Job se trading kahin ziada behtar hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Job se trading kahin ziada behtar hai

    Yes dear aap ne bohat acha thread post kiya hai, job aik fix salary per ki jati hai jab k trading fix nahi hoti, trading mein hum jitna ziyada mehnat aur work karein gay humein utna hi faida ho ga. Aur sab se bari baat job mein aap k boss hota hai aur aap ko bound ho kar within time duty work karna parta hai, but forex mein hamara koi boss nahi aur na hi hamary liye koi time fix hai, is ko hum jab chahein kar sakty hai. thanks, forex
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Job se trading kahin ziada behtar hai

      Jab tak ap apna bussiness start nahi karty us wqqt tak ap tateeqi nahi kar sakty hain or forex say best bussiness koi nahi or jhan tak job ka sawal uska ik fida ye nahi kay apko har roz job kay liye jana hota hai or job say itni ziyada money nahi hasil ho sakti hai jitni ap forex trading say kama sakty hain or trading kay liye koi time ki pabandi nahi jab chaiye ap kaam karyn or free main ghomty rehyn so in baton ka khass khiyal hona bahot zarori
      • #18 Collapse

        Re: Job se trading kahin ziada behtar hai

        Ap ney bilkul thek kaha hai job sey behter hai forex agar ham forex traiding ko sekh lety hain or is main hamra dill lag jata hai to ham forex sey kafi ziada earning kar skty hain ik job sey bhe ziada es lia ham ko chahi hai k ham forex ko ihmiyat dey or is main serious ho kar kam kary
        • #19 Collapse

          Re: Job se trading kahin ziada behtar hai

          G dear . jo log jobless hain un logon ko ab parashan hony ki.koi zarorat nahi hy aik shar main nhi aik country main nhi note kia hy k jahan pr bhut sy log achi degrees laker job less hain to wo log pakistan forex forum ko join kr k proper time dana shru kr dain to un logon ko job ki koi zarorat hi nahi pary ge q k forex sy achi koi job kahain hy hi nahi humara yeh experience hy k agr hum es ko seekh jain to hum job sy kahain zayada es main kama skty hain . thanks
          • #20 Collapse

            Re: Job se trading kahin ziada behtar hai

            asslam o alaikum all dears jesa kaay sab janty hain kay ajkl kay is daour me har bnda degree wala haai but usko koi job nh mil rahi to uskay liay khushkhabri hay kay wo dishard bilkul bhi na ho jes trah wo job ki talb kr raha hy ussi trah wo forex ki talb kary os issay job ki trah hi proper time day to wo kabhi nh mar kha sakta balky job sy bhi ziada faida wo forex sy utha sakta hai
            • #21 Collapse

              Re: Job se trading kahin ziada behtar hai

              Bilkul aisa hi hai job se trading behtar hai lekin Hamen tab tak apni job Ko Nahin ignore karna chahie jab tak hamare pass Achcha trading experience na a Jaaye Jab Hamara trading experience strong Ho Jaaye to Uske bad Hamen apni job ko avoid karna chahie trading co focus karna chahie Taki Ham apni trading Mein expert Ban sake Apne profit ko future Tak Lekar Jaane Ke Kabil ho jaaye
              • #22 Collapse

                Re: Job se trading kahin ziada behtar hai

                Job se trading buhat behtar hai ji han dear job se trading bahut zyada behtar hai job karne mein bahut zyada time lag jata Hai magar trading karne mein itna zyada time nahin lagta or job ki timing 9 to 5 hoti hai magar Forex mein yeh sab se bara benefit yah hai Forex ki koi time duration nahin hai is mein koi specific time nahin hai is mein aap kabhi bhi apna kaam pura kar sakte hain lekin job ki time duration hoti Hai jis wajah Sab member pareshan ho jata hai isliye kisi bhi member ko earning karni Hai to usko forex mein trading Karen kyun k Jo is mein member aate Hain woh is mein zyada hard working Kar k Kamyab hote hain Forex mein hardworking karne wala hi member Kamyab hota hai Forex job se bahut zyada acha hai yah bahut zyada achi earning karne ka moqa bhi deta hai agar is mein Ham zyada mehnat Karenge toh Kamyab honge Forex main market ki knowledge hasil karne wala trader hi market ko samajh kar profit Le leta hai zyada Se zyada mehnat Karne Wala trader hi Kamyab hota hai hamesha zyada Se zyada mehnat Karne ki koshish Kiya Karen is se aapka fayda hoga jo trader hamesha Zyada hard working Karta Hai hamesha woh Kamyab hota hai Forex trading mein hamesha hardworking karne wala trader hi Kamyab hota hai aur Ham agar time table bana kar is mein time de kar Forex ka target pura Karenge to isase Hamen bahut zyada fayda hoga aur is se Hamen success bhi zyada milegi yah hamari success ke liye bahut zyada zaruri hai is mein Hamen time table se kam karna chahiye aur apna target pura karna chahiye kyun k yah target pura Hota Hai to Hamen acha bonus milta hai aur ham Kamyab trader Ban sakte hain
                • #23 Collapse

                  Re: Job se trading kahin ziada behtar hai

                  job say trading khai ziada bhatr hain ham job kary gy to hamy tanshn hoti hain bhot ham jitni bh job kary gy hamy otna hi kam karny main asani nh ho ham job karty hain lkin os main itna satisfied nh hoty hain ham jitna bh trading kary gy our trading bh achi kary gy hamy otna hi faida ho ga forex ak best job hain mhant kary gy to ham kamiyb bh ho gy ham jitni bh achi trading kary gy hamy otna hi acha bonus hasil ho ga ham jitna bh achi learning kary gy hamy otna hi faida ho ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Job se trading kahin ziada behtar hai

                    Han ma b ya bat manti k job sa trade bht zda behter ha kyn ky isma humy bhair nahi jana parta hum gahr ma bethy aram sa post krskty han to apko chaiya ky ap is forum pa aky kam kryn or achi earning kryn or acha result gain kryn

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X