are you still learning about forex ????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Yes dear me abi b forex ko learn kar raha hun bcz ye aik bohat washer bussines ha is ke bare me jitna b knowledge ho WO kam ha or ye ke jitna b knowledge ho ga utna loss kam ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      learning ka marhala aesa marhala hai jiss me say hume pori zindagi he guzarna parta hai or hum us ki madad say zyada dair tak achi tarha say sub kuch kar liya kartay hain yehi kamal ki cheez humaray liye ho sakti hai k hum kissi tarha say mehnat kare or mehnat say he sub kuch mill pata hai.
      • #63 Collapse

        yr dekhein learning tou kubhie khtm ho hi nahi sakti hai kiyunki insan hr br ek new cheex sekhta hai mein tou yehi kahunga k mein abhi bhi forex ko sahi tareeqy se seekhny ki koshish kr ra hun taky mein forex business mein sahi tareeqy se kamiyab hojaoun
         
        • #64 Collapse

          learning for the basics in the forex trading is not just enough becaus the market is so tough and we had to upgrade the skills and strategies for the best planned trading so we need to search from different sites for the knowledge about the trades and skills it is important.
          • #65 Collapse

            baat ye hoay kay maine jab new trading seekhi thi maoine uss time mei gold mei trading shru ki tahoai maine kuch din kaemaya phr gold ki samaj he nahe arahi thi socho kuch ho kuch jata bohat loss keya esliye chorr diya gold
            • #66 Collapse

              dear mery mind me learning ki koi last stage nahi hay es ko jetna b app learning karen gey kam hay experts traders b learning karty rehty hey
              • #67 Collapse

                nahin dekhain esa bilkul nahin hae jesa ap smjh rahay hain.. Forex ek esa vast business hae jis k baray main hamen hamesha knowledge gain karte rehna chahyie kynk jitni zada or achi knowledge hogi hamaray pass hum utni he achi earning kar sakenge iss business se.
                 
                • #68 Collapse

                  Learning ka process kabhi bhi khatam nahi hota aur yeh hamesha continue rehta hy. Jo log aik bar learning kr key chhor detay hain unhain market ki update nahi milti hy aur un key decision wrong ho jatey hain. Is leye jab bhi trading krni ho pehlay market ki update lain aur phir us key mutabiq lots lagayen. Jo bhi expert ya successful traders hotey hain woh learning ko continue rakhtey hain.
                  • #69 Collapse

                    Assalam u alikum friend me samjhta hun k expereince gain kerne k liye humein practice ko kbhi nhi chorrna chaiye, or sirf 50 threads kerne se koi forex me acha trader nhi ban sakta hai humein demo per practice kerni chahiye, or postings se iss forum se bhi information gain kerty rehna chahiye.
                    • #70 Collapse

                      hanji bhi jan forex trding is very very inpostant hy in this market forex trading ma hum logo ko is apr dill lga kar kam krna hy pher he hum ko is par kam krny ka fida hota hy
                      https://t.me/pump_upp
                      • #71 Collapse

                        han dear ye aik good buiness hai si ko bhaut sy loog kr rahy hain ye aik acha buiness hai si ko kisi tiem bhi kjakst hai ye aika cha buines shai si ko mehnt sy kiajta hai ye aik dunya ka acha buines hai
                        • #72 Collapse

                          Since I myself am still a beginner, not much will advise, but I know for sure - that before you get into the foreign exchange market, should be made at least a week of time and learn the basics of Forex trading and what to expect from him
                           
                          • #73 Collapse

                            when you do not know what you're doing, and why. Not only giving when doing nothing at all. And in fact, in order to decide where to go and how - over map to explore. Here are the basics of Forex and presenting at least a few methods or TC - this is the card.
                             
                            • #74 Collapse

                              g han bhai jan main apki baat se agree kerta hn k jub hum simain posting kerty hain to humain is main se hi bht seekhny ko mil jata he lakin aysa nahi he k hum just is main posting ker k hi expert ban skty hain. humain demo account per b practice kerni chahiye aghr hum is main kamyab hona chahty hain or humain is main daily daily learning ki zroorat hoti he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                My dear friends mere khayal main forex ki learning kabhi end nai hoti forex traders jitna bhi forex ke bare main learning karin or jitna bhi practice karin kam ha. is liye forex traders ko learning karte rehna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X