Indicators are important part of our strategy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    trade karny sy pehly us trade ka indigator ko janana bohut zaroori hy is k bna to trade ki hi nahi ja sakti pehly ap market ko dekho k merket ka kia trend hy up ka ya down ka pher apny experienc ki bna pe merket ko dekhty huy indicator ko b look karty huy trade lagani chahy i think ap ko loss nahi ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      indicators to market main say sahi trend batanay main madadgaar hotay hain kyon kay jab ham forex main trading kertay hain to market trend ka janana aur market kay behavior ko check kerna trader ki pehli terjeh hoti hay forex main trading keys ko zaroor use kerna chaheay
      • #78 Collapse

        bhai app ki baat main kafi wazan ha main app se agree hon kyun forex trading main app kisi aik cheese pe hi hundard percent bahrosa nahi karsaktay app ko sab ko mila kay deceion karna hota ha iss tara planning main indicators ko must shamil karna chiya kyun kay ye app ko current halaat batatay hain aur aik guide line daitay hain
        • #79 Collapse

          yes friends that is the right that if we want the success and we want to make the good strategy then we should help from the indicators if we will help from the indicators then we will make the good in the forex
             
          • #80 Collapse

            Indicators are very important in our trading. if we learnt to use them then they may be very helpful for us. the real problem is that how to use them effectively. if we practice these indicators on demo account then a day come when we are fully prepare to use them effectively. need practice to use them.
            • #81 Collapse

              Indicators provide a measurable and objective standard by which Traders can analyse market in this way he may know what strategy should apply, Those tradres who dont follow indicator can loss their capital, he can not learn from their mistakes ..
              • #82 Collapse

                brother har banday ka kaam karny ka alahda alahda tarika hota hy kuch log indicator ko prefer karty hain or kuch log nai karty main apni bat btao to ma indicar ka istimal karta hu is say main boht profit kama chuka hu.
                • #83 Collapse

                  Forex mein indicator bohut zeyada important k hamil hain. ager indicator ko follow krte rahen tu market ki movement ko ache se samjh pate indicator se market k trend ko samjhne aur un ko use krne mein asani rhti hai.
                  • #84 Collapse

                    dear forex trading me indicaotrs inportant hain lakin humain 100% indicators par bhi bhorosa nahin kar nachahiye kyu kay yeah lazmi nahin kay indicators se hum apn istrategy ya plan tayar karain. forex demo account me strategies ki planing aur practica lbohat hi best option hay.
                     
                    • #85 Collapse

                      brother indicators to forex trading businuss me bohat se traders use krte hen but bohat se indicators lagging hote hen or late signals dete hen is lie behter ha g k ak trader self analysis kre forex chart ka or us k bad wo forex me trade dle
                      • #86 Collapse

                        forex trading main indictor app k strategy ka hissa hotya hain agar app ko forex trading main agar app logo ko ek acha expereicne ho tu app is main bohat he achi achi indicator hain jiss ko agar app apni strategy k shat shamil karo tu app ek bohat he acha profit earn kar sakty ho or app ko is main koye be problem nahe hogha
                           
                        • #87 Collapse

                          forex ki duniya main bohot hi ziada indicators hain aur every indicators ki apni strategy hoti hey aur woh apne tarikey se work karta hey but agr hum forex main aisa indicator jo fully trusted ho to phir hum us par work kar saktey hain.
                             
                          • #88 Collapse

                            dear friend ap ka swal boht acha hai friend Indicators jo trader use kerte hen un ko aik tu os se kafi support melti hai trade men aur dosra apni strategy bhi indicators k hesab se bnate hen aur jo old trader hen un ka atna tajerba hai k unko kesi indicators ki zaroorat pesh nahi aati aur aik bat old trader kabhi bhi short trem men trade nahi kerta wo humesha long trem men trade krta hai wo kehte hen naa frien k tajarba bolta hai tu unki kamyabi ka raz yehe hai
                            • #89 Collapse

                              yes dear me agree with you or mere kehyal me boht kam he asi indicators hote hain jo ke aap ko acha result de ske mje tu mt4 ke indicatores pr zeyda yaqen nhe q ke wo loss me zeyda jate hain or me apni har trade me apna indicatores use karta ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                forex trading me indicatore kaafi helo daitay han jin se aap market ka trend daikh sektay lakin aap ko 100 percent indicators per hitrust nai kerna chaahiay kiun k kai defa indicators k opposite bi market move ker jati ha aap analy ses study kerain technical data daikhain ore in sub ko mila ker trading stretegy bnaain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X