Trading plan
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading plan
    Har kisi ky pas apna trading style aur trading plan hona chaheye aur humen Agar ache trading krni Hai aur acha profit hasil krna Hai to phir humen apna aik trading plan bna kr apny room men samny paste kr dyn aur apni trading ko us ky according open aur close kren ap dekhen gy ky ap ko ache kamyabi aur acha profit hasil ho Jae ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading plan

    Trading mein planning ka hona bahut jaruri hai aur planning ke sath ki Gai trading hamesha hi kamyab hoti hai isliye hamen trading ke liye planning karna bahut jaruri hota hai jab Ham trading ke liye acchi planning karte Hain to tabhi hamen acche resorts milte Hain aur jab Ham trading planning ke bagair karte hain to tab Ham kamyab nahin Ho paate Hain Jo bhi log is business mein kamyab hue hain vah apni planning aur apni discipline ki vajah se kamyab hue hain isliye hamen bhi apne se senior logon ko follow karte hue jarur trading ki planning karni chahie
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Trading plan

      Achi trading kay liye hmaray paas bohat he bahtreen plan ho yaani trading plan sey hamari trading tarteeb mei chalti hay esliye humay achay plan ka sahara lena hota hay Trading mei kamybi achi mehnat pe he li jati hay aap ko hard working chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Trading plan

        Forex trading men jab tak pahlay achi planning nah karen achi trading nhi kar saktay iss liay pahlay acha knowledge aur experience hasil karen aur apna acha bonus create karen aur phir market ka anaylsis karnay ka experience hasil karen aur phir small lot size ko use karen aur thora thora kar k apna profit increase karen
        • #5 Collapse

          Re: Trading plan

          G Han dear members trading main Kam krty howy AP ko chahay k Dil sy Kam krain r ek Kamyab trade kr k ek accha experience hasil krny ki koshish krain take AP Kamyab ho skain AP ki kamyabi AP ko accha experience hasil krny ki koshish krain take AP ko chahay k Dil sy Kam krain
          🌼 Never Give Up 🌼
          • #6 Collapse

            Re: Trading plan

            G Han dear member forex trading m ap ko Kam krne Kelly AP chahie k ap Dil lga KR Kam Karen aur pore teyare ke sath forex form m tread lgane agr AP planning ke sath tread lgane chahie qk is m ap ko loss bhi Ni hoga
            • #7 Collapse

              Re: Trading plan

              hamain planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain is k bary main trade kar k hi hum run karien gay aur isf orum main mind ko fresh kar k hi hum sucess ho skty hain aur hamain is k bary main bi kam ka rk hi hum apni har zroat ko pora kar k hi hum real main bi trade karien gay aur trend ko use kar k hi hum run kar skaty hain it is best job
              • #8 Collapse

                Re: Trading plan

                ji han bilkul har kisi Ke pass apna apna trading plan aur trading experience hona chahie kyunki Jo trader apne confidence ke sath khud Se Hi trading karte hain vahi acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aur acchi kamyabi Hasil karne ke liye achcha experience bhi bahut zaruri hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading plan

                  Achy plan wali trad kamiyab trad kehlaati hai Jo log market ki smjh rakhty Hain planning sy trading karty Hain Tu wo log Forex trading main Kabhi nakam bag n ho sakty has n AUR Forex trading sy Acha profit kama sakty Hain hame cahaheay k Forex main Achi trading Kiya Karen jaldbazi bilkul bhi na Kiya Karen q k jaldbazi nuqsan Hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading plan

                    G Bhi agr Ap ne trading ko as a professional join karna a to ap k pass ik plan hona chiey jis me Ap ko khuch rule aur regulation bnany hoo gy aur phir un pr haml Karna o ga aur Ap koi be plan bnao phir us me changing na Karo Jb b Ap Apny plan ko disturb Karo gy Ap ke trade be disturb o ge is liey ik well plan bnana chiey aur us ko Apni trade pr lagoo Karna chiey
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading plan

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Hareem fatima پيغام ديکھيے
                      Har kisi ky pas apna trading style aur trading plan hona chaheye aur humen Agar ache trading krni Hai aur acha profit hasil krna Hai to phir humen apna aik trading plan bna kr apny room men samny paste kr dyn aur apni trading ko us ky according open aur close kren ap dekhen gy ky ap ko ache kamyabi aur acha profit hasil ho Jae ga
                      Aapane bataya Hai Ki Har Kisi ka Apna Apna trading Ka Plan hota hai ISI Tarah Hota Hai Har Koi Apne plan ke mutabik chalta hai Ham Logon Ko chahie ki trading ke liye planning Karen planning ke sath Jab ham log kam Karenge to ham log kam hai aap Jarur Ho jaenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading plan

                        Jiya her Har Kisi Ko Jab vah trade leta hai use chahie Ki vah Koi Na Koi Koi Na Koi plan banaa le kar usse Uska Kya Hoga ka our as ka zan ma tread ka sath sath our bhe plan hona jaua ka as ka kia answer nikla ja our
                        Our as ka subab as ko ya bhe pata hona ja ya ka as na as tread kia bad kia kr na ha as lua tread ka doran hum ko koi cjez ka paln kr lua ja as lua hum our bhe ka kam kr skta ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading plan

                          hamy achi planing kar ky is main achi or mayari trading karni chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is main apni amrzi ay bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain hamy is main kam karny ky liye kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham gar beth kar is main kam kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading plan

                            trading planji Jab Ham trading planning ke sath Karte Hain to is wajah se hamara target pura ho jata hai proper planning banane ke liye sabse pahle Hamen market ki learning karni hogi kyun k market ki learning ki wajah se Hi Ham apni proper planning ko execute kar sakte hain hamesha target set karna bahut zaruri hota hai kyun k Jab Ham target banaa lete hain to use target ko achieve karne ke liye zyada hardworking Karte Hain Is tarah se market ki planning mein bhi yahi hota hai market ki planning ki wajah se agar Ham proper planning banate hain to is wajah se Ham market ko profit Le sakte hain market mein se profit Le sakte hain trading mein planning banane ke liye sabse pahle market ki learning karni hogi market ki learning hamari planning ke liye bahut zaruri hai kyun k Jab hamari planning main market ki learning hogi to Ham market ki learning ki wajah se aise hi market ko kar sakte hain aur is wajah se hamara bahut zyada fayda hota hai isliye Hamen market ki learning karna zaruri hai aur apne senior se bhi Hamen market ki learning mil jaati Hai seniors ke pass market ka bahut zyada experience hota hai kyun k wah bahut pahle se trading kar rahe hote hain aur proper planning ke sath hi trading karne wala trader hi Kamyab hota hai proper planning ke sath zyada hard working aur determination bahut zaruri hoti Hai Is tarah se Ham zarur Kamyab hote hain trading ke liye yah bahut zaruri hai is se bahut zyada success ke chances hote Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading plan

                              Bhai jaan hr bnda forex business me trading apne style se krta Hy hr kse ka apna tareqa Hy koe es me planning kr k trading krta Hy or koe analysis KR his par trade bnti Hy us ptrade krta Hy bass Jo Jahan mutmaeen hota Hy wo wahen trading KR k acha profit hasil krta hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X