New k doran trade se avoid kren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New k doran trade se avoid kren
    Jb news ane wali ho to us waqt se 15 mint pehle or baad tak trade na open kren.agar apki trade chal rahi ho to us ka stop loss nazdik kr den or t.p thora zeada kr skte hen.kyun zeada loss se bachna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New k doran trade se avoid kren

    g han new traders ko chaiye agr fundamentally forex market k bary mn knowledge r experience ni h to kbi b news any sy pehly trade open na kren r agr kr b len to stop loss ko lazmi use kren risk ko manage kr k trading kren sb sy zyada account wash hony k chances news any sy phly trade open krny mn hoty hen.
    • #3 Collapse

      Re: New k doran trade se avoid kren

      News jab aey tu foran trade bilkul bhi na krain agar ap foran trade kar laitay hain tu apka loss ho sakta hai or na hi news sun kar lgaein pehle khud cnfrm krain keh iska kitna loss ho sakta hai economy kahan tak fall hoti hsi kahan tak oper jaati hai yeh sab daikhain phir yeh daikhain keh trade mein kitna faida ho sakta hsi kitna loss ho sakta hai yeh sab cheezainn hmaein faida de sakti hain
      • #4 Collapse

        Re: New k doran trade se avoid kren

        News pr ap ziyada bhrosa ni kr saktay hain q k baz dafa kuch news fake bhi hoti. To ap ne training close ni krni balk apnay experience say market ka trend analysis krna hy aur agar ap ko lagay k trade loos ki traf ja rahi hy to ap trade close kr saktay hain. Aur agar ap ko lagay k trade profit ki traf ja rahi hy to ap trade laga saktay hain.
        • #5 Collapse

          Re: New k doran trade se avoid kren

          Ji han ap ney bilkul theek kaha hai news k darmiyan koi bhe traide opan na karay agar ap news k doran koi traide opan karty hai or ap k pass news ko read karnney ka ziada knowledge nahin hai to ap ko chahi hai k app traiding na kary new k bad hi traide lagay
          • #6 Collapse

            Re: New k doran trade se avoid kren

            jab new upddate hote hain to hamy trade nahi lagen chahey hamy ache learnng gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai night mai be kam karr sakty hain hum is ma iday mai be kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: New k doran trade se avoid kren

              News ka doran trade ko avoid kray aap ki baat bilkul theek hai forex main hum ko news ka doran trade nahi karni chaiy keon ka uss time mevomant bohat taz hoti hai hum ko soch samaj Kar trade lagay gay tu hum ko achi earning bi ho gi or acha profit bi ho ga
              • #8 Collapse

                Re: New k doran trade se avoid kren

                Dear friends ji han bilkul sahi hai can use ke dauran. Aap trade na Karen Kyunki Agar aapko news sune gy to ap zehan news ki taraf hoga jisse a aapko loss ho sakta hai isliye Ye aapko chahie ki aap Tp ko thora barha aur Stop. Loss 1.2 per kar den Taki aap loss se baccha sukhen
                • #9 Collapse

                  Re: New k doran trade se avoid kren

                  Han g bilkul sahi kaha apne.. Jb news ane wali ho to apne account ka bht zyada khayal rakhen open ki huwi trade ko stop loss or take profit use kr k safe rakhen ta k loss na ho
                  • #10 Collapse

                    Re: New k doran trade se avoid kren

                    news k Duran trade avoid karen g haan dear trading karte hue humein is baat ka khayal rakhna hai k humein trading k doran News ko following Karte hue kam karna chaiye kyun k is se humara buhat zyada faida hota hai humeinn is mein Buhat zaida Success milti hai jab hum is mein buhat zyada mehnat Karte Hain toh hum is se buhat zaida faida Le sakty hainn news k doran trade nahin Leni chaiye kyun k jab koi buhat zyada havy impact padta toh market hamare against chali jaati Hai jis per trade se Hamen loss jyada ho jaate Hain isliye Hamen market ko favour Mein dete hue trading karni chahiye kyunki profit hamesha market ke favour mein se milta Hai Forex trading main market ke favour Mein Hi training karni chahiye se hamara fayda ho sakta hai agar money management ke sath chalenge to hamara loss hi hoga agar money management ke sath mein Hi chale jaenge to hamara account wash ho sakta hai Forex trading money management ki bahut zarurat hoti Hai is mein har trade management ke hisab se hi lagani chahiye is se hamara bahut zyada fayda Hota Hai hamesha humein learning or hardworking karne waly ko hi Kamyabi milti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: New k doran trade se avoid kren

                      G bilkul jab news any wali hon to trade kerny main ahtiyat se kam liya jay pehly news ko achy se read ker len r phir koi decision len r news base per analyse ko fundamental analyse kehty hain jo k boht strong analyse mana jata hai r moslty expert seniors fundamental analyse ki base per hi achi trade kerty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: New k doran trade se avoid kren

                        gee haan jub news aye to trading nahi karni chahye us say loss ho sakta hay keuon keh jub newa ka time hota hay to market zyada moving karti hay aur agar us waqat trade lagi ho gi us say account bhi khali ho sakta hay jitni maket moving karti hay aur profit bhi zyada ho sakta hay es leye trad main take profit laguo aur srop loss say bhi trading karo es say account wash hony say bach sakta hay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X