Traders ko loss sirf unki apni mistakes se nhi hota balkeh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ko loss sirf unki apni mistakes se nhi hota balkeh
    Aksar log kehty hein k traders ko loss unki apni mistakes se hota hai yeh bhi theek hai lekin traders ko loss deny mein kuch market bhi involve hoti hai woh is tarah jb aik trader market ka technical analysis krta hai tu trade open krny k bad news ki waja se market ki movement change ho jati hai jis mein trader ka analysis fail ho jata hai aur trader ko market loss deti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders ko loss sirf unki apni mistakes se nhi hota balkeh

    Forex trading Ek Achcha business hai par bhai main aapki baat se agri Nahin hun Kyunki ismein loss Ham apni mistake se hi karte hain agar aap Har trade money management ke mutabik lagaen aur overtrading na Karen Agar aapke pass $100 ka bhi account Hai To vah Kabhi Bhi Wapas Nahin Hoga aapko usmein last Nahin Hoga aapki lot choti Hogi to aap use trade co mahinon hold per Rakh Sakenge aur at the end usko profit Mein close Karenge aur Yahi to baat hai ki aapke pass Achcha knowledge aur experience hoga to Fir aap acche technical analysis Karke to uske upar acchi earning kar Payenge
    • #3 Collapse

      Re: Traders ko loss sirf unki apni mistakes se nhi hota balkeh

      g han dear apake baat belkul thk hy forex men agr trdaer ko loss hota hy tpo os ke apni he waja sy he hota hy forex men jab hum trdae ko jaldbazi men opan nai karen gy or na he hum trade ko loss men jaldbazi men closs karen gy to hum kaamyab ho sakty hen forex men zeada sy zeaad mehnty sy kama krana he sa sy acih kaamyabi hy
      • #4 Collapse

        Re: Traders ko loss sirf unki apni mistakes se nhi hota balkeh

        Dear dekhain humain kjab bhe lopss hota hy humaion apni gha;ti par hota hy jab hum ghaplti karty hain too us sy humain loss hpota hy jab hum ghalti Karin gtoo humaion us sy sekhna chaye auer woo ghaltio dobara nahi karni chaye taky humain loss na ho.
        • #5 Collapse

          Re: Traders ko loss sirf unki apni mistakes se nhi hota balkeh

          Nahe dear aisa ni hota hai agar ap ais market mai trading karty hai to ap ko ais market mai discipline k sath kaam karna hota hai agar ap ais market mai ghalti karty hai to ap ko ais market mai loss ho sakta hai ais liay ais market mai ghalti na kary agar ap khud ais market mai ghalti kary gay to ap ko ais market mai loss ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Traders ko loss sirf unki apni mistakes se nhi hota balkeh

            G han ap theak keh rahy hn trader ko loss sirf unki apni mistakes sy hi nai hota belky aksar market bhi hamen dhoka diy jati hy jb ham market ko analysis kar ky phar trade lagaty hn tou hamari trade ky doran news ki vaja sy market ki movnment kesi aur taraf chali jati hy jeska hamen andaza nai hota aur phar hamen market loss diy jati hy.
            • #7 Collapse

              Re: Traders ko loss sirf unki apni mistakes se nhi hota balkeh

              G han ap na thek kha hamain apni hi mistake sa nhe hota belky kbhi kbhar hamain apni vja sa bh ho jata hy ku ka hm jaldbazi ma trade open ker laty hain or phr voh trade loss ma cheli jati hy or hamain kafi loss ho jata hy or ya loss phr hm sa cover bh nhe hota or is sa hmain kafi loss ho jata hy
              • #8 Collapse

                Re: Traders ko loss sirf unki apni mistakes se nhi hota balkeh

                g han ksi b trader ko loss srf uski apni mistake sy e hta h q k jb trade open kr ry hty hen tb ya to jaldi mn trade open kr dty hen analysis ni krty ya stop loss ka use ni krty isk ilawa bri lot ki trade open kr dty hen jb b trading kren koshish kren sai point sy trade open kren market ko analyse kr len to kbi b loss ni hoga agr loss hoga b to km loss hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Traders ko loss sirf unki apni mistakes se nhi hota balkeh

                  hamain apni mistakes ko avoid kar k hi hum run karein gay aur hamain market main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main bi trade karien gay aur ttrnd ki use kar k h hum real main bi trade karine gay aur is forum main analsye kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi tab h hum real main perform karny main bi koi mushil na ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders ko loss sirf unki apni mistakes se nhi hota balkeh

                    loss market mein hai hi hmari mistakes ka agar ham mehnat karain ge to aesa nahi ho ga is liye bus agar ham ye faisla karlain ke ham ne mehnat karnihai to ham us din se kameyabi ki taraf jayen ge is liye demo pe practice buhat zarori hai aur agar ham ne practice nahi ki to hmain knowledge bhi nahi ho ga aur profit bhi nahi ho ga is liye bus mehnat akarin
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders ko loss sirf unki apni mistakes se nhi hota balkeh

                      Pakistan Forex mein New Trader ko Jab Loss aata hy Tu Uss Ki main Waja Un ki apni Mistake hoti Hy pak forex trading business bhot acha business hy yahan jab bhe ap kaam karein Tu relax hokar Karen jo bhi Pakistan Forex Main Agar jald bazi se kam karta hai use lose her Surat Hasil hoga Pakistan Forex Mein kam relaxment se hi karna chahie jo bhi Pakistan Forex relaxment Se Kam Nahin karegato lose har Surat Hasil Hoga isliye Hamen isase Apna account Save Rakhna chahie isliye Pakistan Forex cal world mein bahut achcha Sa business kaha gaya hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Traders ko loss sirf unki apni mistakes se nhi hota balkeh

                        yes dear ap ki baat kafinhad tak theek ha market just technical analysis ki waja se move nehi karti ha balkay market fundamentals analysis ki waja se bhi move karti ha jo expert traders hotay hain jo forex se consistent profit earn kartay hain wo just technical analysis par depend kar kay profit earn nehi kartay hain wo technical analysis kay sath fundamental analysis ko bhi lazmi follow kartay hain jub wo trades open kartay hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X