Forex trading men mehnat kar k hum aahista aahista financially strong ho saktay hyn?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading men mehnat kar k hum aahista aahista financially strong ho saktay hyn?
    Forex trading ak esa platform hy jahan hum jitni b mehnat karen gy hamen uska utna sila milay ga hamari ak percent b mehnat zaya ni jati is platfom men agar humnay ak mint b mehnat ki hogi to uska b humko sila milay ga trading say or agar hum is men mosalsal mehnat kartay rahen to yh aahista aahista hamen bahot zada financially strong kar deta hy orhumis say bahot ameer ho saktay hyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading men mehnat kar k hum aahista aahista financially strong ho saktay h

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mar7080 پيغام ديکھيے

    Ji Bhai aap bilkul theek kah rahe hain Agar Ham hardworking se is business Mein kam Karte Rahen to Inshallah Kuchh hi Salon Mein Ham financially Taur per apni back ko strong kar sakte hain lekin iske liye sakht mehnat ki jarurat hai tab hi Aisa possible ho sakta hai
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading men mehnat kar k hum aahista aahista financially strong ho saktay h

      g han dear apke bat belkul thk hy forex men agr humen achi kamyaboi hasil karni hy to humen chaia keh hum forex men mehnt sy kiam karen gy forex men aysata strong hn gy forex men sabr sy kam karty rhana chaia atab he hum foreex xmen bahot eh achi kamyabi hasli kar sakenn gy
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading men mehnat kar k hum aahista aahista financially strong ho saktay h

        G han dear apny bilkul sahi baat ke hy hum forex trading sy financially strog zaror hon sakty haion agr hum is main mehnat Karin aur us sy kuch sekhain too hum is suy bahoot kuchjj hbasi9l kar sakty hain lakin us k liay hukmain sub sy pehly mehnnat karni hoge aur forex ko tim,e dena hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading men mehnat kar k hum aahista aahista financially strong ho saktay h

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mar7080 پيغام ديکھيے
          Forex trading ak esa platform hy jahan hum jitni b mehnat karen gy hamen uska utna sila milay ga hamari ak percent b mehnat zaya ni jati is platfom men agar humnay ak mint b mehnat ki hogi to uska b humko sila milay ga trading say or agar hum is men mosalsal mehnat kartay rahen to yh aahista aahista hamen bahot zada financially strong kar deta hy orhumis say bahot ameer ho saktay hyn
          ji han dost apne theek kaha agar life main financial strong bana hai to forex business ko join kar lian our forex business ko join karne ke bad mehnat se kaam karen jitna ap mehnat se kaam karen ge ap ko us ka utna hi faida hoga our ek kamyab trader ban kar financial strong ho jain ge.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading men mehnat kar k hum aahista aahista financially strong ho saktay h

            Bhai ap ny drust baat ki hai keh forex mein hum ko mustaqil mizaji ki sakhat zarorat hoti hai agr hum aahista aahista working jari rakhin aur focus k saath workin kren to jald ya bader hum apni mali halat ko behtar bna he lety hain. lalach aur jald bazi se aur over confidence se khud ko bacha kr chalein bus.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading men mehnat kar k hum aahista aahista financially strong ho saktay h

              Aapko Hamesha Forex trading main acchi Tarah Se mehnat Karni chahie tab. Hi aapko kamyabi Hasil Hogi isliye aapko chahie kya aap daily basis per Jyada Se Jyada mehnat kiya karo aur acchi quality ka kam Karte Raha karo. Taki aap kamyabi Hasil kar Sako aur Achcha profit Hasil kar Sako aur Apna future bright kar Sako
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading men mehnat kar k hum aahista aahista financially strong ho saktay h

                hamain is forum main kam kar k hi hum achi trade karien gay aur acha trader baany say pahly is k bary main planing karni ho gi aur hamain is k bary main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi anlsye kar k hi hum achi trade karny main bi koi msuhkil na ho saky gi ta ke arn ho
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading men mehnat kar k hum aahista aahista financially strong ho saktay h

                  ap ne sahi kahan hai ke agar am earning kar rahe hain to buat hi achi bat hai lekin ham phir lalach karte han aur kehte hain ke bus ab thora paisa hai ham ne zeyada karna hai to jab aesa karte han to hmain buhat hi zeadya knowledge milta hai agar hjam raaton raat ameer hona chahte hain to ham kameyab nahi oi sakte is liye thore pe hosla rakhain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading men mehnat kar k hum aahista aahista financially strong ho saktay h

                    Forex Ek Aisa business hai jis mein aap acchi Tarah Se hardworking Karke apni financial Halat ko bahut Achcha aur bahut Behtar kar sakte hain. Isliye aapko chahie ki agar aap apne financial problem ko thik karna chahte hain to aap Forex main daily basis per working Kiya Karen aur Pak Forex forum per bhi daily basis per working Kiya Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading men mehnat kar k hum aahista aahista financially strong ho saktay h

                      g bilkul pak fore main hum ahista ahista mehnat kar k financially strong ho sakty hain magar hamen us k liye bhot hardwork bhot mehnat k sath kam karna hota hai ...hum jitni mehnat karty hain hum utny he kamiyab hongy hamen bhot mehnat ki zarort hoti hai bina mehnat k hum kabhi bhe kamiyab nahi hoty hain ....
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading men mehnat kar k hum aahista aahista financially strong ho saktay h

                        Dear friend apni working ko continue Rakhna chahie koi bhi kam hi Karte rahte hain Waqt Ke Sath Sath Uske about knowledge 5 Jata Hai Forex trading be start Mein Bada difficult lagta hai lekin Jab is mein time dete Rahenge learning karte rahenge practis Karenge Jab experience knowledge increase Hota Rahega to bahut hi aasani se working kar Payenge struggle Karke kamyabi Hasil ki Ja sakti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading men mehnat kar k hum aahista aahista financially strong ho saktay h

                          Assalam Alikum g forex forum aik bht hi zbrdst farum hay jis say bht achi profit hasil ki ja sakti hay achu busnis ka aik farmola ha km say km investmint say start kiya jay aur khub mehnat say usy trqi ki trf lay jaya jay forex forum bhi isi tra aok busnis hay jsy jtni mehnat say aur dil lgi say kiya jay ga utna hi faidy mand sabit hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading men mehnat kar k hum aahista aahista financially strong ho saktay h

                            G han forex aik aisa busness he jis men hn apni mehnat se apni zindagi badal skte hen kqm mehnat se kne se knowledge ar experience mlta he ar ahista ahista ap is men expert hote jatr ho isi tarah apki earning bhi increase hoti jati he ar aap finencially khud ko mazboot bna skte hen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading men mehnat kar k hum aahista aahista financially strong ho saktay h

                              Yeah right ap ko jb time mily ap forex ke oper mehnat krein aur jis tarah ap is ko time dety jayein gy ap ka expereince barhta jaye ga aur ap perfect banty jayein gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X