Sbar bhot zrori haii

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sbar bhot zrori haii

    AAP Sab Ko Hamesha Saba Ke Sath Hi Kam karna chahie Kyunki Jo log farak Mein Samar ke sath kam karte hain Vahi log Kamyab hote hain. Isliye aapko chahie kya? Aap acchi Tarah Se Dil Laga kar forest Mein kam Kiya Karen aur Hamesha Subah ke sath kam Karte Raha Karen Taki aap kamyabi Hasil kar Saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sbar bhot zrori haii

      Agar Ham sabar se kam karenge to hamen bahut hi achcha result milega aur ham bahut hi aasani se market ko handle karke earning kar lenge lekin Agar Ham emotional Ho jaenge aur penic honge aur Market mein se badhati entry lene ki koshish karenge to fir Ham kabhi kamyab nahin ho sakte kyunki market hamen aise trap khud provide karti Hai Jahan per Ham enter hote hain aur loss karte hain to market humse Paisa Lena chahti hai lekin hamara Hunar hoga to Ham Paisa nahin Hai
      • #18 Collapse

        Re: Sbar bhot zrori haii

        g han forex p sab se zeyada sabar bhot zarore ha agar ham is men sabar se kam karen ge to hamara koi noksan ni ho ga y ik asa bisnuss ha ki is men sabar bhot zeyada zarory ha sabar karne wali bhot agy jate han is kam men hamara kam bast ho ga to hamen acha profit ho ga
         
        • #19 Collapse

          Re: Sbar bhot zrori haii

          ji han sabar ka phal meetha hota hai chahy apko kitna hi wait krna pary ap kren uska apko hi faida hoga sabar krny wala hamesha kamyab hota hai forex me ziyada profit wo log krty hain jo sabar sy kaam lety hain
          • #20 Collapse

            Re: Sbar bhot zrori haii

            Ge bilkul Bhai Jaan trading me kamyabi melti he sabar se by agr koe trading open kr k sabar krta hy to wo Achi income hasil krta hy or Jo sabar nahen krta photo wo apni trade loss me close krta hy
            • #21 Collapse

              Re: Sbar bhot zrori haii

              Pori trading srif or srif sabar par depend karti hain forex mai 90% members jo fail hoty trading mai or give up kar dyty hain or srif bysabari or jald bazi ki waja say hee hoty hain agr ap un 10% kamiyab trader mai say banana chaty hain to sabar k sath trading kary
              • #22 Collapse

                Re: Sbar bhot zrori haii

                han ji forex main ap sabar sey kam lina chahi hai jaldbazi bilkul bhe nahi karni chahi hai forex main agar ap aik achy traider bana chahty hain to app ko chahi hai forex forum par ziada sey ziada time spend kary takky knowledge atta rhy forex ka or demo account par ziada sey ziada or reguler parctise karty rhyy taky is sey ap ka expernce increase hota rhy
                information for Beginners
                Complete Forex Knowledge
                • #23 Collapse

                  Re: Sbar bhot zrori haii

                  G bilkol aisa hi forex trading main hume humesha soch samjh k r sabar sy trading krni chae kiun k forex trading main profit zaror bahut zeyda hota hai lekin forex main loss bhi hota hai es leye hume forex main bilkol bhi profit earn krne kelye jaldbazi nahi krni chae bal k hume forex main forex market main ak moqa ki talsh main rahe k trading krni chae ta k hum wahan apna trade open kr k acha profit earn kr sken.
                  • #24 Collapse

                    Re: Sbar bhot zrori haii

                    forex mein agar hum kamyab hona chahty hain aur ache earning bhi hasil karna chahty hain to humy chahiye ky hum sabar ky sath forex mein kam ko jare rakhy , dear kese bhi online work mein kamyabe hasil karny ky liye sabar karna bhut zaroori hy , esy tarah trading karty howe bhi agar hum saber nahi karen gy to humy trading mein loss he gain karen gy to sabar karna bhut zaroori hy aur mehnat bhi karty rahy thanks
                    • #25 Collapse

                      Re: Sbar bhot zrori haii

                      Forex men sbr se kam len jald bazi na kren q k agr jald abzi ki to bht galian hunge es leay jald bazi na kren ye sabr azmoda kam hy aur sabar ka phal wese hi metha huta hy.
                      • #26 Collapse

                        Re: Sbar bhot zrori haii

                        Dear Forex members ji han bilkul sahi baat hai Pakistan Forex mein Sabar bahut jaruri hai trade mein agar ham Ham Sabar Nahin Karenge To Hamen Los ho jaega isliye Jab trade Lagaye to Soch Samajh Kar lagaen aur aur Sabar se a kam le Taake aap Forex se fayda hassil kar sake isliye ye sab bahut jaruri hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Sbar bhot zrori haii

                          ASSALAM O ALIKUM g bilkul hamen pak forex main sabar k sath kam karna cheye hum jitna sabar karty hain hum utny he kamiyab hoty hain hamen bhot mehnat k sath kam karna hota hai ...forex main sabar bhot zarori hota hai hamen har wakt sabar k sath kam karna cheye ...
                          • #28 Collapse

                            Re: Sbar bhot zrori haii

                            forex mein sabar bahut jaruri hai agar acchi trade Mile to aap trade Karen jyada lalaj nahin karni. chhoti chhoti volume ke sath trade Karen .
                            • #29 Collapse

                              Re: Sbar bhot zrori haii

                              bilkul dear sabara to bahut zarori hae trading main jo is main sabar se kam karta hae wohe to is main kamayab hota hae to hamen cahiye ke hum is main hamesha sabar se kam kiya karen take hum is main kamayab ho saken hum is main jitna zayada sabar se akm karen ge hum is main utna zayada kamayab ho sken ge to hamen cahiye ke hum is main sabar karen take hum is main kamayab ho saken
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Sbar bhot zrori haii

                                Sabr ka fruit bht sweet hota ha 😁😁 Hamesha Sabr se kaam Lena chahie Forex Mein ham Sabar Se bahut Kuchh sekh skty hain forex maie wo log kamyab hain jo sabr sy km krty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X