mehnat ka kam kabhe noksan ni deta

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat ka kam kabhe noksan ni deta
    g han mehnat ka kam kabhe bi noksan ni deta hamen mehnat se kam karna hamen asha lagta ha mehnat kar ki hamen age jana cahihye tab he ham kamiyab ho paen ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat ka kam kabhe noksan ni deta

    Ager hum ko iss may kamyab hona chtya hya kay ager hum ko iss mya dill laga kay kam karna chya hum iss mya jitni zada mahnat karya gay to iss say hum ko bohat zada fida ho ga iss liya hum ko dil say mahnat karya gay ya kabhi bhi zaya nahi ho gi.
    • #3 Collapse

      Re: mehnat ka kam kabhe noksan ni deta

      Mehnat ka kaam kabi noksaan nahi data aap ki baat bilkul theek hai forex main hum mehnat say kaam kray gay tu hum ko kabi noksaan nahi ho ga hum ko business mein kamyabi ho gi agar hum mehnat nahi krtay tu. Hum ko noksaan bi tab hota hai
      • #4 Collapse

        Re: mehnat ka kam kabhe noksan ni deta

        Forex onlien bsiiens min hamin acha kamyaabi ko haial karny ka hy to hamin f orex min ziyada sy ziyada mhenat karn hy qk mhenat karny sy hum forex min achi kamyaabi hasil kar sakty hain qk forex min mhenat karny ay hum firex min kabhi bhi makaam.nahin ho sakty hain jitni achi mhenat ho otna hi hum forex min acha phal haisl.kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: mehnat ka kam kabhe noksan ni deta

          G han dear ap nay bahut achi bat ki hay jab koi insan mehnat ka koi kam karta hay to usay kabi nuksan nai hota aur starting main mehnat k braber agar reward na bi milay to bad main woh es kabel ho jata hay kah usay bahut acha reward milta hay esleay hamesha mehnat jari rakhni chaheay.
          • #6 Collapse

            Re: mehnat ka kam kabhe noksan ni deta

            G hnu blkul sahi kahaa Hy faer k forex trading man gatni ziada mahnut karny gy forex trading humy utni ziada kamyabi da gi
            • #7 Collapse

              Re: mehnat ka kam kabhe noksan ni deta

              G han forex trading men mehnat bhi kamyabi ka sub se bara raaz hey iss liay pahlay achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur market ka anaylsis karnay ka experience hasil karen aur phir regular mehnat karen tu kabi nuksan nhi ho ga
              • #8 Collapse

                Re: mehnat ka kam kabhe noksan ni deta

                Pak forex business mein jitna ham kam mehnat or lagan se kerte han kabi bhe hamre mehnat hamain nuksan nahi deti balke aik na aik din kamyabi zror deti hy es liye ap ko cheye ke forex mein kam keryn ge to kamyab hon ge wrna bagir mehnat ke kamyabi hasil kerna mumkin nahi hota analiysis kerne ka experience hasil kerna cheye tab acha kama saky ge
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat ka kam kabhe noksan ni deta

                  G han bhai bilkil sahi bola hai apny jb koi insan mahnat ka koi kam karta hai tu usay kbhii nuksan ni huta aur starting mai mahnt ka bad be agr reward na mily tu bad mai tu bad mai wo es kabil hujta hai usay bahut he acha reward milta hai humy chaheyai ka hmehsa mahnt jari karay aur himat na haray phir hy maza
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat ka kam kabhe noksan ni deta

                    agar Ham koi bhi kam karte Hain to usmein mehnat karte Hain to usmein kabhi bhi nuksan nahin jata kyunki humne uska mein mehnat ki hoti hai isiliye uska mein nuksan nahin hota isliye hamen forex mein bhi mehnat karni chahie Taki hamen nuksan Na aaye aur ham acche se accha profit hasil kar sake aur trading ko bhi acchi tarah samajh sake.
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat ka kam kabhe noksan ni deta

                      hum mahnet kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge foeex aik amm business ke nisbat acha buisness hain hum is mai parat time be kam kar sakty hain hum is ami full time be kam ka sakaty hain haamy analyisis ko use kar ky kam karna h ga pher he hum agy bar skay gy forex aik legal business ahin hum is ami apny boss ap he hoty han
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat ka kam kabhe noksan ni deta

                        han g hmain mehnat sy kam kerna chahiay hum jitna ziyada mehnat karin gy to hmain utna hi kamyabi mily g bhai mehnat sy namumkin kam bhi mumkin ho jata hy is liay hmain mayoos nh hona chahiay q kh mehnat sy hum kamyabi ki bolundion ko cho sakty hn
                        • #13 Collapse

                          Re: mehnat ka kam kabhe noksan ni deta

                          Ji Ham bilkul mehnat se Kiya Gaye kam mein kabhi bhi nuksan nahin hota agar Ham forex mein kamyab trading trading karna chahte hain to humko merath se kam karna hoga kyunki Allah tala kabhi kisi ki mehnat gussa nahin karte aur insan ko uski mehnat ka fal jarur milta hai Ham pura mein mehnat karke apni life ko kamyab bana sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: mehnat ka kam kabhe noksan ni deta

                            G ha Allah Talla mehnat ka sila zaror ap ko deta hy. Mehnat me Azmat hy ap jis kam ma jitna ziyada mehnat kro gay us ka utna hi inam zaror milay ga. To himat ni harni mehnat say kam krtay jain Insha Allah zaror kamyab hon gay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mehnat ka kam kabhe noksan ni deta

                              G han apki baat theak hy mehnat ka kam kabhi bhi nuksan nai deta hy ham aghar forex mn mehnat karn gy tou ham deakhen gy aghar hamen shruo mn eska acha sela na bhi mily liken hamen apny kam sy tajarba etna ho jiy ga k ham baad mn essy bahut faida outha saken gy es liy hamen mehnat ko kabhi bhi nai chorna chiy mehnat karty rehna chiy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X