China k halat ne markets m selling barha di hen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    China k halat ne markets m selling barha di hen
    China k andr virus ki waja se bht ziada halat kharb hu chuky hen aur is virus ki waja se china k illawa pori dunya m halat bht ziada kharab hugye hen is liye hemn ajkl trades krne m ahtiyat krni chahye ta k ziada nuksan na hu:1f60e:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: China k halat ne markets m selling barha di hen

    Je es time china ma ik virus phela howa hai, jis sy selling ka rohjan barh giya hai, traders ye soch rahy hai k es time sell kar leya jae to thek warna market k halat or b bury ho sakty hai, es lae gold or cl ma sell ki he tade open ki jae to es time es ma risk kam hai,
    • #3 Collapse

      Re: China k halat ne markets m selling barha di hen

      dear bro chine main jo virus aya huwa hai us wjha say kafi sari markete main halchul machi huwe hain laiki ab jo usa gbp say bhahir huwa to us wjha say bhi markete main kafi halchul machui huwe hai is liiye hamen chye k ham is markete say kafi motat rhen aor kbhi bhi apni trade ko bra na lagain ager ham trades ka lot zyda use kren gay to hamary account wash ho sakty hain is liiye lot size ka kam say kam is timal kren to ap is say bach sakty hain aor ap aik bhot big loss say bach sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: China k halat ne markets m selling barha di hen

        dear friend china ki waga say market main bohot halat olat pholat ho gain hain aur hamen as main abhi bhi ahteyat say kam karna chahye ta k humen as say loss na ho aur hamesha soch samgh kar hi trading karni chahye yeh hamary kameyabi hy k hum as main acha kam karen aur soch samgh kar karen
        • #5 Collapse

          Re: China k halat ne markets m selling barha di hen

          han g bilkul sahee bat ki hy china ki markeet kafi down hy uski cureency rate bhi up hy to ham waqee china key sath jitni bhi curencies hein ham unko markeet key trend mein check ker key whan sey sell ka order lganuy sey ham acha profit bhi hasil ker sakty hein.lekin trading key liy god determination bhi hona zarori hy,
          • #6 Collapse

            Re: China k halat ne markets m selling barha di hen

            G han china ki waja se pori markete disturb hoi hai is virus k asarat ab doery countires tak phelny k khadshat hain markete stable nahi hai to boht se pairs ki movement disturb hai jo k samjh main nahi arhi is liye aoch samjh ker trade karen r jin pairs per proper analyse k bad ye lagy k markete ab down ja rahinhai to sell ki trade open ker k profit gain karen
            • #7 Collapse

              Re: China k halat ne markets m selling barha di hen

              Exactly China ki situation ki vajah se is time market Mein selling opportunity kafi jyada ho chuki hai aur dekhna chahie ki market kya kuchh kar sakti hai lekin bahut careful Hona chahie market unstable hai aur Jab Bhi market unstable hoti hai to usmein loss hone ke chances kafi jyada hote hain to ismein aapko experience hoga to hi aap achcha kam kar paoge
              • #8 Collapse

                Re: China k halat ne markets m selling barha di hen

                china ky mulki haalat boaht kharb hain lakin inshala jald thek ho jaye gy hamy best expereince hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apno marzi sy pat time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: China k halat ne markets m selling barha di hen

                  G bilkul China ki condition khasi khrab hai jiski waja se pori duniya mein iska asar para hai hr country ki economy pe iska effect hua hai jiski waja se forex market mein bhi currency pairs ne downward movement ki hai ab dekhna ye hai k aisy halaat kb tk rehty hein kionkeh pori duniya is waqt virus ki waja se khof ka shikar hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: China k halat ne markets m selling barha di hen

                    China k ander virur ki waja se . bhut zayada china ki halat khrab ho chuki hy or is virus ki waja sechina k illawa bhut se mulkun ki halat khrab ho gai hy is liay humain trade krny main zayada ahtiyat krni chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: China k halat ne markets m selling barha di hen

                      G han friend china men men virus ki waja se trade pr asar para he log china ki har chez se ahtiat kr rhe hen es lye china se related tradevse door rhen ar inhen sell krne men profit he
                      • #12 Collapse

                        Re: China k halat ne markets m selling barha di hen

                        China ke halat is Waqt bahut tough Hote Ja Rahe Hain uska market par kya Asar Hoga Ham sahi tarah Nahin Jante isliye Hamen Soch Samajh Kar working Karni chahie aur apne kaam mein kamyabi ke liye mehnat ko maximum focus karna chahie aur iske sath Apne kam Ko Nahin successful banane ki koshish Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: China k halat ne markets m selling barha di hen

                          ji hun huamain aj kal carefull ho k achy se analyses k bad kum lot se trdaing kerni chahaiy ager na karein tu ya humary liay ziada best ha q k market main beyaqeeni paida ho gai ha.
                          • #14 Collapse

                            Re: China k halat ne markets m selling barha di hen

                            g han humen apny kam ko achy se krne ka chanxe mila hy mehnat se kam krna chahye or trading soch smjh k karna chahye virus k is marhaly mai buht faida hua hy or ab kamyabi b jld milny wali hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: China k halat ne markets m selling barha di hen

                              Friends is waqt chaina k halat balke puri dunia k halat bohat kharab hain. Tu har fard ghar Par hai tu sub log apne apne dosre business se free hai tu wo sub ka rujhan is forex ki tarf hai wo trade kar rehe hain or market k halat barh geye hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X