indicators ka ismtal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: indicators ka ismtal

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Role پيغام ديکھيے
    forex mai hamy acha expeirence gain kar ky indcaitors ko use kar kam karna ho ga pher he hum munfa kam saky gy hamy manet karne ho ge pher he hum agy barr skay gy forex aik acha busness hain hum is mai bagr pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik acha business hain
    Indicators acchi trading karne mein bahut jyada helpful hote hain aur technical analysis karne mein indicators bahut important role play Karte Hain lekin ek baat ka Hamesha Khyal rakhen ke indicators per kabhi bhi 100% depend na Karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: indicators ka ismtal

      agr ap apni trading me indicators ka use kartay hain tub ap apni trading ko easy bana sakte hain is kay liey lazmi ha jub ap kisi indicators ka use karay os indicators ka ap kay pass knowledge bhi hona chahiey tub hi ap os indicators ko theek or right market me use karke kay profit earn kar sake dear chahey ap kay pass best knowledge ho ya ap jitna marzi best indicator ka use karay agr ap beach me greed se kaam le gay tu ap ko kuch profit hasil nehi ho ga just ap ko loss hoga

      اب آن لائن

      Working...
      X