kabhe trade loss main close na karo...apna maqsad bana lo is ko

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kabhe trade loss main close na karo...apna maqsad bana lo is ko
    Assalamau ALikuam my dear members main ap se agree karta hun ap ne bahut ache bat share ke hae ap ne forex main hum jo bhe trading karte hain wo kabhe loss main chale jate hain or kabhe zayada loss main bhe chale jte hain hamen cahiye ke hum is main sabar se kam karen or wait karen lakin kabhe bhe trade loss main close na karen hamen is ko apna maqsad bana lena cahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kabhe trade loss main close na karo...apna maqsad bana lo is ko

    Je hamesa small lot sy trade open karni chahe or agr trade loss ma chali jae to wait karna chahe, trade close karny ki jald bazi ni karni chahe, forex ma aksar pora pora week trade loss ma jati hai, es lae he to kaha jata hai k trading ma sabar b bhot zaruri hai,
    • #3 Collapse

      Re: kabhe trade loss main close na karo...apna maqsad bana lo is ko

      Mera jaha tak khyal hai k hum jab ais market mai koi trade lagye to aus k sath take profit aor stop loss laga ley aor aus time hum agar ais market mai trade lagaty hai to aus par hum ko ye faida hota hai k hum agar ais market mai trade lagaty hai aor aus k sath stop loss laga dey to aus par hum ko tension ni hoti hai k humra account loss ki waja se wash ni ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: kabhe trade loss main close na karo...apna maqsad bana lo is ko

        G ha brother ap n thk kaha hy k trade loss m close na kry lakin agr trend loss m hi ja rha ho to humy chahiya k trade ko close kr dy taky account wash hony se buch jaey aur agr hum lalach m a kr trade close nhn kry gy to ho sakta hy k hum ko loss m hoty hovy hamara accountcwash ho jaey
        • #5 Collapse

          Re: kabhe trade loss main close na karo...apna maqsad bana lo is ko

          A. O. A
          Dosto. I disagree with you. Jo aap ko Pata hai tend ho chuka hai to usi waqt apni trade close kar lo is phele ko or ziada loss ho jai. Aap chart main active rahey or Jahan aap ko lagey kntrand ho gaya hai to apna trade ko close kar de.
          • #6 Collapse

            Re: kabhe trade loss main close na karo...apna maqsad bana lo is ko

            Ji han aapne theek kaha hai hmein forex form ki markeet Mein apni trade kbhi bhi close nai krni chahye aur hmein aik profit Hasil krney ka maqsadd bna Lena chahie aur ussi ki follow karte hue apna kaam krna chahye
            • #7 Collapse

              Re: kabhe trade loss main close na karo...apna maqsad bana lo is ko

              Jab ap ki koi trade lagaty hain to wo agr loss mai chali jati hai aur kafi loss ho chuka hai to agr ap ke pass balance km hai to ap trade close kr dein wrna accnt wash hony ka bhi khatra hota hai. Lkn agr balance kafi hai para to ap us ko close na krein balky ap har trade ka 2 percent stop loss bhi zaror lagaya krein keun k aisa zarori nhi k ap jo bhi trade lagaye wo win hi ho...
              • #8 Collapse

                Re: kabhe trade loss main close na karo...apna maqsad bana lo is ko

                اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                Assalamau ALikuam my dear members main ap se agree karta hun ap ne bahut ache bat share ke hae ap ne forex main hum jo bhe trading karte hain wo kabhe loss main chale jate hain or kabhe zayada loss main bhe chale jte hain hamen cahiye ke hum is main sabar se kam karen or wait karen lakin kabhe bhe trade loss main close na karen hamen is ko apna maqsad bana lena cahiye
                Ham Logon Ko jaaiye ki kabhi bhi agar koi train loss mein chal rahi hai to use close na Karen Jab profit per a Jaaye tab usko close kar sakte hain to usko long-term ke liye Rakh sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: kabhe trade loss main close na karo...apna maqsad bana lo is ko

