New comers se guzarish hai keh woh please trade laganey me jaldbaazi na Kare.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: New comers se guzarish hai keh woh please trade laganey me jaldbaazi na Kare.

    G han new members trade lagana ma jaldi na Karen balky pehly demo account ma trade Karen or acha knowledge or experience hasil hona k baad real account mein trade Karen tb he ap real account mein trade lagana par kamyab hon gy or loss hony sy Bach sakein ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: New comers se guzarish hai keh woh please trade laganey me jaldbaazi na Kare.

      g bilkul agree
      ye new comers k liye he nahi ye bat sub k liye honi cheye k hum sub kabhi bhe jald bazi na karen kabhi bhe jaldbazi ka step na lain ..trading main phly achi tarhan sa analysis karna hoga tabhi hum kamiyab hongy hamen kisi bhe condition main jaldbazi nahi karni cheye bus jub bhe trade karen sukun k sath karen ...
      • #18 Collapse

        Re: New comers se guzarish hai keh woh please trade laganey me jaldbaazi na Kare.

        trade mein jaldbazi na karen ji han new members is baat ka hamesha khayal rakhenge wah trading karne mein Koi jaldbazi Na Karen kyun k Jab wah trading main jaldbazi Karte Hain to new members ka is se bahut zyada loss hota hai trading mein Hamen bilkul bhi jaldbazi nahin karni chahiye Forex forum mein hamesha tahamul aur Sabar ke sath hi trader banaa jata Hai Ham Sabar ki wajah Se Hi trading mein Kamyab hote Hain Jo trading main jaldbazi karte hain unka sirf loss hota hai trading main jaldbajzi karne se Hamen Koi fayda nahin Hota Forex aur zyada hard working karne se Hamen kamyabi milti hai aur trading hamesha learning karne ke bad hi lagani chahiye aur Market ki analysis Karne se trading per buhat zyada effect parta hai learning Karen kyun k Jab Ham analysis Karte Hain to Hamen opportunities ke bare mein Pata chalta Hai Jo trading ke liye zaruri hoti Hai jis per Ham trading karte hain aur is se ham profit Le sakte hain learning Karen aur jald bazi bilkul bhi Na Karen kyun k jaldbazi Or lalach se trader ka bahut zyada nuksan hota hai trading mein jaldbazi aur lalach karne wala trader hamesha mushkil mein rahta hai
        • #19 Collapse

          Re: New comers se guzarish hai keh woh please trade laganey me jaldbaazi na Kare.

          yes dear apny sahi kaha hy forex mein jo members new aty hain unko forex trading mein zayada experience nahi hota hy aur unhy jab forex sy bonus milta hy to wo trading karny ki jalde karty hain aur ess jald bazi mein unhy loss hota hy ess liye new members ko chahiye ky wo trading mein jald bazi na karen aur marketki movement ko dakh kar he trading karen gy to unhy loss nahi hoga jab tak humy trading ka experience na ho jaye to humy tradinmg nahi karne chahiye warna humy loss he hoga
          • #20 Collapse

            Re: New comers se guzarish hai keh woh please trade laganey me jaldbaazi na Kare.

            Asslam o alikom ji han dosto is forex ma kam karnay walay new dosto say a guzarish karta ho kah woh ager is forex ma mukamal kam karna chahtay hain to unhain chahiya kah woh tread karmay ma koi jald bazi ma karain ager woh tread karnaya jald bazi karain gay to is forex treading ma woh nakam ho jain gay jis say ap ko loss ho sakta hay
            • #21 Collapse

              Re: New comers se guzarish hai keh woh please trade laganey me jaldbaazi na Kare.

              han bhai jo newcomer hoty hn wh kam balence sy trade lgana shoro ker dary hn bhai un ko guzarish hy kh wh trading main juldi na karin q kh juld bazi sy nuqsan hota hy is liay mery khayal main sab ko chahiay kh us ka kam us kam 100$ tak balence hona chahiay jub wh trading start karin or bhir lot size 0.01 hona chahiay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: New comers se guzarish hai keh woh please trade laganey me jaldbaazi na Kare.

                Dear Sir aap ka bohat bohat Thanks kay aap nay new users ko bataya kay wo jald baazi na karien laykin aysa nahi hota hay jab may bi new tha to phir may bi jald baazi may entry laga layta tha us kay baad may daykhta ta kay market kis taraf jaarahi hay.

                اب آن لائن

                Working...
                X