Without analysis trading ka koi faida nahi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Without analysis trading ka koi faida nahi hai

    Agar ham log yah baat sochte hain ki bagair analyse kiye ham log market ke andar survive kar Payenge aur Market ko Jeet Lenge to yah Ham Logon Ki Sabse Badi bhul hai is agar aap analyse kiye bagair trade open Karte Hain To Hamesha hi loss Mein Jayegi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Without analysis trading ka koi faida nahi hai

      without analysis trading without analysis trading Karne se humara buhat zaida loss hota hai trading mein analysis karna buhat zaroori hai jab hum analysis karte hain to humein market ki bahut zyada information mil jaati Hai jis wajah se hamara bahut zyada fayda hota hai trading hamesha analysis ki base per hi karni chahiye aur technical analysis ke bare mein learning Karen kyun k Jab Ham technical analysis ke bare mein learning Karte Hain to Hamen support aur resistance level ke bare mein pata chal jata Hai jo k har trading mein bahut zaruri hota hai is se trader ka bahut zyada fayda Hota Hai jis wajah se wah market ko samajh Kar market ke sath chalkar market mein se apna profit Le sakta hai trader ko analysis Karne ka tarika hamesha learning karne se aata hai aur uske sath sath trader Google se trading karne ke bare mein bhi bahut sari videos dekh sakta Hai jiski wajah se trader ka bahut zyada fayda hoga trader ko hamesha analysis karne ke liye zyada hard working karni paregi kyun ke analysis hamesha hardworking karne se aate Hain hamari trading mein bahut zaruri hai aur analysis ki wajah se Hi Hamen trading ke bare mein knowledge milti hai aur trading ke bare mein information hoti Hai fundamental analysis bahut zaruri hai fundamental analysis Jo Hota Hai woh hamesha is baat Ko samajhta hai aur woh hamesha hamesha har trade mein profit leta hai fundamental analyser bahut zyada acha trader hota hai jisko fundamental analysis karna aata hai fundamental analysis and technical analysis market ki backbone hai agar trader ko in donon ke bare mein bahut zyada information Hai to definitely woh bahut acha profit Le sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Without analysis trading ka koi faida nahi hai

        g dear ap ki bat bilkul thek hy jo bhe member market ko bena analysis keya koi trade open karty han tu wo os trade sy abhe bhe acha profit gain n kar pata acha profit wo tab he gain kar paye ga jab wo market ko achy sy samjh kar analysis kareye ga or sath he trade open karny sy phly senior member sy mashara kar k trade karey ga tab he pher wo os trade sy acha profit hasil kar saky ga
        • #19 Collapse

          Re: Without analysis trading ka koi faida nahi hai

          bilkul trade karne se pahle Puri market ka ek proper tarike ke sath analysis karne aapka analyses hi aapko is baat ka yakin Rani karega kya aapko putra prapt hoga bagair analysis ke trade karna aapko nuksan ki taraf se lekar ja sakta hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Without analysis trading ka koi faida nahi hai

            Bilkul sahi dear agar hum without analysing k trading karengy to humko Forex mn kabhi bhi kamyabi nhi milegi is business mn kamyabi k liye humko pehly market ko achy se analyse krna buht zaruri hai jitna hum market mn annlyse karengy humko utna hi kamaybi hogi agar humy market mn zada se zada kamyabi chahye to us k liye humko zada se zada mehnat krni zaruri hai bina mehnat k kamaybi nhi mil sKti hai forex mn

            اب آن لائن

            Working...
            X