Indicator ko kam se kam use Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator ko kam se kam use Karen
    main apne tamam doston se request karunga ki trading mein vah indicator ko kam se kam use Kiya Karen main bahut se aise new logon ko dekha hai joker trading ke liye bahut se indicators ko use karte hain jab ham ek se jyada indicators ko use kar rahe hote hain to tab Ham confuse ho jaate Hain kihar indicator ki apni reading hoti hai aur jab Ham sare indicators ki reading ko read karte Hain to tab Ham theek faisla nahin kar sakte isliye indicator ka istemal kam se kam kiya jaaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator ko kam se kam use Karen

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے

    market mein jo new log aate Hain unko acchi tarah ki information nahin hoti hai isliye ke vah samajhte Hain ki agar Ham bahut se indicator ko use karenge to hamen bahut acche results milenge lekin aisa mumkin nahin hai aur vah isiliye lose Ho jaate Hain jahan tak hamen sirf ek indicator ko use karna hi best rahata hai aur ISI se Hi ham acche analysis kar sakte hain
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Indicator ko kam se kam use Karen

      Je dear ik time py 2 sy zayada indicators use ni karny chahe kiu k es sy confusion barh jati hai, har indicator ka result alag ho ga or apko samaj ni ahe gi k es waqat kon si trade open ki jae, es lae hamesa wo he indicators use karny chahe jin ka use karna apko achi tarha ata hu,
      • #4 Collapse

        Re: Indicator ko kam se kam use Karen

        ye bat ap ny achi khi h k indicatr ka ostmal km sy km krin is m fada h ya nuksan is ka pta ho ua na ho bs kam ko krtu rhin or bs hr kam m dil chspi ka muzhara krin bat ka javn daty vkt davl ko acho trha phr lin os ky bat ka javn dana chri kr din ok is ay achi erning ho skti h
        • #5 Collapse

          Re: Indicator ko kam se kam use Karen

          Me ap se agree kerta hun dear k k forex trading men aik se zayada indicators k istimaal confuse ker deta hay pher trader sehe decision nae le skata,mere khyal men ap zada se zadyda two indicator use ker skte han jo authentic bhe han r is k results bhe bhut achee han,in men RSI indicator sab se best hay men ne ese indicator bhe dekhe han jo totally confuse ker dete han i se bachen warna ap loss ker bethen geen.
          • #6 Collapse

            Re: Indicator ko kam se kam use Karen

            assalam o alikum my dear and respected forex member kesy hein ap umeed hy keh app sab khariyat sey hun gy han g bilkul sahee kha hy keh hamin indicator ziada use nhi kernuy chahiy belkeh aik indicator use krein aour ussi sey faida uthain aour ham indicator ko iss trah use krein keh wo hamin faida hi faida ho.
            • #7 Collapse

              Re: Indicator ko kam se kam use Karen

              Ma apne tamam dosto sy kehta hoo indicator ka istamal km kre kyun as ki wajah sy hum 2 ya 3 indicator ki wajah sy hm bhool jaty han k hum ne konsa account istamal kia tha is ki waja sy hum bahut preshann hoty haann
              • #8 Collapse

                Re: Indicator ko kam se kam use Karen

                Indicators trading mein hamari help k liye use hoty haen ap kabhi bhi indicators pe fully depend nahi kar sakty ap ko khud se bhi market ko analyze karna perhta hai. Aur indicators ko just for conformation k liye rakhna hota hai tab hum market ko achi trha analyze kr sakty haen.
                • #9 Collapse

                  Re: Indicator ko kam se kam use Karen

                  Dear Indicator jo bi hota hay wo aap ko market ki last move bata ta hay kay last may us nay kiya kiiya hay us kay baad kiya hona hay iss ka jawab kaisi kay paas bi nahi hota hay or agay kiya hona hay iss kay liya ham news say kaam lay rahay hotay hane iss liya pear par indicators us wakat sahi kaam karta hay jab koi news na ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicator ko kam se kam use Karen

                    indicators Vahi use Karen jo aapko best signal bhejta Hai indicators ka kam hai use karna chahie mostly members Chauth per Jyada indicator Laga Lete Hain Is Tarah alag love signal Milte Hain confusing Ho Jaati Hai indicators used karna hai to ek hi Karen Varna indicators Ko Itna use nahin karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicator ko kam se kam use Karen

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
                      main apne tamam doston se request karunga ki trading mein vah indicator ko kam se kam use Kiya Karen main bahut se aise new logon ko dekha hai joker trading ke liye bahut se indicators ko use karte hain jab ham ek se jyada indicators ko use kar rahe hote hain to tab Ham confuse ho jaate Hain kihar indicator ki apni reading hoti hai aur jab Ham sare indicators ki reading ko read karte Hain to tab Ham theek faisla nahin kar sakte isliye indicator ka istemal kam se kam kiya jaaye
                      Indicators ko aap Jitna Bhi use Karen aapko fayda Hota Hai Lekin loss use time Hota Hai Jab traders a totally indicators bed Pasand Karte Hain Agar indicators pad Band Karke kam Karna Hai To Sirf usko tool use karo
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicator ko kam se kam use Karen

                        ji inducter ka istamal ziada theik nahi hota hai agar ham success hona chahty hain or kamiyab traider main khud ko shomar karna chahty hain to ham ko chahi hai k ham forex traodong k motliq ziada sey ziada knowledge hasil kary or apney senior member sey mashwara lety rhy or un sey koch na koch sekhty rhy or apney ilanm main izafa karty rhy
                        information for Beginners
                        Complete Forex Knowledge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicator ko kam se kam use Karen

                          ji hun koi bhi indicatore 100% result nhi daita ager hum apni trading analyses k liay indicatores ko use kerty han tu humain sirf aik hi indicaore ko use kerna chahaiy isi main hi humari kamiyabi ha aur wo indicatore RSI ho is se humain bhtreen signales milty han.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X