Apni posts ko bahot zada short na karen??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni posts ko bahot zada short na karen??
    Sab log is bat ki shikayat kartay hyn k unka bonus kam ata hy iski waja yh hy k wo bahot short posts kartay hyn is ki waja say b unka bonus bahot kam ata hy is liye men ap say kehna chahta hun k hamen apni posts ko bahot zada short ni karna chahey kion k yh b kam bonus anay kI waja hyn so agar hum chahtay hyn k acha bonus hasil karen to kam say kam 500 words ki posts karen is say hum easily acha bonua achieve karnay men kamyab hojayen gy kia ap meri bat say agree kartay hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni posts ko bahot zada short na karen??

    g han dear forex fourm men humen chjaia keh hum osts ko bahot he zeada short nai karna chaia tab he hum forex men bahoty he acih kamyabi hasali karb saken gy forex men zeada sy zeada mehnt sy jab hum achi posts karen gy ta he hum forex men baahot eh naci akmyabi hasaila kaara bsaken gy forex men zeada sy zeada kaam krna he sab sy achi kamyabi hy
    • #3 Collapse

      Re: Apni posts ko bahot zada short na karen??

      Dear friend g han ap theek kah rahy hain k hamain forex forum main apny post ko short nahi krna chahay hamain post ko ziada Linon main krna chahay hamain forex forum main acha aur high quality Walla kam krna chahay hamain ziada sy ziada mahnat krny chahay q k mahnat krnaysy hamain kamyabi hasel hoty hy hamain dil laga k kam krna chahay hamain
      • #4 Collapse

        Re: Apni posts ko bahot zada short na karen??

        Apni Post ko Bhot ZydA Short na karein pak forex trading business Mein kam karte hue Hamen chahie Ham Jab Bhi Pakistan Forex Mein post Karen Tu Mulhtasir Na Karen Pakistan forex business bahut achcha business hai Hamen chahie Yahan per post acchi quality se aur long Karen aur jitni Jyada Hamari post long hogi Hamen itna zyada achcha Sa fayda Hasil hoga isiliye Pakistan Forex all world man Famous ho raha hy
        • #5 Collapse

          Re: Apni posts ko bahot zada short na karen??

          Aapko kabhi bhi short posting Nahin Karni chahie balke Hamesha mehnat ke sath kam Karte Rahana chahie Kyunki aap itna. Jyada mehnat se posting Karoge utani. Hi jyada aapko Achcha bonus Milega aur utna. Hi jyada aapko thanks Milenge isliye aapko Hamesha acchi quality ki posting Karte Rahana chahie aur acchi quality ke Threads create Karte Rahana chahie.
          • #6 Collapse

            Re: Apni posts ko bahot zada short na karen??

            G han friendd bilkul shprt posting nhi ktni chahye sr issi tarah bht long posts bhi nhi krni chahye bht short posts se bonus kam aata he phr membere kehte hrn bonus kam aata he is lye 4 lines to posts k lye lazmi honi chahyen ya es se zyada
            • #7 Collapse

              Re: Apni posts ko bahot zada short na karen??

              hamy is main short posts reply nahi karni chahey hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main achi or all aqualiites ki posts reply karni chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky is main mehanst sy kam karna chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy 24 gantho main sy kisi be waqt kam akr sakty hain
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #8 Collapse

                Re: Apni posts ko bahot zada short na karen??

                Forum aur jo post karte hain unhen short-term Main Nahin Karna chahie Jo post Jyada shorter Mein hoti hai vah delete Ho Jaati Hai fayda nahin hai agar smuggle karni hai to interest Lekar Karen apni post ki quality ko Behtar Banaya Jaaye detail ke sath post Karni chahie informative members ko knowledge Mile vah thanks De thanks a post ki rating increase hoti Jaati Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Apni posts ko bahot zada short na karen??

