Indicators ko use krna kyun zroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ko use krna kyun zroori hai
    Indicators se market ke trend ko samajhna Kafi Jyada Aasan ho jata hai hai isliye indicators ko use karna bahut important hota hai Iske alava Bina indicators ko use kiye technical analysis kar Pana impossible ho jata hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators ko use krna kyun zroori hai

    Indixator ko use krna bht important h qk is c pta chalta h markeet ki movement ka jis ki base pe ap sell r buy kr skte hain indicator ka use krna lazmi hai Apko analys krne ka moqa milta hai
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: Indicators ko use krna kyun zroori hai

      Indicators ko follow krna lazmi hy.. Us sy apko trade lgany ka faida hota hy.. Ap agar indicators ko follow kren gy to apki trade profit m jaye gii.. Jis ka apko future m faida ho ga..
      • #4 Collapse

        Re: Indicators ko use krna kyun zroori hai

        hamy indicators ko achy sy samaj kar use karna chahey pher hi ham kamybai hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar ham isy apna lif etime professional be bana sakta hain yai kabe be band na hony wala business hain hamy is main kam karny kly liye kisi be ofice jany ki zarort nahi hoti ham gar beth kar is main kam kar ky achi earning hasil kar sakty hain
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Re: Indicators ko use krna kyun zroori hai

          Indicators ko understand karna Aana chahie indicator market short per Lagana chahie isase market ka Kuchh person taaja ho sakta hai ki market kis Taraf Ja sakti hai Baki Apne analyses Karen market Mein Dekhe market ki movement indicators ke mutabik best hai to apna order place kar dena chahie
          • #6 Collapse

            Re: Indicators ko use krna kyun zroori hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
            Indicators se market ke trend ko samajhna Kafi Jyada Aasan ho jata hai hai isliye indicators ko use karna bahut important hota hai Iske alava Bina indicators ko use kiye technical analysis kar Pana impossible ho jata hai


            Asslam o alaikum dear forex member aapki baat bilkul sahi hai ki agar Ham indicator ko analyse Kar Ke trading Karenge to Hamari analysis-based sabit Hogi aur FIR Achcha trade open karke acchi profit Kama sakte hain Jitna Achcha analyse Karoge indicator ko utna Achcha experience Milega aapko aur utna best open kar Sakoge...
            Visit My Profile
            • #7 Collapse

              Re: Indicators ko use krna kyun zroori hai

              bhai zarori to nh hy is ko use kerna lakin ager ap ko kisi ki help ki zarorat hy to ap indicater use ker sakty hn lakin ager ap indicater use na karin to mery khayal main ap self trading karin q kh us main hum daily ki news sy trading kerty hn or bhir jo indicater hoty hn wh aik week pehly ky analyses daty hn
              • #8 Collapse

                Re: Indicators ko use krna kyun zroori hai

                yes you are right indicators bht important role play krty hn is s market ka trend smjhna bht ziada easy hota h is s hm bht ziada easily market ko smjh k trading kr skty hn r kamyab ho sakty hn isi liay jitna ho skay nehnt s kam lain r kamyab hn market bht important role play krti h
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators ko use krna kyun zroori hai

                  Fundamental analyse main to hamy indicator ki zarorat nahi parti kiun k wahan ham news ki base per analyse kerty hain jab k hamy technical analyse kerny k liye indicators ki boht zarorat hoti hai kiun k ye markete k trend ko check kerny main hamari boht ziyada help kerty haon so main imdicators k use ko lazmi ahmiyat dun gi kiun k ye achy analyse k liye zarori hain r acha analyse best r profitable trade k liye zarori hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators ko use krna kyun zroori hai

                    Trading me khuch basic indicators ka use Karna zroori hota a ta k hum markeet ke movement ko asani se smj skhy jesa k RSI, moving avarage Jin Ke help se humy idea hota a k jo movement o rhi a wo kon se trend me o rhi a chart ko understand karna aur technical anylsis k liey basic indicators ko lazmi lgana chiey
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicators ko use krna kyun zroori hai

                      hamjy RSI indicator ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hhain hum is mai part time be kam kar skty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kaam karny ky luye hamy kise be office mai jany ke zarirta nahi hote forex aik acha business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicators ko use krna kyun zroori hai

                        Dear Indicator iss liya zarori hay kay iss say ham ko ya pata lagta rahay kay pichlay ookat may market may kiya setuvation thi or ab agar ham ko kiya karna ho gaa or quen kay market nay apna trend change karna hota hay lihaza iss ka bi khayal rakhna hota hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicators ko use krna kyun zroori hai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
                          Indicators se market ke trend ko samajhna Kafi Jyada Aasan ho jata hai hai isliye indicators ko use karna bahut important hota hai Iske alava Bina indicators ko use kiye technical analysis kar Pana impossible ho jata hai
                          Indicators ko use karna isliye jaruri hai Kyon Ke indicators ko use Karke market ke trend Ka Pata Chalta Hai Bina indicators ko use kiye market ka trend ka andaza Nahin Lagaya Ja sakta lekin ek baat Apne mind Mein rakhen ke kabhi bhi indicator per 100% depend nhi krna chaye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X