Loss s kbi preshan na hm
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss s kbi preshan na hm

    G han dear mushkil wakat ho ya hamain business mein loss ho reha ho to hamain dono surton mein pareshan nahi hona cheye jitna ham forex mein loss hone par pareshan hote han utna hamri himat bhe kam hoti rehti hy es liye apni himat ko buland rakhne se ap zror achi taraki hasil ker sakty han or ye kamyab business hy jis mein ham din rat mehnat ker ke achi kamyabi zror hasil ker sakty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss s kbi preshan na hm

      Ge bilkul hum ki loss se kabhe bhe preshan nahen hona chahye Jo bhe loss uthata Hy us ki chahye k wo loss ane ki wajah tilash kren k kon galti ki wajah se loss Aya Hy phir usko theek kre or loss or profit es business ka hisa Hy Jo loss krta Hy wohe profit hasil krta hy
      • #18 Collapse

        Re: Loss s kbi preshan na hm

        Forex Ek Aisa business hai jismein loss aur profit hota rahata hai aur Loss ki Itni Fikar na Karen Kyunki Jis galti se aapko loss hua hai vah apni theek Karen aur next time inshallah aapko profit hoga to please apni Galti Sudharen aur profit kamaye
        • #19 Collapse

          Re: Loss s kbi preshan na hm

          Dear friends yah Baat bilkul sahi hai agar aap koi bhi kam Karen to usmein fayda aur nuksan donon Hote Hain agar aap Zyada mehnat aur use kam ke bare mein main zyada knowledge rakhte Hain To yakinan aap Loos se Bach sakte hain ISI Tarah Pakistan Forex may be Achcha knowledge Aur experience Hona zaroori hai tu hi aap achha profit Hasil kar sakte hain
           
          • #20 Collapse

            Re: Loss s kbi preshan na hm

            hamen log se kabhi bhi pareshan nahin hona chahie aur loss ko dekhkar hamen forex trading chhori bhi nahin chahie kyunki aaj agar hamara nuksan ho raha hai to cal hamen profit lazmi hoga aur agar trade loss mein chal rahi hai to hamen uske profit mein aane Tak ka intezar karna chahie jab profit mein a jaaye to fir close karna chahie aur hamen sabar se kam Lena chahie kyunki forex mein vahi log kamyab hote hain jo sabse kam karte Hain.
            • #21 Collapse

              Re: Loss s kbi preshan na hm

              Dear members ji bilkul sahi hai Pakistan Forex bahut Achcha business hai agar aap Kisi vajah Se loss ho jata hai to aap Pareshan Na Ho balke aur Zyada mehnat Karke Pakistan Forex ke bare mein zyada knowledge Hasil Karen aur aur apne loss ko recover karne ke liye trade lagakar Sabar se kam Le kar is se Prophet Hasil Karen
               
              • #22 Collapse

                Re: Loss s kbi preshan na hm

                forex market Mein law Sabko hota hai apne law se pareshan Nahin Hona chahie loss se hone wale mistake Ko Dekhe learning Karen apni mistake se sikhate Rahen Uske bad Forex Mein kam job reading karne ke liye Apne risk ko manage Karke Chale jo bhi loss Ho different trades Mein recover Hota Rahe
                • #23 Collapse

                  Re: Loss s kbi preshan na hm

                  Dear Loss ki waja kiya aap us ko daykho agar aap nay aik bara loss kar diya hay to ya nahi hay kay aap us check na karo pahlay loss ki waja ko check karo ho sakta hay kay aap nay tecnical analysis ko sahi tarha say use kiya ho or indicators bi sahi hone laykin phir bi aap ko loss ho jay to phir iss ki waja kiya thee ho sakta hay kay market ki over flowing ho.
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss s kbi preshan na hm

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anees123 پيغام ديکھيے
                    Meet khayal k mutabik app logn ko chAhye kh app logn ka agar loss hojae to app log us s seekhain kh Apny ghlti Kahan par ki Jo Apko ziada seekhaega
                    Last trading ka ek important part lost Ho Jata Hai male or se tension Nahin Leta main aap Jaise namunon se tension Leta Hun Jinka kam form per Faizul kam karna hai aur dusron ka nuksan karvana hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss s kbi preshan na hm

                      loss agar hmainhota hai to shayad ham sab hi kahi na kahi pareshan hote hainlekin ius ko jkehte nahi hai is liye agr loss hota haio troap pareshan hote hainto koi bat nahi lekin agar usmein ap trading krte hainover trading start kar dete ain to ye galat hai is meinap ko loss ho ga is liye agar ap ne acha kaam akrna hai to ap ko mehnat arni ho gi tb hi ap kameyab ho sakte hani
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss s kbi preshan na hm

                        g dear humen forex trading main kabhe bhe loss sy ni ghabrana chyue dear ak bat ap sub member jhaan main rakh liebn dunaya k jitny bhe business han un main sy koi bhe asa business ni hy jis main ap ko loss ka samna na karna parey dear har business main loss ak hissa hy business ka ye har member ko hota hy loss kar k he tu member pher kamiyab business man ban sakta hy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss s kbi preshan na hm

                          Losses se pareshan hone se Agar profit Mil Jata to expert traders Kabhi Bhi mehnat Na Karte balki vah bhi losses per Pareshan hokar kamyabi Hasil kar lete Hamen chahie ki Jab Bhi loss. Ho Pareshan Na Ho balki acchi kamyabi Hasil karne ke liye Apne dost se nirdesh Hasil karne ki koshish Karen aur Khud Ko Kamyab banane ke liye Apne knowledge ko day by day increase Karte Rahe

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X