Wo trades bnd na kren ju loss m hen aur signal bhi strong hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Wo trades bnd na kren ju loss m hen aur signal bhi strong hy

    g bilkul m is bt sy agree krti hun k loss m chlny wali trades ko bnd nhi krna chaeye. q k market movemnt ka pta nhi hota kb ap ki trade loss sy profit ki trf shift ho jay . sabr sy kaam lyn or strategy flexible rkhyn ta k time ayn py us m trmeeem ki ja sky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Wo trades bnd na kren ju loss m hen aur signal bhi strong hy

      Agar aisi situation aa hati hai k apki trade loss main ja rhi hoti hai lekin ap ko positive signals milty hain ya ap k analysis strong hain to ap ko chahiye k jald bazi main trade close na karain balky thora wait kar lain taky market stable ho aur apki trade ap k analysis k mutabik profit pay run karnay lag jaye
      • #18 Collapse

        Re: Wo trades bnd na kren ju loss m hen aur signal bhi strong hy

        loss Mein trade close na karen ji haan dear Hamen loss Mein trade kisi bhi HAL Mein close nahin karni chahiye Jab Ham loss Mein trade closed kar dete Hain to is wajah se hamara bahut zyada nuksan hota hai koshish Kiya Karen k aap sabar ke sath trade ptofit mein close Kiya Karen kyun k Jo trader Forex Mein Sabar karega uska bahut zyada fayda hoga lekin loss trade close Karne Wale trader ka sirf nuksan hota hai loss Mein trade karne se aapka bahut zyada loss hoga isliye agar aap Sabar Karenge aur Sabar ke sath trading Karenge to aap ka nuksan nahin hoga aur ek Se zyada Se zyada Sabar ki zarurat hoti hai jo traders Sabar Karta Hai wohi trader Kamyab hota hai Forex mehnat Karne Wale trader ko Forex mein kamyabi milti hai har member ko is mein zyada Se zyada mehnat karni chahiye Jo member mehnat karta hai use kamyabi milti Hai Forex Mein mehnat karne wala member hi Kamyab Hota Hai aur forex mein Se zyada Se zyada hardworking Karte rahne se bhi bahut zyada fayda hota hai isliye Hamen forex mein zyada Se zyada hard working Karte rahna chahiye hardworking karna hamare liye bahut zyada zaruri hota hai jo trader hardworking kar ke kam karta hai use bahut zyada success milti Hai Sabar ke sath profit hota hai aur Sabar ke sath hi trader Forex Mein Kamyab Hota Hai har trader ko Forex mein zyada Se zyada sabar karna chahiye kyun k Sabar hamare liye bahut zyada zaruri hota hai loss Mein trade close karne se nuksan hoga lekin Jab Ham Sabar Karenge to profit hoga aur profit mein close karne ki wajah Se Hi trader ko profit hota hai aur yah hamare liye bahut acha sabit hota hai isliye Ham Mein sabar ke sath trading karni chahiye Sabar trading mein bahut zyada zaruri hota hai jo traders Sabar Karta Hai wohi trader Forex Mein Kamyab Hota Hai
        • #19 Collapse

          Re: Wo trades bnd na kren ju loss m hen aur signal bhi strong hy

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Abbasmadni پيغام ديکھيے
          Dear forex member mera apko mashwra hy ap wo trades bnd na kren ju loss m chal rhi hen q k loss m chali hui trades apko monday waly din profit de gi q k ap isko aam na len iska apka pass signal bhi strong hy
          Agar humne Koi plan Banakar trade open Ki Hai To Hamen use straight ko close karne mein jaldbaji nahin Karni chahie aur Hamen apni trade ko pura time Dena chahie Agar Ham jaldbaji Karke tradeco close kar denge gay To Hamara plan kabhi bhi pura Nahin hoga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Wo trades bnd na kren ju loss m hen aur signal bhi strong hy

            yes dear jub ap kisi strong signal par koi trade open kartay hain tu ap ko chahiey kay ap os trade ko patience se hold rakhainy kyuke market up or down ki movement bana kar chalti ha or jub traders up or own ki movement ko dekhainy tu trade close na karay kyuke market jub pull back banati ha strong signal par tub ap ko bohat fast or best results milta ha isliey ap ko chahiey kay ap trading me patience se work karay

            اب آن لائن

            Working...
            X