Stop loss say hum ko kia faida hasil hota ha ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss say hum ko kia faida hasil hota ha ??
    Aslam o alaikum dear forex members main apsey yh pochna chata hoin k hum forex trading main bohat ziyada stoploss ka name suntey hain ahkir stoploss ha kia cheez or hum ko stoploss laganey say kia faida hasil hota hai ap is k barey main kia jantey hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss say hum ko kia faida hasil hota ha ??

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mubeen پيغام ديکھيے

    Forex me Star Plus ki bahut jyada fayde Hain Jab Jab Star Plus use Karenge to Aapka bonus capital safe Rahega aur aapka account kabhi bhi Khwahish Nahin Hoga profit aur last To Har Kisi Ko Hota Hai Chahe vah professional hai ya new trader hai To Hamesha apni or trade Mein stop loss kaise istemal karen aur Apna bonus capital was hone Se Bachaye
    Last edited by ; 08-02-2020, 08:06 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss say hum ko kia faida hasil hota ha ??

      Agr ap raat m trade lgatay h r nend m chlay jatay h r stopploss nhi lgaye gay to subha jb uho gay acount loss m hoga sara r acount waah hoga islye jb trade loss ja rhi hogi tb trade ko stop loss lga lya jay to loss pe rul kati h zyada nhi hota loss
      Lagay rehnay Ka naam kamyaabi hai....
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss say hum ko kia faida hasil hota ha ??

        Assam alaikum stop loos se men yah n fayda hota Hai Ham aksar kam mein biji hote hain jiski vajah se Ham apni trade close karna bhul jaate Hain Ham stop loose hmen lost see chats h hamesha trade mein stop loose or take profit use karna chahie hamare liye bahut achcha rahega
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss say hum ko kia faida hasil hota ha ??

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Mubeen پيغام ديکھيے
          Aslam o alaikum dear forex members main apsey yh pochna chata hoin k hum forex trading main bohat ziyada stoploss ka name suntey hain ahkir stoploss ha kia cheez or hum ko stoploss laganey say kia faida hasil hota hai ap is k barey main kia jantey hain?
          stop loss lagane ka bhot zyada hota hai our sab se bada faida ye hota hai ke hamara account wash nhi hota our jab hamara makhsoos kar loss pura ho jata hai to hamara trade khud bakhud utne liss par ruk jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss say hum ko kia faida hasil hota ha ??

            stop loss ko aisy use kiya jata h jesy ksi gari mn break ko use kiya jata h stop loss ko set kr den jtna ap loss afford kr skty hen to apki trade us point pr close hojy gi automatic agr ap forex trading chart ko dekh ni rahy b to yeh is liye use kiya jata h k ksi waqt ap free ni ho skty ya market movement itni tez hoti h k trade close krny ka apko time e ni mlta.
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss say hum ko kia faida hasil hota ha ??

              stop loss hit hone se hmainloss hota hai ham ye daikhte hainlekin ham ye nahi daikhte hain ke hmain kitna bara loss one se bachaya hai ur ye rules hain ke agar aik trade lagai hai aur wo soch ke llagai hai to phir maket ko jkarne do jo wo karna chhati hai is liye mehnat karain ge to hi kameyab hon ge agar aoesa nahi ho ga to ham kameyab nahi ho sakte
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss say hum ko kia faida hasil hota ha ??

                Salam all forex member stol loss mean SL ya hamari tread ko save rakta g agar hm ny apni tread st stop loss lgaya h to jb hamare tread zada loss my ja re ho gi to stop loss tb hi tread ko auto off kar dy ga jis sy hamare tread us loss my ni enter ho pay gi jaha sy account wash ho jata ha hm treading my Tp r SL ka use karna chahiy jis sy hm save ray hmy achi treading my profit hasal karny k liy kafi zada mhynat karni hti ha demo acount my tb tak practice karni hti ha jb tak gmhm expert ni ho jaty hy
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss say hum ko kia faida hasil hota ha ??

                  Pakistan forex me SL k hona TP k hona lazmi hai kyu k Pakistan forex ik online business hai is ki market k koi bhrosa nhe hota k kbhi up ho jy ya kbhi down ho jya SL k matlab hota hai sotp loss hota hai agr trade per SL laga ho ga to wo trade ap ko zida loss nhe da gi wo sl per a kr trade close ho jy gi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss say hum ko kia faida hasil hota ha ??

                    hamy stop loss ko use kar ky kam karna ho gaa pher he hhum agy bar sakay gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakaty han hamy stop loss ko kabe be ingore nahi karna chaey hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss say hum ko kia faida hasil hota ha ??

                      stop loss hamy loss sy bachta hain hamy isy ignore nahi karna chahey hamy marketet ko achy sy samaj kar is ky up or down ko dekh kar is main mehahant sy trade lagani chahey pher hi ham kmayba ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky makret main run kar sakty hain ham is main apni marzi sy part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss say hum ko kia faida hasil hota ha ??

                        G dear stop k kafi faide haen hum log jab trade lgate haen r hame loss hone lge to forex trade ko close krne ka ek chance deta he agr ap aeaa krte hean to ap loss c bach jte haen r ap ko account bhe save rwhta he
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss say hum ko kia faida hasil hota ha ??

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Mubeen پيغام ديکھيے
                          Aslam o alaikum dear forex members main apsey yh pochna chata hoin k hum forex trading main bohat ziyada stoploss ka name suntey hain ahkir stoploss ha kia cheez or hum ko stoploss laganey say kia faida hasil hota hai ap is k barey main kia jantey hain?
                          Dear members trading main Kam krty jb AP stoploss ka istamal krty Hain r jb AP busy hoty Hain to AP ka trade us point pr pohnch kr auto close ho jata hy jis ki wajah sy AP ko ziada loss nahi hota Hy.
                          🌼 Never Give Up 🌼
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss say hum ko kia faida hasil hota ha ??

                            dear brother,s forex aik acha business hay es main trading ki aik option hay jis ko stop loss kehty hain humain ye option use karni chahye ye bohat achi option hay es ko use karny say trading kay doraan hum ko loss kum hota hay account wash hony say bach jata hay jo trade hum ny ghalt lagai ho ye bohat achi option hay essy laga kar hi kaam karna chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss say hum ko kia faida hasil hota ha ??

                              Stop loss ka use Karke Ham bahut acchi Tarah Se trading kar sakte hain aur apne account ko saaf Rakh sakte hain isliye Ham Sab Ko chahie ki Ham Sab Jyada Se Jyada Apne account ko saaf Rakhe aur acchi Tarah Se posting Karte Rahen aur acchi Tarah Se Wapas form per kam Karte Rahe Ta ke Hamen Achcha bonus bhi Hasil Hota Rahe aur trading karte hue stop loss ka Jarur use Kiya Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X