hamen koi bhi trading karte hue market mein vate hota hai ki jab bhi market mein break out hoga Ham tab hi apna order open karenge lekin bahut dafa Maine is baat ko note kiya hai ki market mein fake breakout hota hai market upar ya niche direct karti hai lekin FIR se wapas mod jaati hai jiska nuksan ya hota hai ki hamen kafi Sara loss ho jata hai Ham yah samajhte Hain ki market ne break kar diya hai aur abhi aur ISI train mein jaane wali hai lekin vah hamare opposite chalna shuru kar deti hai market mein break ho to hone ke bad kam se kam aap 15 minutes ki candle Tak vate Karen jab vah candle breakout ke bad close ho jaaye aur aapko confirm trend ka pata chal jaaye tabhi aapko Koi trade active karni chahie
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим