Forum main post se pehle thread karen to post ki limit q puri ho jati hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum main post se pehle thread karen to post ki limit q puri ho jati hai?
    Assalam o alaikum respected members.. Umeed hai ap sb thik hongy.. Mera ap sb se sawal ye hai k jb hm post se pehle thread create karte hain to post ki limit pehle hi q full ho jati hai? Jb k hm ne post kiye hi nhi hote.. Iski kya waja hai seniors plz guide karen..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forum main post se pehle thread karen to post ki limit q puri ho jati hai?

    yah aapki baat bilkul theek hai agar aap subah subah uthke thread laga denge to vajah se aapki post ki limit Puri ho jayegi isliye aapko chahie ke pahle kuchh Na kuchh post kar lena uske bad aap dhada dhad thread lagaenge to aapko kuchh fayda hoga aur aapko Kisi kism ki Koi andhe ki bimari nahin kar sakti jisse aapka nuksan Ho
    Last edited by ; 05-02-2020, 09:13 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Forum main post se pehle thread karen to post ki limit q puri ho jati hai?

      Posts ki limits pori ys wqt huti hen jab ap bht ziada acces krty hen websit ko hemn chahye k hm ziada ecces dene ki abajeye isko aran se kren ta k ziada over load bhi na hu aur is ke illawa hmari jab 50 posts huti hen to us se ziada hm nahi kr skty hen q k ye uski limiyt k khikaf hy
      • #4 Collapse

        Re: Forum main post se pehle thread karen to post ki limit q puri ho jati hai?

        Hamen ek sath mein bahut se theards ko post nahin karna chahie hamen chahie ki Ham posting ke dauran waqt waqt se thread post Karen agar Ham ek hi bar mein third post kar denge to tab hamari limit Puri ho jayegi ya system automatically kam kar raha hota hai isiliye hamen chahie ki ham waqt se waqt se posting Karen
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Forum main post se pehle thread karen to post ki limit q puri ho jati hai?

          Dear aisa ni hota hai k ap ais forum par thread lagye gay to ap ko ais mai ap ki limit pori ni hoti hai agar ap ais forum par posts kary ya thread lagye ap ki daily ki jo limit hai wo hi rehti hai agar ap ais mai daily kaam kary gay to ap ko ais mai apni thread k hisab se acha bonus mil jata hai aor aus par ap trade kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forum main post se pehle thread karen to post ki limit q puri ho jati hai?

            G dear ap ny ek acha sawal pocha hai keh posting se pehly ya daoraan mein hum threads ko create ker dein to hmari posting ki tadaad bhi kam ho jati hai kyun keh threads ko post mein count kiya jata hai to behtar tareeqa ye hai keh hum apni post ko pehly complete ker len aur phir apni threads ko create kren gy jis se hmari effort aur mehnat bhi ziyada hogi aur mumkin hai keh bonus bhi increase ho jaye.
            • #7 Collapse

              Re: Forum main post se pehle thread karen to post ki limit q puri ho jati hai?

              posts ko limit main rah k hi hum cahi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main bi trader banany say pahly is k bary main kam kar k hi hum achy say trade kar k hi hum run karien gy aur hamain market main kam ka rk hi hum achy say trade karny ymain bi koi prblm n ho saky gi aur hamain market main bi trade kar k hi hum sucess hon gay
              • #8 Collapse

                Re: Forum main post se pehle thread karen to post ki limit q puri ho jati hai?

                ham aik din main 50 posts or 4 threads reply karty haih hamy pheky posts or pher threads reply karny chahey pher hi ham apny kam ki limite ko pora kar sakty hain hamy achi planing bana kar is kar is main hpori tawo sy kam karna chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain yai aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forum main post se pehle thread karen to post ki limit q puri ho jati hai?

                  G haa dear fellow forum me post mukamal hone se pehle limite ka pira ho Jana to is me dosto hame pareshaan nahi honaa chahiey balkeh hame apne kisi senior friends se mashwarah karna chahiey aor apni problems ka solution dhoondna chahiey tAbhi hamara masla solve bhi hogaa.
                  PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                  • #10 Collapse

                    Re: Forum main post se pehle thread karen to post ki limit q puri ho jati hai?

                    han g bilkul dear forum main agar hum threads se pehle koi bhe post na karen to hamarae pas error a jata hae jis se hum phir furthur posting nhe kar sakte hain to hamen cahiye ke hum is main jab bhe threads karen pehle to threads hamen last main karne cahiye or is ke bad hamen cahiye ke hum threads karne se pehle posts lazmi kar lene cahiye take yeh error na aye or hum apna posting ka target complete kar saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Forum main post se pehle thread karen to post ki limit q puri ho jati hai?

                      G dear yeh hota hy k agr ap phly threds create krty hy to phr oak forex forum p hum posts nhn kr sakty to as ki waja yeh hy k forex forum hanari threds se hi limit pori kr daita hy to hum sb ko chahiya k ibhi bhi threds phly na kry balky phly posts kry bad m threds create kry
                      • #12 Collapse

                        Re: Forum main post se pehle thread karen to post ki limit q puri ho jati hai?

                        Ziada se ziada threads ki limits 3 ya 4 rakhni chahye aur baki ki ap post kry to merey khiyal se behtr hai keun k hamary pass kul mila ke 50 post hoti hain jin mai threads bhi shamil hain aur posts bhi...
                        • #13 Collapse

                          Re: Forum main post se pehle thread karen to post ki limit q puri ho jati hai?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: coinpo پيغام ديکھيے
                          Assalam o alaikum respected members.. Umeed hai ap sb thik hongy.. Mera ap sb se sawal ye hai k jb hm post se pehle thread create karte hain to post ki limit pehle hi q full ho jati hai? Jb k hm ne post kiye hi nhi hote.. Iski kya waja hai seniors plz guide karen..
                          Forum ke upar Ham Logon Ko posting Se Pahle Kabhi Bhi tried open Nahin Karni chahie Ham Logon Ko chahie ki ham log bich Mein Ek do French Open Karte Rahe for example 10 posting ke bad Ek third open karne to hamare Kaun ko koi masla nahin Hoga Koi option Nahin aaega
                          • #14 Collapse

                            Re: Forum main post se pehle thread karen to post ki limit q puri ho jati hai?

                            Dear member ye bhi forex ka hi eik rule hai k ham post se pehly threads nahi ker sakty ager ham apni ppsting ka start threads se lety hain to hamy forim ki trad se posting limit pori hony ka error show ho jata hai start main jab info nahi thi to aesa kai bar hua but ab pehly post kerty hain phir threads beshak 1 ya 2 posts kerny k bad bhi threads ker sakty hain but kbhi bhi thread pehly na karen werna limit error ajay ga r ham kuc time k liye posting nahi ker paty
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forum main post se pehle thread karen to post ki limit q puri ho jati hai?

                              50 posts aur 4 threads hain agar ap ki limit is se kam pe poori hotio hai to ap ko asking karni chahiey ta ke ap acha kaam jo kar rahe ho us ka ap ko proper benefit miol sake is liy acha kaam karna buhat hi zarori hai agar ap mehnat karo ge to h kameyab ho ge mehnat arna buhat hi zarori hai aur agra ap mmehnat nahi karo ge to hmain earning nahi mile gi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X