fundamental per market ulti kyun chalti hai...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    fundamental per market ulti kyun chalti hai...?
    Aj senior say swal hai k jo bhi usd k fundamental aj strong ayr lakin gold buy kyun j rah hai expert mermber help krain aisa kyun ho raha hai index stron hota ja raha hi lakin gold bhi buying kyun....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: fundamental per market ulti kyun chalti hai...?

    Fundamental mei news ajati hain market hamesha economy pe news pe he move leti hay jasi economy wagaira hogi wasay he market ne move karna hay so humay chahiye hum ussi according he trade karain news ko dekhna hamara kaam hay.
    • #3 Collapse

      Re: fundamental per market ulti kyun chalti hai...?

      Aap se kis ne keh dia k jb market news pe movement krti hai tu woh ulti hoti hai news pe jb market movement krti hai tu market ki technical movement stop ho jati hai market ki ziada movement news pe hoti hai is liye seniors aur experts kehty hein fundamental analysis kr k market mein trading krni chahiye ye ziada profitable hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: fundamental per market ulti kyun chalti hai...?

        Yah to ab technical analysis aur fundamental analysis ka alag alag Fark hota hai to aapko johnsa analysis Achcha Lage Aap wala analysis Kiya karen to bahut Sare members technical analysis ka use karte hain Kyunki usmein unhen Kafi Achcha profit hota hai aur is vajah se vanchit reading kar lete hain to aapko bhi koshish Karni chahie ki aap technical analysis ko Jarur try Karen
        • #5 Collapse

          Re: fundamental per market ulti kyun chalti hai...?

          Ek baat to ye hain k strong ka mtlb zaruri nahi hain k pair ya currency up hee jaye strong ka mtlb ya to bht zayda up taal jaye ga ya bht zayda down taak ja skta hain. Second agr usdgold pair mai gold up jaraha hain to is ka mtlb hain gold usd say bhi zayda strong hoga.
          • #6 Collapse

            Re: fundamental per market ulti kyun chalti hai...?

            nhe dear market koi ulat nhe chalte hae agar ap ko news ka pata ho or agar is main hum figuers ka pata ho to hum is main ache trading kar sakte hain jis ke against trades jate hae to is main hamen lagta hae ke market hamare against gy hae to isi liye hamen cahiye ke hum is main ehtiyat se trading kiya karen q ke is ka koi pata nhe hota hae news ka
            • #7 Collapse

              Re: fundamental per market ulti kyun chalti hai...?

              news trading pe kaam karna buhat hi mushkil hota hai is ke liye ap ko experience chahiye hota hai agar aop ne mehnat ki to hi ap kameyab ho sakte hain aur is mein mehnat ke liye ap ko dil se kaam karne ki zaroorat hai agar ap ne mehnat nahi ki to ap ko loss ho ga is liye bsu acha kaam karn eke liye practice karain aur achi practice hi ap ko earning de gi kyon ke ap ko knowledge aur experience ho jaye ga aur ap earn karo ge
              • #8 Collapse

                Re: fundamental per market ulti kyun chalti hai...?

                Dear Aksar aisa hota hai ki Ham analysis Mein Koi galti kar Jaate Hain Jiski vajah se Hamen lagta hai ki market Hamare analysis ke against move kar rahi hai jabki aisa Nahin Hota Ham Apne knowledge Ko Agar sahi tarah se istemal Karen aur apne analysis ko thoda improve karne ki koshish karen to market Ham Khud Dekhenge ki Hamare analysis ke according he move Karenge Ham Achcha profit Hasil kar lenge
                • #9 Collapse

                  Re: fundamental per market ulti kyun chalti hai...?

                  forex mai hamy analysis ko learn kar ky use kar ky km karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex ak asa business hain jo hamy learning br deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai out off balanace account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar llachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex paksitan mai legal baan cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: fundamental per market ulti kyun chalti hai...?

                    hamain market main planing kar k hi hum run karien gay aur is forum main bi trend ko use kar k hi hum achi trade karin gay aur is forum main bi anlays ekar k h hum achi trade kar k hi hum perfor karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur is forum main bi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain is forum main bi kam ka rk hi hum real main earn ho
                    • #11 Collapse

                      Re: fundamental per market ulti kyun chalti hai...?

                      hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pheer he hum pasia kama skay gy hum gar mai bath kar is mai kam kar sakaty hain hum is mai agar laalach iban ky km kary gy to hamy lss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex ak amm business ke nisbat acha business hain hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: fundamental per market ulti kyun chalti hai...?

                        Market Hamesha Apne hisab Se Mohabbat Karti Hai market ki movement ka koi andaza nahin kar sakta aur Market ki movement ke according to read lagakar ya chup Rahu cancel ho sakta hai isliye Hamen chahie Ke Jab Bhi trading Karen Soch Samajh Kar Karen aur acche entry point per Achcha decision lene ki koshish karen ka Kala Sach Ka Saamna kam se kam ho sake

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X