Decession kary aur phir us k sath chaly
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Decession kary aur phir us k sath chaly
    Trading se sub se mushkil kam anylsis k bad decession Karna aur a Ap Koi b decession kr lety hain aur Ap ko lgta a k me ne Jo faisla Kia a Wo theak a to phir us k sath rhy ye na kary k thori dair bad ap ne khuch aur study Kia a to Ap apny pely waly decession ko change kr dy trade entry se ly kr close tk jo Ap ne first time target set Kia a us k pura hony ka wait kary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Decession kary aur phir us k sath chaly

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
    Trading se sub se mushkil kam anylsis k bad decession Karna aur a Ap Koi b decession kr lety hain aur Ap ko lgta a k me ne Jo faisla Kia a Wo theak a to phir us k sath rhy ye na kary k thori dair bad ap ne khuch aur study Kia a to Ap apny pely waly decession ko change kr dy trade entry se ly kr close tk jo Ap ne first time target set Kia a us k pura hony ka wait kary
    yes brother jab Ham kisi ki trade ke liye ek bar decision Le lete hain aur ham Koi trade open kar lete hain to fir hamen chahie ki Ham apne analysis per depend Karen aur use trade gora hone de hamen always soch samajhkar decision Lena chahie jab Ham achcha decision lenge to tab hi hamen acche results mil payenge aur jab tak Ham achcha decision nahin lenge tab tak hamen acche results nahin Mil payenge isliye hamen koi bhi decision lene ke bad use per Amal karna hai
    • #3 Collapse

      Re: Decession kary aur phir us k sath chaly

      han g bilkul sahee kaha hy apny khe hamin apny dessicon ko bhi soch samjh ker trading kerni chaiy kabhi bhi ghlat dessicomn nahee lena chaiy phir usi k mutabik hi trading kerty rena chaiy or bhegir anylasing k kabvhi bhi trading na krein dosron ko mushkil mein na dalin achi trah markret ko any;lasis ker k hi trading kerty rahin apko prfit mily gaa ,,,
      • #4 Collapse

        Re: Decession kary aur phir us k sath chaly

        Ik bar ap jis chez ka decession ly len to phr us p hi amal kren.. Usko change mt kren.. Bar bar decessions tabdeel kren gy to apko loss hony k chance barh jaty hen.. Ik bat jis bat p amal kr len to phr usi k sath rahen..
        • #5 Collapse

          Re: Decession kary aur phir us k sath chaly

          forex ek aisa business hai to isko soch smjh kr krna chahye r yeh ek mind se kya Jane wala business hai r forex pe her kaam ko seniors ke mushawrat se krna chahye r un se planning bna kr trading krna chahye r hmeshan self knowledge pe depend krna chahye qk is se confident paida hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Decession kary aur phir us k sath chaly

            Aapne sahi kaha hai Hamen is form Mein trading ki market Mein pahle achcha decision Lena chahie aur decision bhi soch samajh Kar analysis ke bad hi Lena chahie aur bad Mein Hamen uss decision ko follow karte hue chalna chahie Ham zarur Kamyab Ho jaenge
            • #7 Collapse

              Re: Decession kary aur phir us k sath chaly

              Forex main hamen senior members se discuss Kar k un par amal Karna Chaheay sue unki btsi hovi baton par amal Karna Chaheay hamen Chaheay k Forex main mehnat k sath Kam Karen seniors ko follow Karen unki help sy Kam Karen insha'Allah kamiyab hinn gy
              • #8 Collapse

                Re: Decession kary aur phir us k sath chaly

                G dear member ap n thk kaha hy k humy pak forex forum p kam krty hovy achi planing k sath phly positive decision laina chahiya aur decision k bad humy chahiya k hum as decision ko pora krny kaliya humy chahiya k hum sabr aur mehnut se kam kry
                • #9 Collapse

                  Re: Decession kary aur phir us k sath chaly

                  hamy acha decession ly kar pory month ki achi palning bana kar is plan ly mutabiq kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager poasio ky account bana kar din yai raat main kisi be waqt kam kar sakty hai yai online ki dunya main aik king business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Decession kary aur phir us k sath chaly

                    Salam all forex member han g ap ny tk kaha ha ek bar jo hm decession ly laty hy hmy us k motabik hi chlna chahiyy khas tor py jo planing hm tread mu karty hy hmy amal b karna chahiy r sb sy important h hmy khd k decession py yakin hna chahiyy agar hm apny decession py ni chly gy confused ho gy tukky lagay gy to hmy loss ho skata ha hamy apny experience k st hi chlna chahiy
                    • #11 Collapse

                      Re: Decession kary aur phir us k sath chaly

                      han g agar ap ne aik faisla kiya to us ko follow bhi karna chhaoey kyonke ap ko confidence hona chahey ap ke apne analyss aur ap ko aik bar jab bho atrade karain achi tarah soch lenmna chhiey ta ke ap ko bad meinkoi masl an ho jab ap aese kaam aranige to hi ap ko erning ho gi kyon ke bar bar loss karne se buha zeyada losss hojata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Decession kary aur phir us k sath chaly

                        Bilkul yah Baat To Hakikat per main Bani hai jawab Ek decision kar lete hain to Fir aapko usse Piche Nahin Hatna chahie aur Forex Main To aapko Jab Ek decision kar lete hain aur season ke liye aapko wellpower chahie Jo kya aap analyses aur study ke bad decide karte hain kya aapane trade kab Lagani hai aur kis. Per Lagani Hai yah aapane kar liya to aap usse Piche Kyon Ki Itna Sochenge aap aaenge aur aapko itna hi jyada puzzle Karenge aapko chahie ke pass when you decide then implement 18 thank you very much have a nice day.
                        • #13 Collapse

                          Re: Decession kary aur phir us k sath chaly

                          Dear friend hum sab ko chahaye k forex pakistan mein kaam kartey howey hum ko apney ju decession lein phir us pe hum amal karein aur apney us decession k sath chalein takeh hum apney plan k mutabik kaam kar sakein aur es forum mein hum kamiyaab ho sakein aur es business mein hum taraki kar sakein dostu.
                          • #14 Collapse

                            Re: Decession kary aur phir us k sath chaly

                            G bhai ap ki baat bahut dilchasp lagi keh humein pehly faisla krna chahiye aur phir os faisly per amal krna chahiye dear hmary haan sab se bada masla yhi hai keh hum apni lilfe ka faisla khud nhi kerty aur dosron ko apny faisly krny dety hain jab kuch din amal krnty hain to pasand nhi ata aur phir new faisla krny ka sochty hain apny faisly khud karen phir dat kr unko sahi ker k dunya ko dekhain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Decession kary aur phir us k sath chaly

                              G han dear ek dafa decision kar k jo trade open kar li jaay phr us ka result dekhna chaheay aur jald bazi nai karni chaheay but kuch traders trade karnay k bad jab un ki trade loss main jati hay to sochtay hain kah ghalat trade open ki hay esleay woh usay loss main hi close kar detay hain but agar woh hold rakhtay to kuch time k bad un ki trade profit main aa jati.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X