Learning attitude se kamyqbi mlti he...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning attitude se kamyqbi mlti he...
    Assalam alikum friends...
    . learning mindset Se kamyabi mlti he hm knowledge k baghair forex men nakam hen hmen bonus ar profit krne k lye knowledge ar experience lrarn krne ki zrorat he trade men kamyab hone k lye bhi usse sekhne ki zroarat he is lye learning k baghair forex men success mumkin nhi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning attitude se kamyqbi mlti he...

    bilkul aapki baat theek hai agar Ham learn Karne wale banenge to is successful person banenge kyunki learn karne se hamen acche aur bure ka pata chalta hai Ki kahan per humne galti karni hai FIR kahan to use galti ko sudharna hai yah sari chijen time lekar chalni padati hai agar Ham yah chijen saree at a time lekar chalenge tabhi Ham successful trader hun ya device nahin
    • #3 Collapse

      Re: Learning attitude se kamyqbi mlti he...

      Jiii jiii apkii baat bilkul sahii haii forex main hmain apny leraning attitude sy hii achii qmyaabii miltii haii qn ky jiss main bhe achaa knoldge hotaa haii wohii achii trha qmyaab ho paataa haii qn ky kniwldgee ay bhot khuch hum hasill kr skty hain achy knowldgee sy hmain achaa experincee bhe hasill hoo jataa haii aur jiss sy hum achii earning bhee hasill kr paaty hain
      • #4 Collapse

        Re: Learning attitude se kamyqbi mlti he...

        walikum slaam
        my dear members kesyt jhein ap sab dear jesa khe apny sawl kiya hy6 khe forex mein learning attitudev sey kamyabi milti hyu bilkul saheev kaha hy apny khe hamin kamyanbi hamri learning ki base per milti hy usliuy hamin chaiy khe ham apni learbn ing ko strong bnain or forex mein ik kamyab trader ban jain kabhi bhi forezx mein kaam kerny ko oignore na krein hamesha achy trreqy sey kaam kerty rahin .........
        • #5 Collapse

          Re: Learning attitude se kamyqbi mlti he...

          walaam dear ji Han bilkul AP ki bat thek hai k hamain forex forum per learning attitude rakhna chahea aur kbi b learning se peechy nhi hatna chahea aur na phr hamian apni learning ko kbi ignore kerna chahea q k jab Tak ham learn nhi karain ge ham kbi b earn nhi ker sakain ge is Lia bhtr hai k pehly AP log apni learning ki bhtr karain phr earning khud ba khud bhtr ho Jie gi..aur AP achi earning ker sakain ge
          • #6 Collapse

            Re: Learning attitude se kamyqbi mlti he...

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Own پيغام ديکھيے
            Assalam alikum friends...
            . learning mindset Se kamyabi mlti he hm knowledge k baghair forex men nakam hen hmen bonus ar profit krne k lye knowledge ar experience lrarn krne ki zrorat he trade men kamyab hone k lye bhi usse sekhne ki zroarat he is lye learning k baghair forex men success mumkin nhi
            Aapke Sach Das Mein Aapki learning ka bahut jyada impact Hota Hai agar aap Jyada Se Jyada learning Karke kam karte ho to aapki earning per bahut jyada effect padta hai aur aapki earning increase bhi hoti hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Learning attitude se kamyqbi mlti he...

              Dear Sir forex market may learning jitni zayada ho utna hi kam hay quen kay forex market may kabi bi currency ki movement aik jaysi nahi rahi hay kabi ya up may hay to kabi ya down may hay phir kabi ya head and shoulder banati hay or kabi kabar flower.
              • #8 Collapse

                Re: Learning attitude se kamyqbi mlti he...

                han g agar ap learn kana chate ho to ap ko mehnat karni ho gi aur mehnat hi ap ko kameyab banati hai agarap ne mehnat nahi ki to ap ko loss ho ga is liye hmain mehnat karna buha zarori hai aur mehnat kar ke agar ham trend ko follow nahi kar sakte han to sara kaam bekar ho gya hai kyon ke trend hi ham ne find karna hota hai aur agar tkar lain to ham kameyab ho jate hain
                • #9 Collapse

                  Re: Learning attitude se kamyqbi mlti he...

                  Hamara learning attitude hmare incoming bonous pe bht zeada sffect krta he jab forex k bare me ap k knowledege clear hu ga to phir ap behtr treeke c trde krne k qabil hu jaen ge r acha bonous kmaen ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning attitude se kamyqbi mlti he...

                    hamy achi learning hasil kar ky is mainm mehant sy kam karna chahey pher hi ham achi earning hasil kar sakty hain hamy apny lalach or emotion ko qaboo main rakh kar kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or kamayabi hasil kar ky acha bonus hasil kar sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning attitude se kamyqbi mlti he...

                      G Ap theak k rhy hain agr Ap learning me Intresting hain aur Ap ka attitude towards learning a to phir Ap ko agy barny se Koi ni rok skta humy agy pecchy signal ko follow karny ke bjay khud se learn kary aur phir us ke practice kary to yaqeen kary ap boht jald trading ko seekh ly gy ni to Ap ehsy he time pass kary gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning attitude se kamyqbi mlti he...

                        hamain learning kar k hi hum sucess hon gay aur hamain markt main analys ekar k hi hum perform karny k kabil ho sakty hain aur hamain is forum main bi enter hony say pahly is k bary main bi trade kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum perform karny main bi koi prblm na ho saky g aur hamain trade kar k hi hum perofrm karny main bi koi mushil na ho saky gi
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning attitude se kamyqbi mlti he...

                          exactly Jab Bhi Kisi Kaam ko continue Karte Hain Uske about Nali Jitna Nahin Hota learning karte hain knowledge banate hain tab hi usmein Baithe kam kar sakte hain for main bhi pahle aapko knowledge Nahin Hota learning. Ko Jyada interest Dena chahie Jab Forex ke bare mein Achcha knowledge Banega to ismein Behtar kam kar Payenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Learning attitude se kamyqbi mlti he...

                            Forex mein jo bhi members learning hasil karna chahty hain to wo mehnat kar ky learning hasil kar sakty hain aur kamyab bi ho sakty hain , agar hum kese kam mein learning gain karen gy to hum zaroor he us kam mein kamyab ho jaye gy , agar humare pas forex ka acha knowedge bhi hy to bhi humy chahiye ky hum mazeed knowedge hasil karny ky liye learning karty rahy to hum kamyab insan rahy gy forex mein ik new members ko humesha learning ki taraf focus karna chahiye tab he usy kamyab hasil hoge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Learning attitude se kamyqbi mlti he...

                              learning attitude se Hi kamyabi milati hai agar aap learning attitude lekar aaya aur yah chahte Hain ki aap jyada se jyada learn karne to bhi aap kamyab ho sakte hain learning kamyab hone ke liye specially forex mein bahut hi jaruri hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X