Oil prices itna doen Q ja rahay hain tue 4 February 2020

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oil prices itna doen Q ja rahay hain tue 4 February 2020
    Main last 15 days se dekh raha hoon ke crudeoil ke prices down ja rahe hain last days Mein America aur Iran ke between issues bhi Hue The lekin Fir Bhi crudeoil ki market down Gai iska reason yah Tha ke Iran ke Ek Baje ke Global Oil meeting mein main participate kiatha
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Oil prices itna doen Q ja rahay hain tue 4 February 2020

    G bnai china k halat ki wja se oil ki keenat bht ziad agir gai hy jiski waja se un ki econony k ilawa pori dunya m iska asar bhi pra hy is liye oil ki qeematen asman p pocjnh gai hy thi aur ab neeche agai hen
    • #3 Collapse

      Re: Oil prices itna doen Q ja rahay hain tue 4 February 2020

      Oil prices china ki wja sy nechy ja rahi hy.. Q k chaina k carona virus hy r log gharon m band hen.. Oil ka use band ho gya hy.. So jsy e oil ka use again start howa to prices oper chali jaien gi..
      • #4 Collapse

        Re: Oil prices itna doen Q ja rahay hain tue 4 February 2020

        Dear jaisy ap ko pata hai k ais market mai oil ki moment depend karti hai demand aor supply par agar ais ki supply bahot hi zayda ho jaye aor ais ki demand kam ho jaye to aus time ais ki price down hi jati hai jaisy ap ne abi dekha hai aor halat stable ho to aus time oil ki price down jati hai jab halat kharb ho jaye to aus time ais ki price zada ho jati hai aor market up jati hai.
        • #5 Collapse

          Re: Oil prices itna doen Q ja rahay hain tue 4 February 2020

          G dear ap n thk kaha hy k crude oil ki market bht hi unpredictable hy aur as waqt bhi oil ki price down ja rhi hy to as m international circumstances hy to as m phly america aur iran ki waja the aur ab shyd china m crouna virus ki waja se bhi crude oil ki value km hoti ja rhi hy
          • #6 Collapse

            Re: Oil prices itna doen Q ja rahay hain tue 4 February 2020

            hamain is forum main bi boht say log kam karty hain but hamain is forum main bi trade kar k h hum run karien gay aur hamain is forum main bi trader banany say pahly is kbary main learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur market main information achi ho gi tab hi hum real man bi trade karien gay aur hamain is forum main bi trade kar k hi hum run karein gay
            • #7 Collapse

              Re: Oil prices itna doen Q ja rahay hain tue 4 February 2020

              Bilkul friends aisa hi hai Kuchh change ho gaye hain oil bahut hi Don price Mein ja raha hai market counter stand karna hai difficult hota hai Kamyab strategies honi chahie market ko samajhne ke liye proper plan Banakar trading Karni chahie
              • #8 Collapse

                Re: Oil prices itna doen Q ja rahay hain tue 4 February 2020

                Dear sir iss kay liya aap ya check karo kay pahlay up quen tha or iss waja kiya the kiya ya zarorat say kam ho chuka tha quen kay jab bi koi cheez zarorat say kam ho jati hay jo kay daily use may hoti hay to us ki price up ho jaati hay or quen kay ya daily use may hay to waja yahi ho gi phir jo cheez daily use may ho agar wo zarorat say tajawaz kar jay matlab bohat ziyada ho jay to phir us kay price kam ho jatay hane.
                • #9 Collapse

                  Re: Oil prices itna doen Q ja rahay hain tue 4 February 2020

                  first crude oil k oper janey ki waja iran or amrica k kharab halaat they jisa k ab ham or ap janty hain k kashdgi kam hai in k darmiyan or sulha ho choki hai is waja sey crud oil nichy ki trf a rha hai ho skta hai k yeah 40.00 tak bhe ajayai is lia ap ko chahi hai k ap is k oper buyy ki traide na lay ihtiyat sey kam ley .
                  information for Beginners
                  Complete Forex Knowledge
                  • #10 Collapse

                    Re: Oil prices itna doen Q ja rahay hain tue 4 February 2020

                    hamy oil ki movement ko achy sy samaj kar is main is main trading karni chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is man part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Oil prices itna doen Q ja rahay hain tue 4 February 2020

                      hamain market main oil par bi trade kar k hum sucess hon gay aur hamain markt main bi kam kar k hi hum cahi earning karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain is k bary main kam ka rk hi hum apni har zroat ko pora kar k hi hum run karin gay aur hamain market main kam kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain is k bary main bi trade karien gay
                      • #12 Collapse

                        Re: Oil prices itna doen Q ja rahay hain tue 4 February 2020

                        oil low hain to hamy is mai soch samj kar kam karna ho ga pher he hum los ssy bach saky gy forex ik acha business hain hum is mai night mai be kam kari saty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorta nahi hain forex aik acha business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Oil prices itna doen Q ja rahay hain tue 4 February 2020

                          oil par bi trade kar k hi hum run karein gay aur boht say log is forum main kam karty hain aur hamain is forum main bi trader banany say pahly is k bary main planing karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain is k bary main bi trade kar k hi hum loss say bachs akty hain aur har jeet toi sath sath hoti hai so hamain is k bary main kam ka rk hi hum lsos say bachein gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Oil prices itna doen Q ja rahay hain tue 4 February 2020

                            Dear oil prices china ki waja sy nechy ja rahi hy q k chanina main carona virus ki waja sey log apny apny gharun main band hain jis ki waja sey oil ka istmal bhut kam ho gaya hy or jisy hi oil ka istamal start hua to oil ki prices bhut oper chali ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Oil prices itna doen Q ja rahay hain tue 4 February 2020

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
                              Main last 15 days se dekh raha hoon ke crudeoil ke prices down ja rahe hain last days Mein America aur Iran ke between issues bhi Hue The lekin Fir Bhi crudeoil ki market down Gai iska reason yah Tha ke Iran ke Ek Baje ke Global Oil meeting mein main participate kiatha
                              Bhai ab gold ki price low hi Honi Thi Kyunki Main Market mein hua ekadam se bahut hi jyada Upar chala gaya. Tha is vajah se use niche hi Aana Tha aap. Tension Na Le lekin ab main aapko Bata Dun ki yah ab niche Nahin Jaega Bal ke aur bhi Upar Jaega Jitna ke pahle gaya hai usse bhi.
                              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X