Successful trading ky liye knowledge zaroori hai ya shortcuts

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Successful trading ky liye knowledge zaroori hai ya shortcuts

    hamy acha knolwedge hasla kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex kabe be band na hony wala acha business hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Successful trading ky liye knowledge zaroori hai ya shortcuts

      Agar aapane kamyab hona hai aur successful trader banna hai to aapko knowledge hi hasil karna hoga Agar aapke pass knowledge nahin hoga to aapka mein aap nahin ho sakte hain successful trader vahi hota hai jo apne experience se stage per pahunchta hai aur vah Agar experience nahin karta to kabhi successful nahin ho sakta tha isliye Agar aapane milane karni hai to aapko kamyabi jarur milegi
      • #18 Collapse

        Re: Successful trading ky liye knowledge zaroori hai ya shortcuts

        Shortcuts aapko Bhakti Tor fayda de sakte hain lekin agar aap reading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To fir aapko knowledge hi Kamyab kar sakta hai shortcuts aapko kabhi bhi permanent Kamyab nahin kar sakte.
        • #19 Collapse

          Re: Successful trading ky liye knowledge zaroori hai ya shortcuts

          Forex trading business Ek Aisa professional trading business are Jisme Hum Kabhi Bhi shortcut use nahin kar sakte without knowledge Forex trading business Mein Kamyab hone ke liye hamare pass knowledge Ka Hona bahut jaruri hai itna Jyada hamare pass Forex ka knowledge Hoga information Hogi experience Hoga Ham easily Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain isliye Hamesha koshish karen kabhi bhi shortcut Koi use na Karen Forex mein Apne knowledge ko increase karne ki koshish karen Shukriya
           
          • #20 Collapse

            Re: Successful trading ky liye knowledge zaroori hai ya shortcuts

            bilkul dear aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein Hamen apni strategies could develop Karni chahie Na Kar dusron ki strategies ko follow karna chahie Kyunki bahut se traders dusron ki strategies ko follow karte hue sometime loss ka Samna karna padta hai aur vah dusron per blame karte hain Hamen dusron ko blame karna Nahin chahie balki Khud koshish karne ke liye kya apne experience ko increase karte hue Khud strategies ko develop Karen aur uske mutabik ki Forex lagaen aur easily Forex trading business Mein Kamyab Ho Jaaye Shukriya
             
            • #21 Collapse

              Re: Successful trading ky liye knowledge zaroori hai ya shortcuts

              walikum assalam g kamiyabi hasil karny k liye knowledge zeada matter karta hai hum tabhi acha gain karty hain jub hamary pas acha knowledge hota hai hamen bhot mehnat k sath learning gain karni hoti hai tabhi hum kamiyab hoty hain ...
              • #22 Collapse

                Re: Successful trading ky liye knowledge zaroori hai ya shortcuts

                Bharat trading business Mein Koi shortcut nahin hai agar Ham kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen knowledgehut karna hoga Agar Ham shortcut Marne Ki Koshish Karenge To Ham kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar Sakenge kamyabi Hasil karne ke liye mehnat karna Hoti Hai jitni Ham mehnat Karenge utani Hamen kamyabi milegi
                • #23 Collapse

                  Re: Successful trading ky liye knowledge zaroori hai ya shortcuts

                  G han forex member forex business mein agar aap chahty Hain ki aap ek successful trader banein or achee earning Karen to usky liye zaruri hai ki aapke pass zyada se zyada knowledge hona chahiya tabhi aap forex mein kamyab hon gy knowledge ke bagair kamyabi namumkin hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Successful trading ky liye knowledge zaroori hai ya shortcuts

                    Successful trading k lea knowledge ka hona bht he zarori h. Jo log short cut ki koshish kerty hn wo apni sari mehnat zaya ker daty hn jis ka unko koi b fida ne hota h. Hmen chaya k hm shortcuts sa bchen q k is sa aksar log nakam ho jaty hn. Knowledge aisi chez h Jo ap ko proper rasty pa la ati h or ap proper trade kerny k kabil ho jaty hn jis sa ap k lea kamyab trade kerna mumkin ho jata h so hmen ahtiat sa trade kerni chaya.
                    • #25 Collapse