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mar7080 پيغام ديکھيے
                  Sab log is bat ki shikayat kartay hyn k unka bonus kam ata hy iski waja yh hy k wo bahot short posts kartay hyn is ki waja say b unka bonus bahot kam ata hy is liye men ap say kehna chahta hun k hamen apni posts ko bahot zada short ni karna chahey kion k yh b kam bonus anay kI waja hyn so agar hum chahtay hyn k acha bonus hasil karen to kam say kam 500 words ki posts karen is say hum easily acha bonua achieve karnay men kamyab hojayen gy kia ap meri bat say agree kartay hy
                  ji han bikul hamain posts itni lambi rakhni chahye jis se hamari baat mukamal ho jai kyun ke jab ap post karen to jo ap baat kehna chahte hain jab tak woh wazeh na ho jain to ko bada karte jain our itna short post na karen jis se ap ko baat wazeh na ho sake.
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni posts ko bahot zada short na karen??

                    Je han friends hum ko forex main posting kartey wakt apni posts ko Ziyada short nhi karna chahiay bakle forex k rolls k mutabik kam say kam 4 say 5 lines zaroor karni chaihiay is say hum ko Ziyada say Ziyada experience or knowledge hasil hoga or hum forex main trakki karain gey
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni posts ko bahot zada short na karen??

                      G han dear friend forex pakistan mein hum ko apni posts ki length ko bhaut zyada short bhi nahi rakhna chahaye aur bahut zyada long bhi nahi rakhna chahaye hum ko esey normal rakhna chahaye agar hum apni posts laptop par karein tu kamz kam 2 lines ki honi chahaye aur agar hum mobile pe karein tu who kamz kam 6 se 7 lines ki honi chahaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni posts ko bahot zada short na karen??

                        hamain is k bary main bi planing kar k hi hum sucses hon gay aur hamain is k bary main bi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain is forum main bi trade r k hi humr un karien gay aur hmain is forum main bi emotion ko kabo main bi reakh k hi hum sucess ho skaty hain aur hamain is k bary main bi trader banany say pahly is k bary main bi trade karn gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni posts ko bahot zada short na karen??

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mar7080 پيغام ديکھيے
                          Sab log is bat ki shikayat kartay hyn k unka bonus kam ata hy iski waja yh hy k wo bahot short posts kartay hyn is ki waja say b unka bonus bahot kam ata hy is liye men ap say kehna chahta hun k hamen apni posts ko bahot zada short ni karna chahey kion k yh b kam bonus anay kI waja hyn so agar hum chahtay hyn k acha bonus hasil karen to kam say kam 500 words ki posts karen is say hum easily acha bonua achieve karnay men kamyab hojayen gy kia ap meri bat say agree kartay hy
                          Former proposing karne ka bhi Ek hunar hota hai agar aap ki post ki quality achchi Hoti Hai tab hi aapko accha bonus Milta Hai Lekin aajkal Pakistan Forex forum per log sirf post ki quantity ko increase kar rahe hain quality per koi bhi focus nahin kar raha ISI vajah se unko Achcha bonus Nahin Milta
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni posts ko bahot zada short na karen??

                            Posts krtaii waqtt hum iss baat kaa dehaan rakhnaa chaiyaii k hum jo bhe post krtaii haiin wo kam se kaam bhee 2 liness se oper hoo aur dsraa k hum apne postss mein jo bhe kuch likhaiin wo diay gyaii thread k mutabiqq hoo agarr aisaa nhe kraiin gy to hmain koi faida anhee hogaa hum bss aonaa tunee he ziaya kraiin gyy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apni posts ko bahot zada short na karen??

                              medium size ki posts ko zyada like kia jaata hai..medium size ki post karna asan bhi hai oris ka koi issue bhi nahi banta..zyada short posts karnay ka nuqsaan hota hai..choti post par bonus mil sakta hai...magar kam milta hai..darmyanay size ki post karna hi behtar rehta hai..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X