nahin ho sakta isliye har member ko or har trader ko money management ke uses ke bare mein pata Hona chahiye yah bahut zaruri bahut important Hai har trader ke liye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X