Indicator ko kis had Tak istemal karna chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator ko kis had Tak istemal karna chahie
    Indicator hamare liye trading mein bahut hi madadgar sabit hote hain aur hamen chahie ki Ham indicator se fayda uthana chahie lekin hamen yah baat apne Jahan mein rakhni chahie ke indicator se hamen hundred percent fayda nahin ho sakta hai isliye hamen chahie ki Ham indicator ko sirf market ki indication ke liye istemal Karen hamen indicator per pura pura depend nahin karna hai Varna Ham indicator ki vajah se hi apna nuksan kar denge hamen apne analysis bhi karna jaruri hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator ko kis had Tak istemal karna chahie

    g baai marwy khyal may is business may jithnay be members analysis karthwy hay ya per wpnay liay trqding ka plan banathay hqy wo indecators ko he use karthwy hay our ose sah help lathqy hay is liay maray khywl mah is ka use bhuhut ziada ahmiath raktha hqy hamari trading may.
    • #3 Collapse

      Re: Indicator ko kis had Tak istemal karna chahie

      Indicators kbi b ksi trend ki direction ko 100% ni bta skty to hmen koshish krni chaiye k mukhtlif indicators ko use krty hoay trading kren r ksi pair ki direction ko confirm kr sken aik kamyab trader bna ja skta h indicators ko study kiya jay proper r phr practice ki jay un py to b behtr direction find ki ja skti h isk sat sat fundamentally analyse kr k trade krni chaiye jb ksi pair ki fundamentally situation confirm hogi to phr sat technical analysis kr k trading krna easy ho jay ga.
      • #4 Collapse

        Re: Indicator ko kis had Tak istemal karna chahie

        Bahot sary aesy indicators hai jin sy ham market ki achi prediction ker sakty hain so hamain koi sa bhi acha indicator select ker ky just usi ko follow kerty huey trade kerni chahiay ky agar hamara apna forex market main trading ka acha experience nehi hai tou hamari her trade agar indicators per open ho tou kei trades main hamain acha profit bhi hasil ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Indicator ko kis had Tak istemal karna chahie

          forex trading mein hamen har chij ko follow karna chahe indicator bhi hamare liye bahut hi faydemand hai lekin koi bhi indicator Ho vah hundred percent nahin hota kyunki market ko indicator follow karte hain indicator ko market follow nahin karti isiliye hamen indicator use karne chahie waqt lekin kuchh had Tak use karne chahie aur usse fayda uthana chahie indicator ka matlab hota hai ishara aur yah hamen sirf ishara dete Hain market ke ab aur Down ka.
          • #6 Collapse

            Re: Indicator ko kis had Tak istemal karna chahie

            G han brother ap nay bahut achi bat ki hay hamain indicators ko sirf aur sirf market ka jaiza lenay k leay use karna chaheay aur indicators jo prediction dain usay apnay analysis k leay use karna chaheay aur agar ap ka analysis usay sahi prove karay to phr hi trade open karni chaheay warna trade open nai karni chaheay.
            • #7 Collapse

              Re: Indicator ko kis had Tak istemal karna chahie

              hamy RSI indicator ko use kar ky kam karna ho ga pheer he hum paia kama skay gy forex aik amm businesss ke nisbat acha busness hain hum gar mai btah kar is mai kam karri sakty hain hum is mai parat time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy expert ban ky kam karna ho ga pher he hum asane s agy bar saky gy
              • #8 Collapse

                Re: Indicator ko kis had Tak istemal karna chahie

                indicator par ham 100% prosa nahi kar sakty kuch real hoty hain or kuch fake hoty hain hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi be boss nahi hota is main ham apny boss ap hi hoty hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Indicator ko kis had Tak istemal karna chahie

                  indicator ko use karn buhat hi eham kaam hota hai ap pe hota ha ke ap kis tarah aur kis had tak use karte hain main to price action pe kaam karta hoon aur jkoi indicator use nahi karta hoon is liye agar ham chahte hain ke hman acha profit ho to trend ko follow karain aga p ko trend mil gya to ap eaning kar jao ge kyon ke trend m ein sab kuch hota hai agar am trend ko follow karainge to buhat h achi earning kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicator ko kis had Tak istemal karna chahie

                    forex main trading kerny main indicatore humain analyses kerny main help kerty han is liay humain bht sary indicatores ko trading ka liy use nhi kerna chahiay ager hum bht sary indicatores ko aik sath use kerty han tu is se humain trading kerny main confusion hoti ha jis indicatore se humain acha profit mil raha ho tu humain usy hi sirf use kerna chahiay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicator ko kis had Tak istemal karna chahie

                      Aslam o alikoum dear aap nay achi bat ke hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicator ko kis had Tak istemal karna chahie

                        Market Mein Ek 2 indicators Laga Lene chahie unhin ko use karna chahie indicators Kuchh percent market ka idea de dete hain lekin Mukammal indicators per depend nahin karna chahie Apne analyses bhi Karen Jab indicators aur apne analyses same bante ho to market Mein entry Laga Deni chahie proper plan Banakar trading Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicator ko kis had Tak istemal karna chahie

                          indicator ko use karna ek practice ki baat hai aur experience chahie hota hai iske liye Agar aapko experience hai to aap usko kisi bhi had Tak use kar sakte hain totally focus karna yah thoda galat ho jaega kyunki baki hai aapko fake signals milte Hain ab aapane un fake signals ko filter kaise karna hai ya aapko experience batayega agar aap achcha kam karenge to aapko acchi income ho sakti hai isliye jitna mehnat hogi utna aapko fayda hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Indicator ko kis had Tak istemal karna chahie

                            Indicator 100% authentic nhi hoty,kbi kbi fake indicators b hoty hyn lekin maximum knowledge k sth ye ek acha experience bn skta hai. achi earnings k liye hmyn indicators ka behtreen istemal krna ana chahiye. Indicators ki predictions trading business me bht imp role play krti hyn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Indicator ko kis had Tak istemal karna chahie

                              Market per indicators ka use karna chahie lekin indicator se signal dene chahie lekin Mukammal indicator per date current nahin karna chahie Kuchh person market ka andaja batate hain Baki market cohort analysis Karen Dekhe market kis Taraf movement kar sakti hai FIR entry Lagai Jaaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X