jub rsi over sold ki condition me ata ha tu market ki movement or fast ho jati ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jub rsi over sold ki condition me ata ha tu market ki movement or fast ho jati ha

    RSI ko single use karna difficult hota hai main hamesha jobhi indicator hota hai usko. Fibonacci retracement aur support and resistance per apply karta hun agar aisa Ho sab ek hi indicate kar rahe ho to main vahan entry Leta Hun aur agar aisa nahin Hai to main fir nahin Hota isliye hamen filter karna hota hai fake signal ko Agar Ham fake signals ko jaj nahin kar sakenge to Ham loss karenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jub rsi over sold ki condition me ata ha tu market ki movement or fast ho jati ha

      Bilkul dear friend of net hi kahan hai market ki moments time bahut hi fast Mein Jaati Hai understand karna difficult ho jata hai proper plan Banakar market Mein trading Karni chahie Jitna ho sake Soch samajhkar trading Karen
      • #18 Collapse

        Re: jub rsi over sold ki condition me ata ha tu market ki movement or fast ho jati ha

        Aksar Ham dekhte hain ki Hamen indicator wrong signal Dete Hain Jaisa ke aapane kaha hai RSI jab oversold level per aata hai to vah Aur Bhi fast move karne lag jata hai Hamen kabhi bhi indicator per depend nahin karna chahie Hamen acchi profitable trading karne ke liye market ko watch karna chahie aur proper fundamental analysis ke sath trading karne chahie
        • #19 Collapse

          Re: jub rsi over sold ki condition me ata ha tu market ki movement or fast ho jati ha

          RSI 1 indicator ha ham market ko analysis karny kla mukhtlif kism ka indicator use karty han jasi rsi ye hamen bataty han ka market par buyer ka hold ha ya pher seller ka pher ham usi ka mutabik trade lety han yahan bat ho rahi ha rsi ki jab bhe rsi oversold par ho ga market main tezi ho gi
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: jub rsi over sold ki condition me ata ha tu market ki movement or fast ho jati ha

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
            dear rsi ( relative strenght index) aik bohat acha technical indicator ha jis ko hum Apne chart par use karke market ki movement ka pata chala sakte hain or market ki next movement ki pridiction bhi kar sakte hain entry point hasil karne kay liey
            (rsi) se hum market kay over sold or over bought ki condition ka pata chalatay hain jub 14 value ki rsi 30 se nichay a jati ha tu market os wakt over sold ki condition me hoti ha or waha par phir market par seller ka pressure hota ha jisse se movement or fast ho jati ha
            agr ap waha par market ki continues down ki movement me entry point hasil karne me kamyab ho jatay hain tu ap waha par market ki long movement honay ki waja se good profit hasil kar sakte hain
            Sometimes Hum jump trading kar rahe hote hain aur chat Ko Dekhkar trading karte hain aur indicators ko use kar rahe Hote Hain Tu Jab market aur varsh old condition Mein a Jaati Hai To Ham samajhte Hain ki aap Hamen yahan se buy and sell kar lena chahie Lekin FIR aisa hota hai ki market Usi side per aur Jyada Munh karne lag Jaati Hai aur sometimes Hamara yah decision wrong bhi ho jata hai isliye sirf indicators ko watch Karke trade open na Kiya Karen pura plan banaa liya Karen yah trading Mein achha Hota Hai

            اب آن لائن

            Working...
            X