Business in Islam??
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Business in Islam??
    Brother hamaray pyaray nabi hazrat muhammad (PBUH) ne bhi business kiya tu koi bhi business karna sunnat e nabvi (PBUH) hai tu is liay forex aik acha business hai is mein hum achi earning kar saktay hain khud ko behtar bana saktay hain apni life mein kamyab hone k liay achi earning ka hona bohat zarori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Business in Islam??

    Bilkul thk kaha hai apne
    Business m hmen 90% profit hota hai r jb k job m 10% profit hota hai hmaray ka ki base pe to hmen chahye jaha zyada profit hota hai us side pe chlen rforex forum ik business hai jis k boss b hm khud hai to hmen is m reh krehmat c ka krna hoga
    Lagay rehnay Ka naam kamyaabi hai....
    • #3 Collapse

      Re: Business in Islam??

      islam main business ko bahut hi ziada hamiyat dy gy hy so hamein bhi is main chaye ky ham mehnat karien aur pher apna business hi karien jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hsoatka hy aur pher ham is main ik achy earning bhi kar skaty hn so hamein ismn chaye ky ham nokery sy ya job sy ziada importance business ko dien jis sy hamein ziada fiada hosakta hy
      • #4 Collapse

        Re: Business in Islam??

        G han friends Islam main business karna jaiz hay but aisa business jis main hamaray faiday say kisi ka nuksan na ho aur forex trading main bi hamaray faiday say kisi ka nuksan nai hota esleay yah business Islam k mutabik jaiz hay but es main hamain swap free account par trading karni chaheay q kah Islam main swap jaiz nai hay.
        • #5 Collapse

          Re: Business in Islam??

          Dear members trading main Kam krty howy AP ko mehnat krni chahay AP ki mehnat AP ko Kamyabi deti hy AP ko chahay k Dil sy Kam krainvr rk accha experience hasip krny ki koshish krain.
          🌼 Never Give Up 🌼
          • #6 Collapse

            Re: Business in Islam??

            Islam hamy trade ki ijazat deta hai but aesa nahi k koi bhi buainess ho ham kerny lag jaen sab se ye dekha jay k ye business halal hai ya bhi ya nahi hamary Nabi SAW khud bhi trader thy r feardealing kerny waly thy honest thy to trading bhi halal hai r is main barkat bhi hai per achy r bury ka khayal lazmi rakha jay Islam bhi isi kam ki permission deta hai
            • #7 Collapse

              Re: Business in Islam??

              Business ko islam me first prefrence hasil he r hmare nabi pak ne bhe apne life me business kea tha r phir ye bhe hae k karoobar me barqt hote hae nokri to gulami he r qarobar azzadi ap ko karibar krna cahea
              • #8 Collapse

                Re: Business in Islam??

                forex aik best business hain hum is mai live kaam kara sakty hain or hum halal rozi kama sakty hain hum is mai 24 ganty maai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hamy analysis ko use kar ky kam karn karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik bohat bara busineess han hum is business mai apny boss kud ap he hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Business in Islam??

                  agr ham muslims hain to ham is main swap free account bana kar be kam kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi be boss nahi hota ham is main apny boss aop hi hoty hain yai aik real business hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Business in Islam??

                    G friends islaam main business krny ka jo hukam diya ha lekin roozi halaal tabhi ho gi jb humen us businessmain loss b thora sa ho ga treading businessak bht acha business ha jis main profit bht zyada or loss bht kum ha hamary nabi pak ny b tijarat jki ha is liye humen b islam ny karobaar ka hukam diya ha or kaha ha tum loog b tijarat kiya kro or halaal rizq kamaya or khaya kro.
                    • #11 Collapse

                      Re: Business in Islam??

                      Aslam o alikoum dear aap nay bhuot achi bat ke hai 100% y business Islamic hai es business main loss bhi hota hai aur profit bhi milta hai aur achi trading main aur business main y sub kuch hona zarori hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Business in Islam??

                        Islam Mein business karne ki bahut Barkat hai isliye aapko business karne ki jarurat hoti chahie aur business karne ke liye aapko mehnat bhi Karni chahie Kyunki Business mein bahut jyada Barkat hoti hai aur is mein aap bahut acchi Tarah Se working Karke apni life ko bhi Behtar banaa lete hain aur Apna future be safe kar lete hain aur aap Is Tarah Se Islam ki khidmat mein kam kar sakte hain aur Islam ki khidmat kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Business in Islam??

                          assalamualaikum jee all member agar koi bhi musalman apne hath se kam karega to bus ka kam halal hoga isliye forex business ek halal business hai jo har Koi apne hath se kar raha hai.are ismein Koi timetable ki pabandi nahin ki Ham jab chahe is per kam kar sakte hain ya ismein ek bahut acchi baat hai . Yah ek bahut hi achcha business hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Business in Islam??

                            Ji han Forex trading business Ek bahut hi Achcha aur profitable business hai agar Ham is business ko acchi Tarah Karenge To Ham is business Mein Achcha kam kar Sakenge Forex trading business Ek Aisa business hai jismein poori duniya kam kar rahi hai Ham bhi yahan kam kar ke profit Hasil kar sakte hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X