Din rat kam krne walo ki mehnat zaya nahi huti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Din rat kam krne walo ki mehnat zaya nahi huti

    Assalamu Alaikum friends Main ummid Karta Hun ki aap sab theek thak Honge ji han friends forex for Mein Din Raat kam. Karne wale log bahut jald Kamyab hote hain. Aur Achcha Khasa Bansal karte hain. Jin Se unko Achcha Khasa fayda Hasl hota hai aur vah Forex per zyada profit hassil kar sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Din rat kam krne walo ki mehnat zaya nahi huti

      Ge bilkul din raat mehnat krne wali ki mehnat kabhe bhe zaya nahen hoti q k Jo bhe Pak forex forum par din raat mehnat me lga rehta Hy wo hr Roz kuch na kuch naya sekhta rehta Hy es lye Jo bahoot kuch sekh jata Hy wo kabhe bhe naqam nah n hota
      • #18 Collapse

        Re: Din rat kam krne walo ki mehnat zaya nahi huti

        G han dear friend ap ny sahi kaha jo log Pak Forex mn din rat ek kr ky mhnat ky sath Kam karty hain wohin log hi successful hoty hain hum ko chahiye ky Pak Forex mn mahnat sy Kam Karen achy experience aur knowledge ky sath Kam Karen apan Kam interested ho kr aur ek responsibility samjh kr Karen acah Kam ho ga tu exactly earning bhi achi ho gi hum mhnat kr ky har impossible ko possible bana sakty hain
        • #19 Collapse

          Re: Din rat kam krne walo ki mehnat zaya nahi huti

          Ji han Jo log mehnat karte hain. Unki mehnat kabhi bhi Jaya Nahin jaati Pakistan Forex forum per Ham posting Karke bonus Hasil kar sakte hain. Ham yahan se Jitna bonus Hasil kar sakte hain Hamen karna chahie Kyunki Jab Ham trading Karenge To Ham trading acchi use Waqt kar Sakenge Jab hamare pass Achcha balance hoga.
          • #20 Collapse

            Re: Din rat kam krne walo ki mehnat zaya nahi huti

            Salam all forex member han g ap ny tk kaha h my ap ki baat sy agre karta ho jo insan dn rat apna forex my kam karty hy mhynat kary hy un ki Strugel kbi waste ni hti ha vo ek dn hmysha k liy kamiyab ho jaty hy mhynat ka ajar zaror mlta h hmy yaha dil sy mhynat karni chahiy hamare mhynat my jazba hna chahiy kamiyabi ka raz mhynat hti h chahy jon sa b business ho mhynat ay hi insan agy barhta ha
            • #21 Collapse

              Re: Din rat kam krne walo ki mehnat zaya nahi huti

              ji bilkul aapane sahi kaha Jo log din raat kam karte hain unki mehnat alag alag kabhi aisa nahin karta isiliye hamen chahie ki Ham bhi forex mein mehnat Karen Taki Ham bhi kamyab ho sake aur forex se vahi log kamyab hote Hain Jo forex mein mehnat karte hain mehnat karte hue unko bahut aasan ho jata hai matlab unka forex mein bahut jyada experience Ho jata hai vahi log bahut accha profit karte hain aur kamyab hote hain forex mein.
              • #22 Collapse

                Re: Din rat kam krne walo ki mehnat zaya nahi huti

                Forex trading ho ya pak forex forum ho iss mai jab tak mehnat nahi ki jaey gi uss waqt tak kaamyabi bhi nahi mill sakti. Traders aur forum members ko chaiye kay apnay kaam ko interest say kia karain kiyu kay jitnay interest say shuru karengay aur jitni ziada mehnat karengay utna he success ka ratio ziada ho jaey ga.
                • #23 Collapse

                  Re: Din rat kam krne walo ki mehnat zaya nahi huti

                  Ji bilkul Forex mein din Raat mehnat karne walon ki mehnat Kabhi hatya Nahin Hoti kyun ki Forex mein mehnat ka phal zarur milta hai Forex mein mehnat karne wala zarur kamyab hota hai Forex mein kamyabi Ka Raz hi mehnat hai kyun ki aap jab mehnat karte hain to aapko Forex mein kamyabi ke liye experience aur knowledge aasan hota hai jo ke bahut hi zaruri hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: Din rat kam krne walo ki mehnat zaya nahi huti

                    Mehnat kisi ki b zaya nhe hoti.. Chahy wo din ko kam kry ya rat ko.. Mehnat kisi time bhe kren uska sila zaror milta hy.. Apko chahiye k ap forex p mehnat kren r phr result dekhen.. Apko sila zaror mily ga..
                    • #25 Collapse

                      Re: Din rat kam krne walo ki mehnat zaya nahi huti

                      Aslam o alikoum g han dear aap nay teak kaha hai kam kam din rat kam aur achi trading say acha profit milta hai es laiy achi mehnat aur acha work krna chaiay
                      • #26 Collapse

                        Re: Din rat kam krne walo ki mehnat zaya nahi huti

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Abbasmadni پيغام ديکھيے
                        Forex k andr is waqt bht se loog din rat mehnat kr rhy hen jinko is ka faida bhi huta hy aur is k illwa forex m kouch members kam nahi krty jinko faida bhi koi nahi huta aur wo peeche reh jaty hen:1f60d:
                        Aise Tamam log jo Ke Din Aur Raat Ek Karke Forex ke upar mehnat karte hain UN Logon ki mehnat Kabhi Bhi Jaaya Nahin Hoti vah Ek na Ek Din Jarur Kamyab Ho Jaate Hain unko Unki mehnat ka fal Jarur Milta Hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Din rat kam krne walo ki mehnat zaya nahi huti

                          Han ji aapane theek kahan hai Pakistan Forex mein agar Ham Din Raat kam karenge Baki sarfaraz ko Ham achcha time Denge to Pakistan Forex Hamari mehnat waste Nahin karegajo bhi Pakistan Forex Mein acchi mehnat se day and night kam karta hai to Pakistan Forex use achcha Sa bonus har Surat deta hai SBI Pakistan Forex Mein Hamen chahie bahut hi hi time de kar kam Karen Tu Hi aasani Se Yahan per kamyabi Hasil ho sakti hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Din rat kam krne walo ki mehnat zaya nahi huti

                            Forex mein jo work Karte rahte hain Unhe kamyabi Mil Hi jaati hai apni struggle ko continue Rakhna chahie work Karte Rahe koi bhi Kam Hai Jab time dete rahte hain usmein struggle karte hain Waqt Ke Sath Sath experience Aane wali band hi Jata Hai Fox baby kamyabi mil Jaenge time dete Rahen mehnat Karte Rahe

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X