How Emotions effects forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How Emotions effects forex trading
    friends emotions do tarah sy forex trading ma effect karty hen agar ham is pa control kar len to hamary forex trading ma kamyabi ka chances kafi had tak barh jaty hen. Aik to jab ham ny koi trade open ke hoti hy to ham market ke movement ko dwkh k emotiona ho jaty hen and sahe jaga pa trade ko close nai karty kabi ham trade ko loss ma close kar lety hen ya phir ziada profit k chakar ma parh jaty hen and dosra ham sahe entry point ka wait nai karty and market ke movement ko dekh ka emotional ho kar trade open kar lety hen .
    Mery khayal ma agar is pa kabu pa liya jy to phir ham forex trading ma stand kar sakty hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How Emotions effects forex trading

    Trading pay emotions bahut jyada asar andaz hote Hain isiliye hamen apne emotions ko control karna bahut jaruri hota hai agar Ham trading ke dauran apne emotions per control nahin karte hain aur ham baar baar apni tradeco open aur close karte rahte Hain to is se hota yah hai ki Ham apni sari amount waste kar lete hain hamen chahie ki Ham apni motions per control Karen aur market ko acchi tarah se samajhte hue hi trade liya Karen agar Ham bagair soche samjhe trade lenge to Ham jarur apna nuksan kar lenge
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: How Emotions effects forex trading

      bhi jan har cheez ke 2 pehlo hote hain ek pehlon nagetive our dosra positive hota hai to agar ap emotion ache ke sath kaam karte hain to ap ko us ka faida hota hai our ye forex business mian kamyab emotions hote hain our agar ap forex business main emotion par controle nhi kar pate to ye ap ko lye loss late hain.
      • #4 Collapse

        Re: How Emotions effects forex trading

        Dear members trading main Kam krty howy AP jb mehnat krty Hain to AP ko jb Thora profit hony lagta Hy to AP jaldbazi main r emotional ho kr Apna trade close kr dety Hain jis ki wajah sy AP Kamyab nahi ho paty Hain AP ko chahay k mehnat krain r ek accha experience hasil krny ki koshish krain take AP Kamyab ho skain
        🌼 Never Give Up 🌼
        • #5 Collapse

          Re: How Emotions effects forex trading

          Emotions forex ko bht zeada effect krty hy to humy forex trading p apny emotions p control rakhna chahiya aur loss ki sorat m ghabrana nhn chahiya bakky hosly aur himat k sath kam krty rehna chahiya
          • #6 Collapse

            Re: How Emotions effects forex trading

            emotional trading buhat hi risky hai ya main agar yoon kahoon to galat na ho ga ke jitna bhi ham loss karte hain agar ham emotiopsn ko control kar lain to wo 90% cover ho jata hai is liye mehnat karain is ko control karain aur tab hi ap kameyab o saken agar nahi karainage to ap ki kameybai ka koi faeda nhi ho ga p ko loss ho ga ap ka bonus zaya ho jaye ga
            • #7 Collapse

              Re: How Emotions effects forex trading

              Jab Ham trading karte hain to hamare emotions Hamen acchi trading Nahin karne dete Jab Hamen trading Karni Ho To Hamen Apne emotions ko side per rakhkar trading karne ki koshish Karni chahie emotional discipline Hona bahut hi jaruri hai Forex trading Mein expert traders Yahi Kahate Hain Ki Jab trading ki Jaaye to emotions ko side per rakhkar trading ki Jaaye
              • #8 Collapse

                Re: How Emotions effects forex trading

                agr ham is main emotion or lalachi ban kar is main kam kary gy to hamy loss ho sakta han or hamara account e wash ho sakta hain hamy apny emotion ko avoid kar ky is main mehant or lagan sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main out off account bana kar be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: How Emotions effects forex trading

                  Mere dost agar ap emotional ho kar trading kar ge to ap se trading ke waqt bohat se mistakes ho jaye gy aur trading me hame loss apny mistakes ki wajah se he hota ha hame trading me kabhi bhi emotional nahi hona chahiye agar apko loss hua ha to uska samna kare
                  • #10 Collapse

                    Re: How Emotions effects forex trading

                    hamain market main planing kr k hi um sucess hon gay aur hamain is forum main kam kar k hi hum achi trade karien gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi tab hi hum run karien gay aur market main bi trend ko use kar k hi hum achy ysay trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamaine arn ho
                    • #11 Collapse

                      Re: How Emotions effects forex trading

                      Aapane bilkul theek kaha hai emotion ka negative Asar padta hai Hamari trading per Agar Ham emotion ko control karke trading karte Hain To Ham kha Si acchi trading kar lete hain isliye Humko chahie ki Ham trading emotion ke sath bilkul na Karen balki Apne mind istemal karte hue trading Karen Is Tarah Se Ham Kamyab ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: How Emotions effects forex trading

                        Dear iss kaa aik hi hal hay agar aap kay paas equity ziyada hay to phir aap emotional feel nahi kar tay ho quen kay aap nay jo entry li hay us ko profit may aana hi aana hay iss liay agar aik saal bi lag jay to bi aap kay liya masla nahi banta hay laykin agar aap kay paas equity kam hay or aap nay entry li hoi hay to aap to emotional feel karo gay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: How Emotions effects forex trading

                          Ji haan my dear fOrex forum friend Forex fOrum Platform Trading mn humko cHahye k hum apny emotions ko control Karen humko forex forum mn buht zada mehnat karni chahye ta k buht zada kamyabi ho kamyabi k liye humko buht zada mehnat karna buht zaruri hai hum kamyabi k liye jab Tak effort nhi karty Hain humko kamyabi hasil nhi hoti hai humko chahye forex mn buht active work karen jab Tak forex forum mn actively work nhi Kiya jata tab Tak kamyabi nhi milti hai aagr emotions ko control kya to market mn kamaybi hogi ....

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X