Forex mein account management se kiya muraad hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein account management se kiya muraad hai??
    Brother Forex mein account management kisay kehtay isk kiya faiday hotay hain ya iska loss hai kindly guide me..
    Kiya teh forex trading mein bohat zarori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein account management se kiya muraad hai??

    Dear Forex Mein account management se Yamuna Ke investment Karke Apna account Kisi Aur trader ko de dete hain aur vah uske upar trading karta hai aur jo bhi profit hota hai vah 50 50 e ya FIR jo bhi aapke sath ratio set ki Jaati Hai Uske hisab se aapko profit Hua deta hai ab vah experience stated hai ya normal trader hai ya aap ke upar depend karta hai ki aap apna account management ke liye Kisko Dete Hain per Mera To Yahi match Hoga Ki aap bonus Banaye aur Khud Hi trading Karen aur Hogi ab profit and loss Karen isase aapko learning Kafi acchi Hogi
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein account management se kiya muraad hai??

      dear ager hum chaty han k humain forex main trdaing se acxha profit hjo tu humain trdaing kerty hoay management kerni hoti ha jitna humara balance ho humain usi k mutabiq trading main lot se trdae kerni hoti ha ager hum is se ziada ki lot apni trade main set ker laity han tu is se humara acount wash ho jata ha.
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein account management se kiya muraad hai??

        bhai is sy yh murad hy kh jitna hmara account hy us ky mutabik hmain kam kerna ho ga ziyada ki lalich nh kerni chahiay yani ager hmara account 100$ ka hy to hmain money managment ky hisab sy lot size 0.01 use kerna ho ga q kh is sy hmain profit to kam mily ga lakin loss nh ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein account management se kiya muraad hai??

          Forex me account ko mange kr k chalna he Ap Ke trading ko agy ly kr ja skta a is me first to Ap dekhty hain k mera capital kitna a aur phir experience ko be mdynazar rakhna o ga phir Ap us k mutbaq he lot size aur kitni trade open kr skty hain kitna loss o to account damage ni o ga in sub cheezo ko manage karna he Apna account manage karna a
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein account management se kiya muraad hai??

            forex main account management sy muraad hy ky hamien chaye ky ahm apny account balance ky motabiq work karien aur pehr ziada bara lot size bilkul bhi na lagaien jis sy pher worna hamein bahut hi ziada fiada hsoakta h so hamie bilkul account managment ky motabiq hi work karna chaye aur per ik acha work karna chaye
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein account management se kiya muraad hai??

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Usman3536 پيغام ديکھيے
              Brother Forex mein account management kisay kehtay isk kiya faiday hotay hain ya iska loss hai kindly guide me..
              Kiya teh forex trading mein bohat zarori hai


              Asslam o alaikum dear forex member account management is best investment wale hi hote hain ki agar Kisi Ko 50% loss ho gaya hai to vah Kisi Ko account de deta hai ki yaar ise manage kar Koi do matlab Ke Uske loss ko recover Karke do aur jo usse Upar profit Hoga vah Fifty Fifty Percent hoga isko account management Kahate Hain
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein account management se kiya muraad hai??

                account management se murad money management hai agar ap ne is rule ko follow kiya toa pbuhat h achi earning kar saket hain aur agar ap ne is ko follow nahi kiya to ap ko loss ke liye ready rehbna chahiye kyon ke hmain loss hota hai jab ham in rules ko follow nahik arte is liye is ko follow karain ge to account app ka ddafe ho ga ur ap acha kaam ka lo ge
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein account management se kiya muraad hai??

                  G dear forex me account management c murad ye he k ap apna acxount ksi ko partenrship k taur pe dete haen r profit share ki ratio fix kr dete haen wo ap k account pe trade kree ga r jo profit hu ga wo tae shuda ratio k mutabiq divide hu ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein account management se kiya muraad hai??

                    Forex Mein account management se Murad yah hoti hai ki aap apne account ko acchi Tarah Se manage Karen yani Ke Jab aapke account mein balance ho to aapko Uske hisab Se Hi lot size ka use karna chahie aur uske hisab Se Hi Star Plus ka use aur take profit ka use karna chahie aur Hamesha Apne account ke according hi aapko trading Karni chahie Taki aap acchi trading kar sake aur aap apni life ko Behtar kar sake
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein account management se kiya muraad hai??

                      money ko mange kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain is k bary main bi trend ko use kar k hi hum planing karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum sucess ho skty hain aur hamain si k bary main bi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain trend ko use karein gay ta k loss km ho sakty hain it is best job

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X