Forex trading news Sy chati Hy ya broker ki marzi sy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading news Sy chati Hy ya broker ki marzi sy?

    forex market buyers aur selletrs ki wahja se chalti hai jab selleres ate hain to marlet sell hoti hai jab buyers ate hain to market buy hoti hai is liye bbus mehnat karna buhat hi zarori hai is mein agar ham ne acha kaam kiya to hi ham kameyab ho sakte hain ur hmain mehnat ka faeda bhi ho ga is liye kyonke ham earn karange sab experience pe hai agr experience ho ga to hi ap kameyab ho saken ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading news Sy chati Hy ya broker ki marzi sy?

      trading kis se chalti hai dear jahan tak mera experience hai trading na news se chalti Hai naa hi broker ki Marzi se trading chalti Hai Forex mein bullish or bearish trend se Forex mein buyer or sellers uski wajah se in k bich mein jo pair ko le kar Forex trading mein Jung hoti Hai trading is wajah se chalti Hai Forex trading hamesha buyer aur sellers ke upar hoti hai jo trading mein sell or buy Karta Hai trading uski wajah se chalti Hai Forex trading mein sell or buy ka kam hota hai trader ko hamesha in donon ke bare mein pata Hona chahiye ya trading main yah in donon ka trend Hota Hai buy aur sell se Hamen Forex trading se bahut zyada fayda hota hai agar Ham ine donon trend ke bare mein achi tarah jaan Le tu aur iske sath sath trading chalti Hai kyon ke news mein Hamen indicators mil jaate Hain ki ab is Waqt Market buy trend or sell trend ki us mein buy hai yah sell yeh kiss favour mein ja rahi hai trading hamesha in donon ke upar depend rahti hai Forex mein zyada hard working karne wala trader Kamyab Hota Hai har trader ko zyada Se zyada mehnat Karte rahna chahiye kyun k Jab Ham is mein zyada mehnat Karte Hain to Hamen kamyabi milti Hai Forex trading mein mehnat karne wala trader hi Kamyab Hota Hai Forex trading mein zyada hard working Karenge to Hamen market ki knowledge hogi aur yah knowledge hamare liye bahut zaruri hoti Hai is knowledge ki wajah Se Hi Ham trading mein profit Le sakte hain Kamyab trade hamesha knowledge ko follow karte hue trading karta hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading news Sy chati Hy ya broker ki marzi sy?

        Dear dear brother aapka Sawal bilkul sahi hai Pakistan Forex new se Chalti Hai ismein broker ko aap Koi London Nahin Hota Pakistan Forex mein jitni mehnat se kaam Karenge itna hi bonus Hasil hoga

        اب آن لائن

        Working...
        X