Forex main skill ka koi fayda nahi jab tak lot size bigger hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex main skill ka koi fayda nahi jab tak lot size bigger hai

    Aap Big Lot size mein rakhkar bihi trading kar sakte ho lekin uske liye aapke pass Jyada Se Jyada knowledge or experience Hona bahut Jaruri hota hai. Isliye aapko chahie kya? Aap starting Mein kam se kam lot size rakhkar. Hi trading Karen Taki aap acchi Tarah Se trading Kaun Sikh sake aur forex market Ka chitran se knowledge or experience kar Saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex main skill ka koi fayda nahi jab tak lot size bigger hai

      Assalamu Alaikum Forex mein agar aap lot size big Rakhenge gay Tu aapka capital safe Nahin rahega or ap ko nuksan b ho ga hmy hmesha apni trade chuty size ke kot maie krni chaye is sy ap ko loss nhi ho ga or acha earn kr ly gy
      • #18 Collapse

        Re: Forex main skill ka koi fayda nahi jab tak lot size bigger hai

        Dr agar aap greedy hai aur aap big lots size ka use karte hain to aapke na knowledge hasil karne ka fayda hota hai na aapko aapkay experience ka fayda hota hai aur aap ki skills bhi bekar waste mein Chali jaati Hain just 1 big lots size ka use karne se koi bhi expert traders forex kohundred percent pridict nahin kar sakta hai wo money management aur follow kar kay profit earn karta hai aur iske liye kam lot size ka use karna chahiye
        • #19 Collapse

          Re: Forex main skill ka koi fayda nahi jab tak lot size bigger hai

          Forex trading mein jitny bhi traders bonus se trading krty hein unko chahiye big lot kabhi use na krein kionkeh is se risk increase hota hai apki skills kisi kaam nhi ati jb tk aap controlled trading nhi krengy aap kamyab nhi ho sakty kionkeh jo traders market mein long survive krta hai woh small lot ki waja hai jiski waja se uska experience increase hota hai.
          • #20 Collapse

            Re: Forex main skill ka koi fayda nahi jab tak lot size bigger hai

            Forex maie Jo lauch karty Hain wo nakam hoty Hain . Ager aap KY pas acha knowledge hai aap zaida my chaker maie laghy kamany maie tu loss Karen gy lot size chota rakye ta KY aap ka loss Kam ho jab trade
            Stop loss KY sat .
            • #21 Collapse

              Re: Forex main skill ka koi fayda nahi jab tak lot size bigger hai

              ji hun hum apni trdaing skills ko jitna bhi improve karein gy mager apny emotions per control nhi karein gy tu is se humain koi faida nhi ho ga humain apni skills se faida tu zarore ho ga mager baz dafa humari lalach humari sari kamai ko dho bathti ha is liay humain jitna mumkin ho saky apny emotions ko control kerna ho ga.
              • #22 Collapse

                Re: Forex main skill ka koi fayda nahi jab tak lot size bigger hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
                Forex market mein apne skill level ko increase karne ka koi fayda nahin hota jab tak aap apna giridih per baithenge ko control nahin karte aap ko pata hona chahie ki forex market mein Jab aap lot size ko increase karte hain to aapka greed ka level increase Ho jata hai jiski vajah se aap apne bonus account ke upar acche tarike se trading nahin kar sakte isliye hamen chahie ke market mein apne analysis acche rakhne chahie.
                Skills ka Hamesha fayda hi hota hai aur aap sari chijon ko ek Sath hi nahin Sikh Sakte is ko sikhane mein time Lagta Hai Jab aap Ek chij sikhenge Aur dusri Mein mistake Karenge to next time aap Dobara Hua mistake Nahin Karoge
                • #23 Collapse

                  Re: Forex main skill ka koi fayda nahi jab tak lot size bigger hai

                  forex mein skill ka fayda nahin jab hum lalach karte hain ji han dear Forex trading mein is baat Ko samjh Lena chahiye k Jab woh lalach karta hai toh lalach se trader ka koi fayda nahin Hota Jab trading mein Ham Hardworking karte hain to market ki bhi knowledge ati hai lekin lalach Karenge to hamara nuksan hoga aur hamare skills Ka bhi Koi fayda nahin Hai trading mein wohi trader Kamyab hota hai jo Apne upar control rakhta Hai Forex trading mein kamyabi ke liye trader trader ke andar Se greed ko khatam karna hoga kyun k greed se trader ka nuksan hota hai aur yah nuksan trader ke bonus per bahut zyada Hota Hai jiski wajah se woh mehnat se trading Karta hai aur lalachi ho kar trading chor jab uska loss hota hai mayoos ho kat aap agar is mein zyada hardworking Karte Hain to aap is mein hardworking karne ke bad hi Kamyab hote hain aur aapke pass knowledge ho jaati ho yah baat bilkul theek hai aapki ke Jab Ham apna lot size increase karte hain to automatically hamare andar greed a jata Hai jiski wajah se hamara loss ke chances bahut zyada bhar jaate Hain is liye Hamen Apne andar ki greed ko control mein rakhte hue trading karni chahiye Karenge to hamara nuksan hoga Forex trading mein kamyabi ke liye zyada mehnat karni chahiye zyada mehnat Karne Wala trader Kamyab hota hai lekin lalach karne wala trader hamesha nakam rahta hai is liye bilkul bhi Na Karen agar kamyabi chahte Hain to warna kamyabi kabhi bhi nahin milegi aapko Forex trading mein hardworking karne ka bhi fayda nahin Jab aapke pass Koi skill Na Ho
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex main skill ka koi fayda nahi jab tak lot size bigger hai

                    bilkul sahi Kaha Hai aapane Jab Bhi Ham lot size big istemal Karenge to decorate Baat Hai Hamara Kaun hoyega Che hamare pass jitne Marji strong experience hai jitni Marji acchi safalta Agar Ham lot size minimum Nahin Rakhenge To Hamen kabhi bhi Sharafat Hasil Nahin Hoga isliye Hamen apni trading ke andar minimum lot size istemal karne ki koshish Karni chahie Taki Achcha prapt Hasil ho jaaye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X