                      Re: Successful trading ky liye knowledge zaroori hai ya shortcuts

                      Dear dost successful trading Karne ke liye knowledge ka hona bohat zaroori ha knowledge bohat matter karty ha agar ap knowledge gain nahi karo ge aur short cut se kam karo ge to apko trading se kabhi profit nahi mile ga aur apko nakaami ka samna karna pare ga is liye hame ziyada se ziyada knowledge gain Karne ki kushish karny chahiye
                      • #26 Collapse

                        Re: Successful trading ky liye knowledge zaroori hai ya shortcuts

                        Knowledge har kam kelye zarori hote he. Is leye hum ko mehnat karne hoge.Dear friend ap ne bil kul thekh kaha he, or me ap ke bat se itifaq karta ho hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen. Is leye ap se request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken, or dosro ke bhe madad kar saken.
                        • #27 Collapse

                          Re: Successful trading ky liye knowledge zaroori hai ya shortcuts

                          knowledge vs short cut suceess k liye knowledge preferably hai short cut nahin or shortcut se trading Karne Wale trader hamesha loss mein rehte Hain Hamen apni trading mein kabhi bhi shortcut ka used nahin karna chahiye Forex mein success ke liye shortcut used na Karen kyun k shortcut hamesha Loss ki taraf Le jaate Hain aur jo apni trading mein knowledge use Karta hai knowledge ki wajah se learning Karta hai hardworking Karta hai to woh bahut jaldi successful hota hai lekin jo shortcut use Karta hai woh hamesha failure hi rahta hai shortcut use Karne Wale trader hamesha nakam hote hain aur knowledge se Kam Karne Wale trader hamesha successful rahte hain trading ke liye Hamen zyada mehnat karni chahiye hardworking ki zarurat hoti hai aur success ke liye Hamen knowledge ki zarurat hoti hai kyun ke knowledge ke Bina success Milna bahut zyada impossible hai is liye Jab knowledge hogi to success milegi otherwise knowledge nahin to success bhi nahin is baat Ko achi tarah samajh lenge to hamara fayda hoga aur iski wajah se Hamen bahut zyada fayda hota hai aur Hamen bahut zyada acha bonus milta hai is liye Hamen apni trading main is baat ka difference feel karte hue trading karni chahiye k Ham shortcut use Karen yah knowledge kon zyada hamare liye behtar rahegi is wajah se agar Hamen is baat ka difference pata chal jata hai to Ham toh hum khud shortcut ka used nahin Karte aur knowledge ka zyada istemal karte hain success ke liye yah bahut zaruri hai shortcut se fail hote hain hamesha knowledge se milti hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Successful trading ky liye knowledge zaroori hai ya shortcuts

                            g bilkul dear afcous dear ager ap forex trading main success full trader banna chtry han tu is kilye dear ap ko chy sy acha knopwl;edge hasil karna hioga achy sy acha expirence is k bary main hasil karna hoga tab he ap pher is main bhot he acha profit har trade main sy gain katr saken gy bhot he achi earning gainkar saken gy is liye dear tamam member koshsh karen k ager expart trader banna hy tu is kilye unhen is main achy sy acha knowkledge hasil karna hoa acha expirence is k bary main hasil karna hoga tab he wo pher is sy acha profit hasilo kar saken gy expart trader ban saken gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Successful trading ky liye knowledge zaroori hai ya shortcuts

                              Achi aur kaamyaab trading k leye knowledge ka Hona zaroori hota hai short cut se hum Forex mein kabhi bhi kaamyaab nahin ho saktay hum ko Forex mein kaamyaab hone k knowledge ka Hona zaroori hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X