Indicators are important part of our strategy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    yes i think indicator is very useful and i think we have been performing the genuine moment investing as well as what we should earn inside the fx is usually a actual money plus the hard cash. and so the legitimate we earn the genuine profit the particular fx trading.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      jee haan indicators bhi faida mand hain lakin hum indicators pe mukamil bharosa nahin kar sakte kyun ke indicators baz oqat sahi indicate nahin karte aur hum ko nuqsan bhi ho sakta hai. albata jo expert log hain un ko indicators ki zaroorat hi nahin hoti taham nyae aadmi ko is ke saath saath apne senior se bhi seekhna chahye.
      • #138 Collapse

        ge han janab indecoter ki madad zaror leni chaye kiun kabhi kabhi apko indecoter apko forex me profit hasil karne me aham kirdar ada karta he ,is liye forex treding chonk eak risky bussness he so jahan se bhe apko koi learning k bat mile hasil kia karen take ap achi trading karen.our fayda bhe hasil ho
        • #139 Collapse

          foprex markit main Indicators or aik achi strategy zaror hone chahia is se app ko trad main madat mele ge or aik acha andaza bi mele ga
          • #140 Collapse

            g yeh hamary strategy par depend krta hy, agar hum technical based trading krty hain ya hud analysis nahi kerskty toh indciatrs pe base kerty hain. oor kafi achy mel jaty hain jo huym achi trend show kerty hain..
               
            • #141 Collapse

              ji han main ye samjta hun k indicators k bagher ap ko market man sekhna boht hi mushkil aur na mumkin hai, main daily indicators use krta hun aur best sy best indicator ki talash main rehta hun is liye main ye samjta hun k indicators are the back bone of your trading strategy, so its good to use it.
              • #142 Collapse

                jee nahi indicator kaa koi aisa khaas kaam nahihey jis sey aap ko faida hasil ho laikin kabi kabar indicator ache achey signals dey deta hey jis mey trader ko kaafi faida bi hota hey laikin indicator key ilawa manuall trading karna behter rahey gaa
                • #143 Collapse

                  Yes indicators are important in Forex trading because they give important knowledge about the market and one can plane his strategy of trading on different pairs with minimum risk factor
                   
                  • #144 Collapse

                    Yes indicators are important in Forex trading because they give important knowledge about the market and one can plane his strategy of trading on different pairs with minimum risk factor
                     
                    • #145 Collapse

                      g han jnab indicator hi to sab khuch hota hai trading mai is mai kam karny k liya ap is mai indicator ka hona zaoori hai ap ko indicators ko watch karna zaroori hota hai jo k ham sab k liya acha hai
                      • #146 Collapse

                        Yes bahi jaan main app se agree krta hn.. Successful trader wo hi ban skta hai jo any time Forex market se coneccted rahe aor Indicator use krta rahe..
                        • #147 Collapse

                          Yes Good and accurate indicat ors always helps us in our trading but i think k hume zyada signals per realy nai karna chye ku k kabi kabi esa ho jata ha k hum signals per bht zyada rely kar chuky hoty hn or kabi signal ager opposite chala jye tou hume nuqsan b ho sakta ha.
                          • #148 Collapse

                            jee han forex trading main bohat se indicators hain jo ap ko forex trading main earn kerne ke kam ate hain agar ap ko forex trading main achi earning kerni hi to ap ko bi indicators ko use ekrna cheye teke ap bi achi earning ker sakoo gye
                               
                            • #149 Collapse

                              yes my friend ye baat bilkul sahi hay kay signals or indicators bohat hi eham hen humari strategy plan kay liay is kay ilawa news updates or daily analysis reports or economics data ko bhi dekh ker hi strategy plan buna na chaiy or agar hum in sub ko study or dekh ker plan bunai gay ton mujay yakeen hay is say risk bhi kaam hoga or profit ka raio bhi bhar jai ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                salam to all
                                friendz forex may ager koe trader best strategy ka baghair trade karta hay to wo loss may jata hay.or koe b strategy indicators ki nstudy ka baghair omplete nahi haoti hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X