Acchi trading ke liye acche discipline ka hona bahut jaruri hai aur agar Ham discipline ke sath kam karte Hain to tab hi Ham kamyab Ho paate Hain trading mein discipline kya hai
trading mein discipline yah hai ki hamen koi bhi aisi trade open nahin karni chahie jo ki Ham aankhen bandh karke aamtaur per open kar lete hain hamen market ko sahi tarike se analyse karna chahie aur mukhtalif kism ke timeframes ko use karke maarpeet ki movement ko dekhna chahie tab jakar hamen Koi trade open karni chahie aur trading ke rules ko obay karna hamara pahla step hota hai aur yahi discipline hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим