posts ke delete honay ki waja JUNK POSTS FAZUL POSTS).....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    posts ke delete honay ki waja JUNK POSTS FAZUL POSTS).....
    Asslam o alaikum dear forex member buhat se member yahee ronaa rotay hain ke unkay posts delete ho jaatay hain lekin mn ayhee unko kahoonga ke agar wo buhat hi achh qaulity ko provie krian aur fazzool kism ke posts naa krian to wo kabhi bhi delete nhi hongay hamshaa se hi quality ko do fazool posts kaa jab tk koi faidaa nhi hay to zaahir hay ke wo delete ho jayengay ...
    Visit My Profile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: posts ke delete honay ki waja JUNK POSTS FAZUL POSTS).....

    Bilkul thk kaha apne
    Post tb hi delte hoti h jb post fzool ho ja fzool thread pe post ki ho ya repeated thread pe hmne post ki ho tb post delte ho jati h islye hmen chahye mehnat c kaam kren r apni post ki quality ko bht agay tk le jain
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: posts ke delete honay ki waja JUNK POSTS FAZUL POSTS).....

      Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forum pe fazool aur bey tukki posts delete ho jati hen lekin forum pe jo repeated threads pe reply posts kartay hen woh review men zaroor delete ho jati hen kiun k repeated threads lazmi delete hoti hen aur unn k sath sari posts bhi delete ho jati hen
      • #4 Collapse

        Re: posts ke delete honay ki waja JUNK POSTS FAZUL POSTS).....

        Bilkul dear ap ki bat thek hy forum me hamehsa wohi posts delelte hoti hen Jo useless hoti hen aur jinks forex traidng Sy koi link nahi hota pa ko chye Kay AP asi mayari thread kren jis sy ap ko is me ye dar na ho Kay AP ki psots delete ho jaen gi AP ko is me Kam krny Kay leay hamesha mayari Kam krna hota hy Jo AP achi info share krne forex sy related analysis share krne tab hi mumkin hy
        • #5 Collapse

          Re: posts ke delete honay ki waja JUNK POSTS FAZUL POSTS).....

          Dear post delet hony bahot si vjha hai kuch user ziyada thread karty hain or un ka reply karny say apki post delet hoti hai so zarori hai kaafi dehan kay sat post ko select kia karyn kyun kay ager ap aysa nahi karyn gue to apko post delet he hoti rehti hai jis say apko kaafi nuqsan hota hai or fazool post bhi delet ho jati hin
          • #6 Collapse

            Re: posts ke delete honay ki waja JUNK POSTS FAZUL POSTS).....

            Assalamu Alaikum friends Main ummid Karta Hun ki aap sab theek thak Honge post delete hone ki vajah sabse yah Hoti Hai Ke Ek To Ham topic se hat kar Baat karen to Forex dusra Agar Ham Koi post galat kr dy to delete Ho Jaati Hai yah agar koi mistake Hoga Rakh kar den tab bhi forex for business wale delete kar dete Hain
            • #7 Collapse

              Re: posts ke delete honay ki waja JUNK POSTS FAZUL POSTS).....

              Ji bilkul aapane sahi kaha hai ki jo junk post Hoti Hai vah post delete ho jaati hai isliye AAP Sab Ko chahie ki aap sab Hamesha acchi quality ki aur informative posting Kiya Karen Taki aapke Jyada Se Jyada posting safe Raha Karen aur Agar thodi bahut posting delete ho jaaye to ismein koi problem Nahin Hoti Hai Lekin aapko koshish Karni chahie kya aap acchi quality ki hi posting Kiya
              • #8 Collapse

                Re: posts ke delete honay ki waja JUNK POSTS FAZUL POSTS).....

                G ha apki bat thek hy, hamary post ki delete hony ki sab sy bary waja hy post ko thek traha sy na karna aur pher koi informative bat na karna jis sy pher hamein is mn bahut hi ziada loss ka samna karna per skata hy kun ky hamein is mn bonus bahut hi kam milta hy jis sy pher mere khiyal sy hamie is mn loss hi hosakta hy
                • #9 Collapse

                  Re: posts ke delete honay ki waja JUNK POSTS FAZUL POSTS).....

                  walikum assalam g bilkul pak forex main posts delete hony kki main waja yehi hoti hai k hum fazol junk posts he karty hain to hamen aisa nahi karna cheye avoid karna cheye ...
                  • #10 Collapse

                    Re: posts ke delete honay ki waja JUNK POSTS FAZUL POSTS).....

                    jab hum fazool post likhtty hain ti hamare posts delte hi jate hain forex aik acha busienss hain hum is am iraat mai be kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar laalchi ban ky kam kary gy to hmy loss ho jy ga forex kabe be band na hn wala acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: posts ke delete honay ki waja JUNK POSTS FAZUL POSTS).....

                      Fazule post ka meaning hy wo post jo topic sy hat krho jo post tradding sy related na ho wo pist junk hti hy us ka bonus nhi mlta hy aur ap ka account bulock bhi ho sita hy so ahtiat sy kam kren takeh ap safe rahen
                      • #12 Collapse

                        Re: posts ke delete honay ki waja JUNK POSTS FAZUL POSTS).....

                        Ham g bilkul dear posts delete hony ki yahi waja hai ky ham Forex main ham fazol posts karty Hain Tu ham Forex main Kabhi kamiyab Nahin ho sakty Hain hamen Chaheay ky Forex main best post Karen Jin sy hame. Acha bonus bhi melt aur all members ko faida bhi ho
                        • #13 Collapse

                          Re: posts ke delete honay ki waja JUNK POSTS FAZUL POSTS).....

                          walikumsalaam humera iss main post kah delete hona k main waja yeh hoti hain k humeri post iss main zada tar fazool hoti hain or kuch post bina matlab k hoti hain jis sy humeri post delete ho jatye hain humain bus iss main kam karta waqat iss bat kah kahyaal rakna chaiye jab hum iss bat kah kahyaal rak kar kam karta hain toh humeri post k delete hona k bhot he kam chances hota hain or humain kabi be same thread nahi lagni chiaye warna humeri thread iss soraat main be delete ho jati hain shukria...
                          • #14 Collapse

                            Re: posts ke delete honay ki waja JUNK POSTS FAZUL POSTS).....

                            Postings delete hone ki main vichara ho sakti hai ki Hamari post per julm ho isliye Hamen chahie Kya Karen Ham apni postings ko delete hone Se Bachana Chahte Hain To fir form ke rules ke according aap ki posting score karne ki koshish karen Taki Hamari postings ke quality bhi acchi ho aur ham usse Achcha bonus Hasil kar Saken Agar Ham array element aur sasur postings Karenge to vah delete bhi ho jayegi aur Hamen uska bonus bhi Hasil Nahin hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: posts ke delete honay ki waja JUNK POSTS FAZUL POSTS).....

                              ji han bilkul sahi kaha hai aapane post delete hone Ki Yahi vajah Hai Ki Ham galat galat ulti Sidhi posting Ka Jawab Dete Hain isiliye Hamen chahie ki Ham Soch samajhkar thread per jawab De aur posting bhi to Samajh Kar Karen Taki Hamari posting delete Na Ho ek ek post Badi mehnat Se Karte Hain Ham Hamen chahie ki Ham use mehnat ko save rakhne ke liye alert hokar kam Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X