Kabhi bhi big profit ki umeed na rakhaen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kabhi bhi big profit ki umeed na rakhaen.

    yes dear big profit ki waja se bohat saray traders apna loss karwa letay hain is ki waja yeh ha kay wo greedy hotay hain zeyda profit lenay kay liey short time me forex me. aisa. mumkin nehi ha kuch traders big profit kay liey ya tu big lots ka use kartay hain ya phir aik se zeyda pairs me aik se zeyda trades open kar letay hain un kay mind me. hota ha kay wo jitni zeyda trades open karay gay utna zeyda profit mile ga wo. analysis ki parwa nehi kartay hain kay analysis strong ha kay nehi or weak. analysis ki waja se loss ho jata han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kabhi bhi big profit ki umeed na rakhaen.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
      Dear traders trading k doraan hamara aik weak point ye bhi hai k hum Big profit ki umeed rakh laity haen. Hum hamaisha profit k barey mein sochty haen. Halan kay humaen trades ko win karny k bary mein sochna chahye. Jab hum plbig profit ko apny mind mein rakh kar trading karty haen tu hum es lalach mein maximum trades karty haen aur ye bhool jaty haen k un trades ki quality kiya hai. Esi waja se hum loss karty haen. Hamaen aisi umeed nahi rakhni chahye aur proper risk and reward ratio ko daikhty howe trading karni chahye.
      Aap yah kah rahe ho ki Kabhi bigprofit ki Umeed na Rakho main yah Kahta hun ki aap lalach Na Karo Kyunki Jab aap lalach karte ho to aap Bina soche samjhe kaam karte ho aur Jyada profit banane ki koshish karte ho Jab aap pura plan Banakar kam Karoge To aapko accha profit Bhi Hoga
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #18 Collapse

        Re: Kabhi bhi big profit ki umeed na rakhaen.

        main to buhat bare bare profits ki umeed rakhta oon lekin depend karta hai ime frame pe ke ap kis timeframe mein kaam raghhe hain agar chota timeframe hai to stop loss aur take progfit kam lage n ge lekn agar bara imeframe hai to wahan ap ko loss bhi bara ho ga aur profit bhji ab ye ap ki apni strategy hpti hai ke pa ne kaan ayur kaise jkaam karna ai
        • #19 Collapse

          Re: Kabhi bhi big profit ki umeed na rakhaen.

          market ki movement ka koi pata nahin Hota kab kis Taraf movement kar Jaaye isliye market mein badi trade se nahin open Karni chahie Jyada profit ke liye proper plan bnao kar market Mein trading Karni chahie Apne risk ko manage Karke account be saved Rahe
          • #20 Collapse

            Re: Kabhi bhi big profit ki umeed na rakhaen.

            Ji han aapane theek kaha hai ke loss or profit kam ka hissa hai Jaruri Nahin Ki Hamen profit Hi Ho Agar Hamen loss Ho bhi Jaaye To hamesha, bro Himmat ke sath Apne kam ko Jari Rakhna chahie. Aur apne loss ko recover Karen gram Forex Mein acche tarike se kam Karenge To Ham profit Hasil kar Sakenge
            • #21 Collapse

              Re: Kabhi bhi big profit ki umeed na rakhaen.

              g dear ap ki bat bilkul thek hy dear member profit acha gain karny ka bhe ak time hota hy ak waqat hota hy har bar achy profit gain ni hota dear akser member asa he karty han k jab unhen kisi trade main acha profit gain ho jaye tu wo or zeyada profit gain karny kilye mazeed risk lina shuru kar dety han jis ki waja sy pher unhen loss ka samna karna parta hy account bhe kisi kisi member k is waja sy wash ho jaty han is liye tamam memberr koshsh karen k kisi bhe trade main rsk zeda na lien
              • #22 Collapse

                Re: Kabhi bhi big profit ki umeed na rakhaen.

                Nh bahi ap ki bat k sath me agree nh hn hame big profit ki umid q nh rkhne chhea hum ne jis kam ka aagaz kea he ye ek life changing. Forum he ap apne marzi ka bonous kma skte haen is forum pe is lea soch behtr rkheen
                • #23 Collapse

                  Re: Kabhi bhi big profit ki umeed na rakhaen.

                  bahut ahim bat ki ha bhai na ka kabhe bhe big profit ki umeed na rakhen esa nhe ka ka ap na 1 dollar ki entry le usi waqt ap ko 500 dollar ka profit ho jaye esa nhe ha dosto jab ham market ko analysis karty han to market hamen target bata deti ha ka market kahan tak ja sagti han bas wahen tak rehn jitna mil jaye kafi ha
                  • #24 Collapse

                    Re: Kabhi bhi big profit ki umeed na rakhaen.

                    Main aapki is Baat Se Mat fenk Nahin hun Ki Kami Kabhi Bhi bigprofit ki Hamid Nahin rakhni chahie balke Hamen Hamesha hi bigprofit ki Hamid rakhni chahie Kyunki Ham jitni Bade profit ki ummid Rakhenge ham utna hi Aage badh Payenge Agar Ham chhore change hi Chhota to Fir Hamen vah Lash hi hoga Agar Ham negative Sochenge To Hamen result bhi negative hi Milega Hamen Hamesha positive aur Bade Khwab sochne chahie Jo Hamesha Hamen Lash se bachayen aur prapt Den thank u kuch Bada karne ke liye kuch Bada sochana padta hai Hamen Bada sochana chahie Shukriya.
                    • #25 Collapse

                      Re: Kabhi bhi big profit ki umeed na rakhaen.

                      G bilkol ham ko big profit ke umeed ni rkhni chaiy pr ham ko ye umeed lazmi rkhni chaiy k ham pak forex sy ham mehnat kr k kmiyabi hasil kr skty hen or acha pesa hasil kr skty hen forex best business and god work hai g jo insan ye umeed delata hai k jo insan mehnat krta hai to zaror boht kuch hasil hota hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Kabhi bhi big profit ki umeed na rakhaen.

                        Dear trading karty howe aksar members lalach mein aa jaty hain aur over trading kar ky zayada eaning karna chahty hain to unhy loss hota aur un ka account bhi wash ho jata hy ess liye humy trading trading karty howe lalach nahi karne chahiye zayada profit ki lalach mein apna km profit waste nahi karna chahiye humy chahiye ky hum trading karty howe save trading karen aur km sy km lot size use karen humy chahiye ky hum thora thora profit gain karty rahy zayada profit ka na sochy warna humy loss bhi ho sakta hy
                        • #27 Collapse

                          Re: Kabhi bhi big profit ki umeed na rakhaen.

                          Dear friend market Mein proper plan bnao kar trading Karni chahie kabhi bhi market se big profit ekadam nikaalne Ki Koshish Na Karen Kyunki market ki moment ka koi andaza nahin Hota kab kis Taraf Munh mat karje proper plan Banakar money management ko follow karke Chale Thoda Thoda market se profit nikaalte Rahen
                          • #28 Collapse

                            Re: Kabhi bhi big profit ki umeed na rakhaen.

                            Big profit ki ummid rakhne ka matlab hai lalach karna. Aur jab Ham lalach Karte Hain To fir Ham loss karte hain. Lalas market Mein loss karne ka ek bahut bada Riya Hai. Kabhi big profit ki ummid na rakhen jo profit Aaye Usi per trade close Karte Hain.
                            • #29 Collapse

                              Re: Kabhi bhi big profit ki umeed na rakhaen.

                              A. O. A
                              Jahan forex profitable bussiness hai wahin loss b hota hai ziada profit k chakkar main. Behtar yei hota hai jo target banaya hai daily ka wo profit le market se nikal jayey warna jo profit main trade thi wo loss main chali jayey gi. Ahtiyat behtar hai or profit le market se out ho jain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Kabhi bhi big profit ki umeed na rakhaen.

                                Salam all dear friends han g ap ny tk kaha h hmy kbi b zada profits ki umeed nahi rakni chahiyy hmy tread sy jtna profit mil ra hta h hmy ose my hi satisfied rahna chahiy ni to zada profit lalch k chkro my a k hm apna acount wash kra bathy gy hmy sabar k st soch smaj k tread karni chahiy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X