forex aik online business hain ham is main trading karty hain agr ham sy koi be qalti hoo jaye to hamy loss ho jata hain agr ham loss ko cover nahi kary gy to hamara account be wh ho sakta hain is main market ka koi be qaasoor nahi hota ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим