Indicators are important part of our strategy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    hum jab trading karty hain to huamin is main kafi achi learning ki zarort hoti hay humain is main agr success hasil karni hay to humain is main aik good stratgy ban kar kam karna ho ga jis say huamin trading main loss nai hota hay or indicators say b help mil jati hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      well ji haan ye baat apki bilkul sahi hain k forex business mai hum ko bilkul b luck par depnd nahi karna chayhe kyun k fore business jo han wo sirf knowledge k sath hi chalta hain na k luck k sath isliye is main jitna knowledge and experince hasil karogey utna hi ap is main kamyab hongey ..
      • #873 Collapse

        Sir indicators bhi achi cheez hai mager acha trader wo hota hai jo her tarah say apni success kay liye mehnat kernt hai apko jahan say bhi hints milay ya indicators milay achay to wo hasil ker lay indicators stragray ka aik hissa hain dono ka use kerna chahiye jahan zaroort paray thank u
        • #874 Collapse

          Yes indicator are most important part of business kyoun k indicators bhe aik important tool hai forex main market trend ko samjany kay laye aur agr indicators ko achi trah samj kay us ekia jaye to ap ko trade open krny main asani ho jati hai
          • #875 Collapse

            good strategy say kaam lainy k liay hum news markets ki study say or indicators say kaam lay saqty hain is k liay indicators are very important if we know how to use it then we will must be get very good out put from forex trading business so follow these terms to get success
            • #876 Collapse

              balkul g indicator boaht aham cheez hai . q k ham janty hia k forex aik bohat risky kam hia . or ham is risk ko kam to kar skaty hai per end nahe kar skaty to indicator he hai jiss se ham risk kam kar skty hai.
              • #877 Collapse

                hum jab kam karty hain to huamin is main indicator ki bina par kam karny main kafi acha profit hasil ho sakta hay or huamin tradiing main achi earning hasil ho sakti hay or huamin trading main indicators help karty hain
                • #878 Collapse

                  G han bilkul indicators k bina strategy bilkul un complete hai , lekin baat yeh hai k indicators ko use kerna ana chaiye, maximum log is tarah kerte hai k jaise he indicator ne koi signal diya tou wo aik dam se trade open ker lete hai , lekin indicator k saat saat jab tak market ko analysis na kiya jaye tab tak trade open kerna bewaqofi hai kiw k indicator apne signal market k saat change ker jate hai.
                  • #879 Collapse

                    you are talking about wave analysis, but other strategies is not necessarily operate on 15 minute. Sorry for the indelicate question: how many points you get by trading on the wave analysis (daily, weekly). Do you use them only in books written, or have their completion?
                    • #880 Collapse

                      kuch indicators aise hain jo k hamari bht hi help karte hain magr kuch jo hain hamen itni achi trade nahi dete hain magr hamen is main dehan k sath hi trading karni chahye agr hamen is main se kamyab hona hai to nahi to hamen is main se bht sara loss b ho skta hai........
                      • #881 Collapse

                        dear ye kuch nahi kaha ja skta hai ye aik risky business hai is pr indicator bhi kuch nahi kr sakty hain agr loss ho jai to bahutsy loog loss utha lety hain ye aik acha business hai aur koi bhi kr sakta hai
                         
                        • #882 Collapse

                          dear ye kuch nahi kaha ja skta hai ye aik risky business hai is pr indicator bhi kuch nahi kr sakty hain agr loss ho jai to bahutsy loog loss utha lety hain ye aik acha business hai aur koi bhi kr sakta hai
                           
                          • #883 Collapse

                            main personally indicators py believe nahi karta main just own analysis py believe rakhta hu q k indicators dhoka dy jatay hain,asi chezen kabhi kabhi hi kam atay hain har dafa nahi is liye apne analysis kar k trade karni chahye.
                            • #884 Collapse

                              well janab main apko yahi kehna chahunga k hum forum mai daily 40 to 50 posts kar sakty hain kyun k hamara monthly target jo hai wo 20a0usd hain jo forum waly dety hai is sezyda nahi dety isliey agar hum 40 posts karey toh easily kama saky gey .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                jnab hum jab trading karty hain to huamin is main sab say pahly good stratgy ki zarort hoti hay ta kay haumin trading main loss nai ho or huamin is main leanring ki zarort hoti hay ta kay huamin trading main loss nai ho or haumin is main profit b mily

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X