                  Sab se best option hai take profit aur stop loss agr hum analysis kar k trade open kartay han aur analysis ki bass par hum stop loss aur take profit ko set kar saktay han aur karna cahaiye is traha hum is tension se Bach saktay han aur trade khud hi close ho jaye gi aur agr stop loss aur take profit nahin hai aur trade loss mein hai tu hum ko market ka analysis karna cahaiye aur agr market waps ho sakti hai tu wait karna cahaiye aur agr waps nahin ho sakti tu trade ko loss mein close karna behtar hai kiok account wash se kam loss bahter hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: kabhe trade loss main close na karo...apna maqsad bana lo is ko

                    bahut hi achy bat share ki hy , ager hamein forex mn kamyabi hasil karny hy to pher hamein is mn chaye ky ham kabhi bhi forex mn trade loss mn close na kaire jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hsoakt ahy aur pher ham is mn ik achy earning bhi kar sakty hn so hamei kabhi bhi loss mn trade close nhe karny chaye aur pher is traha sy ham kamayab hasil kar skaty hn
                    • #11 Collapse

                      Re: kabhe trade loss main close na karo...apna maqsad bana lo is ko

                      Haan gee bilkul trading k asool mein ye asool bhi shamil hai kay ap kabhi bhi koi trade khud se close na karaen jab tak ap ko es bat ka yaqeen na ho jaye k trade ap k faver mein nahi hai. Ap us waqat tak trade ko close na karaen. Us ko take profit ya stoploss tak pounch y daen. Es tarha ap ki trading behter ho jaye ge kiyon k market ka kuch pata nahi chalta kiya pata ap ki trade stoploss ko hit karny lagi ho but wo wapis aa jaye aur trade profit mein close ho jaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: kabhe trade loss main close na karo...apna maqsad bana lo is ko

                        ji bilkul hamen kabhi bhi trade laws main class nahin karni chahie balke agar trade Ham trade lagate Hain to trade laws mein chali jaati hai to hamen vate karna chahie kyunki forex chij aisi hai jo log ismein intezar karte hain Safar karte hain vahi log kamyab hote Hain Jo log jaldbaji karte Hain vah kabhi kamyab nahin ho sakte kyunki trading meher pair upar niche hota rahata hai agar vah aaj upar Chala Gaya hai to ek do din tak vah niche aaega agar hamari trade loss mein chal rahi hai to vah ek na ek din profit mein a jayegi isliye hamen sabar karna chahie aur trade ke profit mein aane Tak ka intezar karna chahie.
                        • #13 Collapse

                          Re: kabhe trade loss main close na karo...apna maqsad bana lo is ko

                          trade meinclose karna buhat bari aci bat hai agar app close nahi karo ge to ye buhat bara loss de gi ap ko s liye mehnat kaarin ge to hi kameyab hon ge is lmein agar ap en mehnat karni hai to hi kameyab hona hai ap ko stop loss use katrna hai aur agar ap stop loss use nahikarain ge to ap kameyab nahi hon ge is liye mehnat karain aur earn karne ke liye acha kaam karan learn karan
                          • #14 Collapse

                            Re: kabhe trade loss main close na karo...apna maqsad bana lo is ko

                            hum trade laga laga kar acha bonus kama sakty hain firexx iak amm business ke nisbat acha business hain hum is mai raat mai be kam kar skaty hain hum is mai din maia be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy los ho jy ga is maai hamara koi be boss nahai hain
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kabhe trade loss main close na karo...apna maqsad bana lo is ko

                              w.salam ji han ap ney bilkul thek kaha hai jab ham traide lagaty hain foprex main to first hamri traide loss main chahli jati hai to ham ko pershan nahi hona chahi hai ham ko saber sey kam lena chahi hai ham ney jis muqsad k lia traide laga rkhi thi jab tak wo pora na ho jayai ham ko apni traide ko closs nahi karna chahi hai .
                              information for Beginners
                              Complete Forex Knowledge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X