New trader ko sb sy phaly kis cheez p trade krni chahiye jiss sy unki hisla afzaie ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: New trader ko sb sy phaly kis cheez p trade krni chahiye jiss sy unki hisla afzai

    Jo be is bussiness mein new ayaii haii. Unko chaiyaii k wo gold aor oil jaisayy mushkil pairs se dorr rhaiin aurr unhaiin chaiyaii k phlaii too demo practise kraiin us k bdd jaa k Euro usd py trading kraiin aur jb sahee sey seeekh jyaiin tb hee kiseyy aor pair py jyaiin seekhnai k liyee yeh pairr bhott he bestt hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: New trader ko sb sy phaly kis cheez p trade krni chahiye jiss sy unki hisla afzai

      New trader ko chaye kay wo sab say pahalay tu demo trading karay puray 2 month us kay bad EURUSD main trade kary or wo bhi baray time frame par koshish kary kay over trading na karay or pahalay chota profit bananay key koshish kary is say usay sekhnay ko boht kuch milay ga or us key hosala afzaye hoge.
      • #18 Collapse

        Re: New trader ko sb sy phaly kis cheez p trade krni chahiye jiss sy unki hisla afzai

        new trader ko is mein kis per focus karna chahiye new traderko sabse pahle demo account per trading karni chahiye kyun k Jab new trader demo account per trading ka ki practice karega to is se uska experience bharega aur woh trading mein Kamyab ho sakta hai new trader ko hamesha demo account mein bahut zyada practice karni chahiye demo account mein practice karne se new trader ke paas experience aata ho ya experience uske liye bahut zyada zaruri hai aur Forex mein is experience ko hasil karne ke liye new trader ko hamesha Dil laga kar demo account mein practise karni chahiye aur experience hasil karna chahiye kyun k Jab practice zyada Se zyada Karenge is k sath sath hardworking karega full focus ke sath to woh zaur Kamyab hoga Forex trading mein zyada Se zyada mehnat karna hamari kamyabi ke liye bahut zyada zaruri hai isse Hamen kamyabi milti hai aur is wajah se Ham Kamyab hote Hain new trader ko hamesha seniors ko follow Karte rahna chahiye kyun k senior se Hamen bahut zyada hosla afzai hoti Hai senior se bahut zyada hosla dete Hain Is tarah Se hamara bahut zyada fayda hota hai or trading mein senior se follow Karte rahna bahut zaruri hota hai is se Hamen bahut zyada knowledge milti hai aur help me hoti hai senior se Hamen bahut zyada acha guide karte hain isse bahut zyada fayda hota hai trading mein hardworking karna bhi bahut zaruri Hota Hai
        • #19 Collapse

          Re: New trader ko sb sy phaly kis cheez p trade krni chahiye jiss sy unki hisla afzai

          New members ko chahie ki vah sabse pahle currency pair per apni trading start karen usmein market ki moment Thodi slow hoti hai isliye market ko samajh Sakenge Jab thoda experience knowledge banaenge FIR Koi major player select kar lena chahie lekin pahle currency per hi trading start karen
          • #20 Collapse

            Re: New trader ko sb sy phaly kis cheez p trade krni chahiye jiss sy unki hisla afzai

            W.salm Jo new traider hote hain unko chahie ke woh real account per trading karne se pahle demo account per Trideng Karen aur demo account ko ziada Se ziada istemal Karen agar vah demo account ko istemal karenge tab bhi unhen forex ke future ka pata chalega ki SL TP ko kaise istemal karte hain jab basic samajh lega aur kuchh concept a jaega uske bad hi real account per trading Karen.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: New trader ko sb sy phaly kis cheez p trade krni chahiye jiss sy unki hisla afzai

              New trader ko sub sy phaliye chaliye k woh agye iss main kamkarta hain toh zada sy zada currency pair per kam kariye jis sy unki hosla afzaye ho sagti hain humain iss main humesha acha sy trader lagni chaiye market k movement ko acha sy samj kar iss main kam akrna chiaye jis sy humain iss main aik acha bouns be dakna ko mil sagta ha

              اب آن لائن

              Working...
              X