indicators se accha hai khud par mehnat karo
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: indicators se accha hai khud par mehnat karo

    Agar aap indicators ko analysis karnay main mehnat karain to indicators aap ki bohat madad kar saktay hain is liye indicators ko nazar andaz nahin karna chahiye balkay apnay technical analysis main indicators ko bhi shamil karna chahiye her indicator ki practice demo account per karni chahiye or jo indicator hamain munasib lagay usi ko hamain apni trading main apnana chahiye jo log forex main her option use kartay hain un ko koi achi strategy mil hi jaati hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: indicators se accha hai khud par mehnat karo

      ji han Ham logon ko chahie ki Ham falak pe jitne jyada mehnat karenge utna hi jyada kamyab aur successful trader banenge agar hamen frocks mein kamyabi chahie to Ham press ko jyada se jyada time de aur is per jyada focus Karen to Ham ek acche aur kam yantra Ban sakte hain duniya mein asphalt log trade kar rahe hain jinhen raksha ke bare mein bahut jyada maloomat hai aur vah forex trading mein bahut jyada profit hasya karte Hain unka monthly target bahut accha aur powerful hota hai hamen bhi chahie ki Ham unko follow karke acche se acche profit hustle Karen aur forex trading mein kamyab Ho jaen kamyabi ke liye ye hamen chahie ki Ham apne senior ko jyada se jyada follow Karen aur ek kamyab trader aur kamyab businessman ban jaen dusre world business forex trade hi hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X