clever ho kar kam karny sy account be baned ho jata hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: clever ho kar kam karny sy account be baned ho jata hain

    A. O. A
    Pak forex forum main jo b banned hota hai wo for. K rule k mutabik banned hota hai us ka market se koi talluq kaisey ho skta hai. Forex trading 1 bussiness hai or forum 1 alag cheez hai. Forum main learning kartey hain or plateform pe aa k trading kar kartey real ya demo par.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: clever ho kar kam karny sy account be baned ho jata hain

      clever honey bhi account banned ho sakta haiji han dear zyada clever aur zyada sharp hone se aapka account bhi banned ho sakta hai lehaza trading mein Koi bhi aisa kam na Karen jiski wajah se aapka account wash ho trading mein agar Ham zyada hard working karte hain aur hardworking karne ki wajah se Hi Kamyab hote hain hamesha zyada se zyada mehnat karni chahiye mehnat ki wajah se kamyabi milti hai forex mein zyada se zyada mehnat Karne Wala Kamyab hota hai Forex mehnat karna bahut zaruri hai Hardworking se kamyabi milti hai lekin Hamen zarurat se zyada Chalaki nahin dikhani chahiye zarurat se zyada Chalaki dikhane se aapka loss ho sakta hai aur aap bahut bare nuksan mein phar sakte hain hardworking Karen aur apna mind se zyada use Na Kare lekin trading mein Jab learning or mehnat k sath kam Karenge to automatically aapke pass bahut zyada experience hoga jiski wajah se aap market se achi tarah se samajh kar profit Le sakte hain Apne dimag Ko Na Karen kyun k is se loss hota hai learning or Hardworking karen
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: clever ho kar kam karny sy account be baned ho jata hain

        G han dear bilkul forex business mein hamain step ba step kam kerna cheye or kise kiasm ka cleaver ho ker kam kerna cheye jitna hamin forex ke rules ko foolow ker ke kam kerte han forex business hamain utna achi kamyabi bhe zror deta hy forex business mein hamain kamyabi tab mil sakty hy jab ham knowledge or experience se kam keryn ge tab

        اب آن لائن

        Working...
        X